Search results
Saved words
Showing results for "laa.ii"
Meaning ofSee meaning laa.ii in English, Hindi & Urdu
English meaning of laa.ii
Noun, Feminine
- bring, get, acquire, induce
- parched grain especially rice, parched rice with sugar
Sher Examples
ai ġham-e-duniyā tujhe kyā ilm tere vāste
kin bahānoñ se tabī.at raah par laa.ī ga.ī
ai gham-e-duniya tujhe kya ilm tere waste
kin bahanon se tabiat rah par lai gai
ye kis maqām pe laa.ī hai merī tanhā.ī
ki mujh se aaj koī bad-gumāñ nahīñ hotā
ye kis maqam pe lai hai meri tanhai
ki mujh se aaj koi bad-guman nahin hota
laa.ī hayāt aa.e qazā le chalī chale
apnī ḳhushī na aa.e na apnī ḳhushī chale
lai hayat aae qaza le chali chale
apni KHushi na aae na apni KHushi chale
umr-e-darāz maañg ke laa.ī thī chaar din
do aarzū meñ kaT ga.e do intizār meñ
umr-e-daraaz mang ke lai thi chaar din
do aarzu mein kaT gae do intizar mein
laa.ī hai kis maqām pe ye zindagī mujhe
mahsūs ho rahī hai ḳhud apnī kamī mujhe
lai hai kis maqam pe ye zindagi mujhe
mahsus ho rahi hai KHud apni kami mujhe
लाई के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- धान, बाजरे आदि को सुखाकर और गरम बालू में भूनकर बनाई हुई खीलें
- धान, बाजरे आदि को सूखा भूनकर बनाया गया खाद्य पदार्थ; लावा
- शिकायत; चुगली; लगाई-बुझाई।
لائی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- پانی کی تہ میں جمی یا بیٹھی ہوئی کیچڑ (خصوصاً حوض یا تالاب وغیرہ میں)
- (این٘ٹ سازی) این٘ٹ تھاپنے کی اُجرت.
- خودرو دھان ، جنگلی چاول ، سب سے نچلے درجے کا چاول.
- فصل کی کٹائی ، وہ غلّہ جو فصل کاٹنے کی اجرت میں دیا جائے.
- بھنا ہوا دھان ، بھنے ہوئے چاول ، مرمرے
- شراب کی تلچھٹ ، دُرد شراب
- ایک قسم کا ریشمی کپڑا جو چین سے آتا ہے ، گجرات میں بھی اس نام کا کپڑا تیار کیا جاتا ہے
- ۔(ھ) مونث۔ ۱۔فصل کاٹنا۔ ۲۔خودرو چاول۔ جنگلی چاول۔ ۳۔بھُنا ہوا اناج۔ ۴۔ایک کلمہ ہے کہ آخر کلمات میں آکر مزدوری اور اُجرت کے معنی کا فائدہ دیتا ہے۔ جیسے دُھلائی کپڑوں کے دھونے کی اُجرت۔ سلائی سینے کی اُجرت۔
Urdu meaning of laa.ii
- Roman
- Urdu
- paanii kii taa me.n jamii ya baiThii hu.ii kiicha.D (Khusuusan hauz ya taalaab vaGaira me.n
- (enT saazii) enT thaapne kii ujrat
- Khudro dhaan, janglii chaaval, sab se nichle darje ka chaaval
- fasal kii kaTaa.ii, vo gala jo fasal kaaTne kii ujrat me.n diyaa jaaye
- bhunaa hu.a dhaan, bhune hu.e chaaval, maramre
- sharaab kii talchhaT, durad sharaab
- ek kism ka reshmii kap.Daa jo chiin se aataa hai, gujraat me.n bhii is naam ka kap.Daa taiyyaar kiya jaataa hai
- ۔(ha) muannas। १।fasal kaaTnaa। २।Khudro chaaval। janglii chaaval। ३।bhunaa hu.a anaaj। ४।ek kalima hai ki aaKhir kalimaat me.n aakar mazduurii aur ujrat ke maanii ka faaydaa detaa hai। jaise dhulaa.ii kap.Do.n ke dhone kii ujrat। silaa.ii siine kii ujrat।
Proverbs of laa.ii
Rhyming words of laa.ii
Compound words of laa.ii
Related searched words
lagnaa
abut on (building, etc), appear, reach,be arranged (meal, etc), be applied, be attached, be close (to), be related to, join (with), be burnt (curry, etc.), be caught or overtaken by (disease), break out (fire), be levied, cost, be moored, be planted or take root (trees, plants), be wounded, smart, begin, be engaged (in), close, shut (door, eyes), feel, have sexual intercourse, marriage be arranged, pay attention, stick, hit, touch, suit, be pleasing or agreeable
lahnii
(زرباقی) تارکش کی تپائی پر لگی ہوئی کنڈلی یاچرخی کی پھرکی، جو چرخی کےساتھ گھمائی جاتی ہے، تیراک
la.iimuttaba'
vile, abject, mean, base, worthless, reprehensible, inglorious, ignoble, sordid, avaricious
Showing search results for: English meaning of laayi, English meaning of lai
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke jate hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Police ne shahr mein elan karaa diya ki jo koi chor ka suraagh lagayega usko bees hazar rupaye inaam mein diya jayega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.er
ज़ाएर
.زَائِر
pilgrim, visitor
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast waar kiya aur rustam vahin fauran dher ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyyat ki buniyad par officon mein ohdon ki taqsim hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (laa.ii)
laa.ii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone