Search results
Saved words
Showing results for "baaqii"
Meaning ofSee meaning baaqii in English, Hindi & Urdu
English meaning of baaqii
Noun, Masculine
Adjective
- immortal, everlasting, perpetual
- present, available, existing, remaining, lasting,
- remaining, left, leftover
- moreover, besides, in addition to, apart from, other than, aside from
Sher Examples
jāgte jāgte ik umr kaTī ho jaise
jaan baaqī hai magar saañs rukī ho jaise
jagte jagte ek umr kaTi ho jaise
jaan baqi hai magar sans ruki ho jaise
kamar bāñdhe hue chalne ko yaañ sab yaar baiThe haiñ
bahut aage ga.e baaqī jo haiñ tayyār baiThe haiñ
kamar bandhe hue chalne ko yan sab yar baiThe hain
bahut aage gae baqi jo hain tayyar baiThe hain
bahut jī ḳhush huā 'hālī' se mil kar
abhī kuchh log baaqī haiñ jahāñ meñ
bahut ji KHush hua 'haali' se mil kar
abhi kuchh log baqi hain jahan mein
aur kyā dekhne ko baaqī hai
aap se dil lagā ke dekh liyā
aur kya dekhne ko baqi hai
aap se dil laga ke dekh liya
ik baar us ne mujh ko dekhā thā muskurā kar
itnī to hai haqīqat baaqī kahāniyāñ haiñ
ek bar us ne mujh ko dekha tha muskura kar
itni to hai haqiqat baqi kahaniyan hain
बाक़ी के हिंदी अर्थ
باقی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بچا کھچا یا رہا سہا سامان شخض یا شے وغیرہ، اور، کوئی اور
- (حساب) عمل تفریق میں بچا ہوا عدد
- خدائے تعالیٰ كا صفاتی نام
- واجب الادا رقم، استعارۃً
- بیشی، افزونی، زیادتی
صفت
- دائم، ہمیشہ رہنے والا، غیر فانی، فانی کی ضد
- موجود، برقرار، قائم
- بچا ہوا، رہا ہوا
- اس کے علاوہ، اس سے مزید
Urdu meaning of baaqii
- Roman
- Urdu
- bachaa khuchaa ya rahaa saha saamaan shaKhaz ya shaiy vaGaira, aur, ko.ii aur
- (hisaab) amal tafriiq me.n bachaa hu.a adad
- Khudaa.e taala ka sifaatii naam
- vaajib alaadaa raqam, ustaa ran
- beshii, afzuunii, zyaadtii
- daa.im, hamesha rahne vaala, Gair faanii, faanii kii zid
- maujuud, barqaraar, qaayam
- bachaa hu.a, rahaa hu.a
- is ke ilaava, is se maziid
Synonyms of baaqii
Antonyms of baaqii
Rhyming words of baaqii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baaki, English meaning of baaqee
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqvaam
अक़्वाम
.اَقْوام
races, castes, ethnic groups
[ Jaraem-Pesha aqwam ke fard bazar se koi chiz qimatan kharidna apni shan ke khilaf samajhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaqaar
वक़ार
.وَقار
dignity, honour, majesty
[ Usne aurat ke husn ki, aurat ke shabab ki, aurat ke waqar ki tauhin ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tauhiin
तौहीन
.تَوہِین
insult, disgrace, dishonour
[ Zalim hukmaran bahut bure aur tauhin-amez alfaz se yaad kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaamtii
सलामती
.سَلامْتَی
health
[ Jism ki salamati aur uski mazbuti ke waste gosht ka khana zaruriyat se hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maGribii
मग़रिबी
.مَغْرِبی
African, European, occidental
[ Ghazal ko koi maghribi aadami nahin samajh sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuKHm
तुख़्म
.تُخْم
seed
[ Kuch nabataat (Botany) ke chhote paudhe bina tukhm ke hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaruuriyaat
ज़रूरियात
.ضَرُورِیات
necessaries, requisites, necessities
[ Maidan itna wasi aur sar-sabz tha ki iske rahne walon ko sab zaruriyat aur lazzaten zindagi ki muhayya thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanjiidagii
संजीदगी
.سَنْجِیدَگی
solemnity, seriousness, considerateness
[ Uska libas mamuli tha, magar uske chehre se sanjidagi aur matanat tapak rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mufaahamat
मुफ़ाहमत
.مُفَاہَمَت
understanding, agreement
[ Siyasi leadran mein ikhtilaf kitna bhi ho lekin mufahamat ki gunjaish hamesha rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muttahida
मुत्तहिदा
.مُتَّحِدَہ
united
[ Hindustan Aqwam-e-Muttahida ka mustaqil member ban kar aalami sat.h par mulk ka waqar badhaye to achha hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (baaqii)
baaqii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone