Search results
Saved words
Showing results for "baazuu"
Meaning ofSee meaning baazuu in English, Hindi & Urdu
English meaning of baazuu
Noun, Masculine
-
arm
Example • LakaDi ko baazu, kalayi ya hath ke ek kinare par bandh diya jaye
- side frame of a door, doorpost
- companion, friend, associate
- brother
- flank (of an army)
- side, right/left side
- strength, power
- the arm, a supporter
- wing of a bird
Explanatory Video
Sher Examples
kaTte bhī chalo baḌhte bhī chalo baazū bhī bahut haiñ sar bhī bahut
chalte bhī chalo ki ab Dere manzil hī pe Daale jā.eñge
kaTte bhi chalo baDhte bhi chalo bazu bhi bahut hain sar bhi bahut
chalte bhi chalo ki ab Dere manzil hi pe Dale jaenge
baazū pe rakh ke sar jo vo kal raat so gayā
ārām ye milā ki mirā haat so gayā
bazu pe rakh ke sar jo wo kal raat so gaya
aaram ye mila ki mera hat so gaya
āzmānā hai to aa baazū o dil kī quvvat
tū bhī shamshīr uThā ham bhī ġhazal kahte haiñ
aazmana hai to aa bazu o dil ki quwwat
tu bhi shamshir uTha hum bhi ghazal kahte hain
is qadar bhī to na jazbāt pe qaabū rakkho
thak ga.e ho to mire kāñdhe pe baazū rakkho
is qadar bhi to na jazbaat pe qabu rakkho
thak gae ho to mere kandhe pe bazu rakkho
niiñd us kī hai dimāġh us kā hai rāteñ us kī haiñ
terī zulfeñ jis ke baazū par pareshāñ ho ga.iiñ
nind us ki hai dimagh us ka hai raaten us ki hain
teri zulfen jis ke bazu par pareshan ho gain
बाज़ू के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
(इंसानी शरीर में) कोहनी से काँधे तक का भाग (विशेषतः वह जहाँ मछली होती है), डंड
उदाहरण • लकड़ी को बाज़ू, कलाई या हाथ के एक किनारे पर बाँध दिया जाए
-
पक्षी के दोनों पंखों में से हर एक, पक्षी के शरीर का वह भाग जिसमें शहपर होते हैं
विशेष • शहपर= पक्षी का बाज़ू, डैना
- वह उंगली के जैसा अंग जो दरियाई जानवरों में होते हैं और उनसे वह पकड़ने का काम लेते हैं
- दरवाज़े इत्यादि की खड़ी लकड़ियों में से हर एक
- चारपाई के दोनों ओर की हर एक पट्टी
- दाईं या बाईं ओर का भाग, पहलू
-
सेना का मैमना या मैसरा, लश्कर अर्थात सैन्य दल का एक भाग
विशेष • मैसरा= वह सेना जो उलटे हाथ को रहे, बाईं ओर • मैमना= सेना का दायाँ अंग, वह सेना जो दाईं ओर रहती है
-
वह व्यक्ति जो गवय्ये या मर्सिया पढ़ने वाले के साथ आस लगाता है
विशेष • आस लगाना= (संगीत) गाने में गवय्ये को या वाद्य में किसी और वाद्य से राग इत्यादि में सहारा देना, जैसे: मियांँ गाएँ मुसाहिब आस लगाएँ (प्रसिद्ध व्यंग्य)
- भाई
- सहायक, मददगार, सहयोगी, मित्र
- बाज़ूबंद
- लिबास विशेषतः उनका वह हिस्सा जो कोहनी से काँधे तक होता और बग़लों को भी छुपाता है
- शक्ति, ताक़त
- दो विरोधी राजनीतिक दलों में से एक, दायाँ और बायाँ के साथ प्रयुक्त (दायाँ बाज़ू, बायाँ बाज़ू)
- (सूफ़ीवाद) सूफ़ी के क्रिया-कलाप जो इच्छाविहीन अथवा कामना से मुक्त हों
- (विधिक) स्त्री, लड़की (बाज़ू वापस दिलाना)
بازُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
-
(جسم انسان میں) کہنی سے شانے تک کا حصہ (خصوصاً وہ جہاں مچھلی ہوتی ہے)، ڈنڈ
مثال • لکڑی کو بازو، کلائی یا ہاتھ کے ایک کنارے پر باندھ دیا جائے
- پرند کے دونوں پنکھوں میں سے ہر ایک، پرند کے جسم کا وہ حصہ جس میں شہپر ہوتے ہیں
- وہ انگلی نما اعضا جو دریائی جانوروں میں ہوتے ہیں اور ان سے وہ پکڑنے کا کام لیتے ہیں
- دروازے وغیرہ کی کھڑی لکڑیوں میں سے ہر ایک
- چارپائی کے دونوں جانب کی ہر ایک پٹی
- دائیں یا بائیں طرف کا حصہ، جلو، پہلو
- فوج کا میمنہ یا میسرہ، لشکر کا ایک حصہ
- وہ شخص جو گویے یا مرثیہ خواں کے ساتھ آس لگاتا ہے
- بھائی
- معاون، مددگار، ناصر، رفیق
- بازوبند
- لباس خصوصاً انگیا کا وہ حصہ جو کہنی سے شانے تک ہوتا اور بغلوں کو بھی چھپاتا ہے
- قوت، طاقت
- دو مخالف سیاسی گروہوں میں سے ایک ( دایاں اور بایاں کے ساتھ مستعمل (دایاں بازو، بایاں بازو)
- (تصوف) اعمال سالک جو نفسانیت سے مبرا و معرا ہوں
- (قانون) عورت، لڑکی (بازو واپس دلانا)
Urdu meaning of baazuu
- Roman
- Urdu
- (jism insaan men) kahnii se shaane tak ka hissaa (Khusuusan vo jahaa.n machhlii hotii hai), DanD
- parind ke dono.n pankho.n me.n se har ek, parind ke jism ka vo hissaa jis me.n shahpar hote hai.n
- vo unglii numaa aazaa jo dariyaa.ii jaanavro.n me.n hote hai.n aur un se vo paka.Dne ka kaam lete hai.n
- darvaaze vaGaira kii kha.Dii lakk.Diiyo.n me.n se har ek
- chaarpaa.ii ke dono.n jaanib kii har ek paTTii
- daa.e.n ya baa.e.n taraf ka hissaa, jilau, pahluu
- fauj ka maimana ya mayassraa, lashkar ka ek hissaa
- vo shaKhs jo gavai.e ya marsiya Khvaa.n ke saath aas lagaataa hai
- bhaa.ii
- mu.aavin, madadgaar, naasir, rafiiq
- baazuuband
- libaas Khusuusan angyaa ka vo hissaa jo kahnii se shaane tak hotaa aur baGlo.n ko bhii chhupaataa hai
- quvvat, taaqat
- do muKhaalif sayaasii giroho.n me.n se ek ( daayaa.n aur baayaa.n ke saath mustaamal (daayaa.n baazuu, baayaa.n baazuu
- (tasavvuf) aamaal saalik jo nafsaaniyat se mubarra-o-muarraa huu.n
- (qaanuun) aurat, la.Dkii (baazuu vaapis dilaana
Synonyms of baazuu
Idioms of baazuu
Proverbs of baazuu
Rhyming words of baazuu
Compound words of baazuu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baaju, English meaning of baazoo
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (baazuu)
baazuu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone