Search results
Saved words
Showing results for "vo"
Meaning ofSee meaning vo in English, Hindi & Urdu
Vazn : 2
Tags: Figurative Feminine Colloquial
English meaning of vo
Sanskrit, Hindi - Adjective
- that, they, those
Sher Examples
chupke chupke raat din aañsū bahānā yaad hai
ham ko ab tak āshiqī kā vo zamānā yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
hum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yaad hai
jo guzārī na jā sakī ham se
ham ne vo zindagī guzārī hai
jo guzari na ja saki hum se
hum ne wo zindagi guzari hai
vo afsāna jise anjām tak laanā na ho mumkin
use ik ḳhūb-sūrat moḌ de kar chhoḌnā achchhā
wo afsana jise anjam tak lana na ho mumkin
use ek KHub-surat moD de kar chhoDna achchha
वो के हिंदी अर्थ
संस्कृत, हिंदी - विशेषण
- दोनों
وہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
سنسکرت، ہندی - صفت
- (واحد و جمع ضمیر غائب کے لیے مستعمل) غائب یا بعید کے اشارے کے لیے مستعمل ؛ کسی چیز یا شخص کی نشان دہی کے لیے ؛ کثرت یا شدت یا ہجوم کی طرف اشارہ
- ایسا ، اس قسم کا ، اس طرح کا ۔
- (کنایتہ) پوشیدہ بات کی طرف اشارہ کرنے کے لیے ، جس کو مخاطب جانتا نہ ہو ، وہ سی ، وہ والی
- کلمہء زائد ۔
- کثرت ظاہر کرنے کے لیے ، اس قدر ، اتنا ، ایسا ، ایسی
- جب ایسے واقعے کا یاد دلانا مقصود ہو جس سے مخاطب ناواقف ہو ۔
- درجہ یا مرتبہ ظاہر کرنے کے لیے ، اس درجہ کا ، اس حد تک
- پہلا سا ، سابق کی حالت کا ، پہلے جیسا ۔
- اشارے سے محبوب یا معشوق کے لیے ، معشوق ۔
- ۔ (عور) (اشارے سے) خاوند نیز بیوی کے لیے بھی مستعمل
- ۔ تعریف یا مبالغے کے لیے ، بہت ، زیادہ ۔
- ۔ (تخصیص کے لیے بولتے ہیں) وہ لوگ ، وہ اشخاص ۔
- ۔ سبحان اللہ ، واہ کیا کہنا
- ۔ لوگوں کو متوجہ کرنے کے لیے ’دیکھ لو ‘ کی جگہ ۔
- ۔ اچھا اچھا ، مانا ، چلو ٹھیک ہے ۔
Urdu meaning of vo
- Roman
- Urdu
- (vaahid-o-jamaa zamiir Gaayab ke li.e mustaamal) Gaayab ya ba.iid ke ishaare ke li.e mustaamal ; kisii chiiz ya shaKhs kii nishaandehii ke li.e ; kasrat ya shiddat ya hujuum kii taraf ishaaraa
- a.isaa, is kism ka, is tarah ka
- (kanaa.etaa) poshiida baat kii taraf ishaaraa karne ke li.e, jis ko muKhaatab jaantaa na ho, vo sii, vo vaalii
- kalmaa-e- zaa.id
- kasrat zaahir karne ke li.e, is qadar, utnaa, a.isaa, a.isii
- jab a.ise vaaqe ka yaad dilaana maqsuud ho jis se muKhaatab naavaaqif ho
- darja ya martaba zaahir karne ke li.e, is darja ka, is had tak
- pahlaa saa, saabiq kii haalat ka, pahle jaisaa
- ishaare se mahbuub ya maashuuq ke li.e, maashuuq
- ۔ (avir) (ishaare se) Khaavand niiz biivii ke li.e bhii mustaamal
- ۔ taariif ya mubaalGe ke li.e, bahut, zyaadaa
- ۔ (taKhsiis ke li.e bolte hain) vo log, vo ashKhaas
- ۔ subhaan allaah, vaah kyaa kahnaa
- ۔ logo.n ko mutvajjaa karne ke li.e 'dekh lo ' kii jagah
- ۔ achchhaa achchhaa, maana, chalo Thiik hai
Compound words of vo
Idioms of vo
Rhyming words of vo
Related searched words
Showing search results for: English meaning of wo
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vo)
vo
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone