Search results
Saved words
Showing results for "lo"
Meaning ofSee meaning lo in English, Hindi & Urdu
English meaning of lo
Noun, Feminine
- take, get, carry
Interjection
- lo! look! listen! there! now!
Verb
- take
Sher Examples
āvāz de ke dekh lo shāyad vo mil hī jaa.e
varna ye umr bhar kā safar rā.egāñ to hai
aawaz de ke dekh lo shayad wo mil hi jae
warna ye umr bhar ka safar raegan to hai
abhī aa.e abhī jaate ho jaldī kyā hai dam le lo
na chheḌūñgā maiñ jaisī chāhe tum mujh se qasam le lo
abhi aae abhi jate ho jaldi kya hai dam le lo
na chheDunga main jaisi chahe tum mujh se qasam le lo
lo phir tire laboñ pe usī bevafā kā zikr
ahmad 'farāz' tujh se kahā na bahut huā
lo phir tere labon pe usi bewafa ka zikr
ahmad 'faraaz' tujh se kaha na bahut hua
mehrbāñ ho ke bulā lo mujhe chāho jis vaqt
maiñ gayā vaqt nahīñ huuñ ki phir aa bhī na sakūñ
mehrban ho ke bula lo mujhe chaho jis waqt
main gaya waqt nahin hun ki phir aa bhi na sakun
adā se dekh lo jaatā rahe gila dil kā
bas ik nigāh pe Thahrā hai faisla dil kā
ada se dekh lo jata rahe gila dil ka
bas ek nigah pe Thahra hai faisla dil ka
लो के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- किसी काम, चीज या बात की ओर लगनेवाला ऐसा पक्का और पूरा ध्यान, जो सहसा कभी छूटता या टूटता न हो
- पकड़ो, थामो, संभालो
- लीजिए की तरह प्रयुक्त एक निरर्थक अव्यय जिसका प्रयोग सहसा सुनी हुई कोई आश्चर्यजनक बात किसी दूसरे को सुनाते समय किया जाता है
لو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- کسی شخص سے گواہی یا تصدیق چاہنے کے لیے ، کسی سے کسی مسئلے یا بات میں تصدیق چاہنا .
- آؤ م اُٹھو ، تیار ہو .
- ادّعا کے لیے ، دعویٰ سے کوئی بات کہنے کے موقع پر .
- پکڑو ، سن٘بھالو .
- تعجب یا حیرت کے اظہار کے لیے .
- جتانے ، آگاہ کرنے یا ہوشیار کرنے کے لیے .
- خطاب یا ندا کے لیے ، سنو ، دیکھ اِدھر توجہ کرو .
- خیریت معلوم کرنے کے لیے ، استفسار کے لیے .
- گواہی دلوانے کے لیے اشارہ ، گواہ رہنا ، گواہ رہو .
- کلام کو خوبصورت بنانے کے لیے نیز تکیۂ کلام کے طور پر ، تماشا دیکھو .
- (عو) (گن٘وار) تک ، تلک .
- (عو) کس بت کی طرف متوجہ کرنے کے لیے یا محص تکیہء کلام کے طور پر، دیکھو، سنو
- . کسی بات کے غیر اہم ہونے کو ظاہر کرنے کے لیے ، اظہارِ حیرت کے لیے .
Urdu meaning of lo
- Roman
- Urdu
- kisii shaKhs se gavaahii ya tasdiiq chaahne ke li.e, kisii se kisii masle ya baat me.n tasdiiq chaahnaa
- aa.o ma uTho, taiyyaar ho
- ada ke li.e, daavaa se ko.ii baat kahne ke mauqaa par
- pak.Do, sambhaalo
- taajjub ya hairat ke izhaar ke li.e
- jataane, aagaah karne ya hoshyaar karne ke li.e
- Khitaab ya nidaa ke li.e, suno, dekh idhar tavajjaa karo
- Khairiiyat maaluum karne ke li.e, istifsaar ke li.e
- gavaahii dilvaane ke li.e ishaaraa, gavaah rahnaa, gavaah raho
- kalaam ko Khuubsuurat banaane ke li.e niiz takiya-e-kalaam ke taur par, tamaashaa dekho
- (o) (ganvaar) tak, tilak
- (o) kis but kii taraf mutvajjaa karne ke li.e ya mahas takiya-e-kalaam ke taur par, dekho, suno
- . kisii baat ke Gair aham hone ko zaahir karne ke li.e, izhaar-e-hairat ke li.e
Rhyming words of lo
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (lo)
lo
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone