Search results
Saved words
Showing results for "qalb"
Meaning ofSee meaning qalb in English, Hindi & Urdu
English meaning of qalb
Noun, Masculine
Sher Examples
gesū-e-tābdār ko aur bhī tābdār kar
hosh o ḳhirad shikār kar qalb o nazar shikār kar
gesu-e-tabdar ko aur bhi tabdar kar
hosh o KHirad shikar kar qalb o nazar shikar kar
kis ne dekhe haiñ tirī ruuh ke riste hue zaḳhm
kaun utrā hai tire qalb kī gahrā.ī meñ
kis ne dekhe hain teri ruh ke riste hue zaKHm
kaun utra hai tere qalb ki gahrai mein
muntazir chashm bhī hai qalb bhī hai jaan bhī hai
aap ke aane kī hasrat bhī hai armān bhī hai
muntazir chashm bhi hai qalb bhi hai jaan bhi hai
aap ke aane ki hasrat bhi hai arman bhi hai
क़ल्ब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
वह अंग जो रक्त प्रवाह को स्थिर रखता है और सीने के बाईं ओर धड़कता है, हृदय, दिल, मन
उदाहरण • ब्लड प्रेशर क़ल्ब की एक बीमारी है
- (सूफीवाद) क़ल्ब अर्थात मन या हृदय उस जौहर-ए-नूरानी अर्थात पवित्र गुण को कहते हैं जो मुजर्रद-अन-अल-माद्दा है और मुतवस्सित अर्थात मध्यम है, आत्मा के मध्य में और हृदय के और इंसानियत इंसान की इसी हृदय से प्रमाणित या सिद्ध है जिसका नाम हकीम नफ़्स-ए-नातिक़ा अर्थात अस्तित्व या मनुष्यात्मा रखते हैं और आत्मा उसका अंतर्मन है और नफ़्स-ए-हैवानी अर्थात जीवित प्राणियों की आत्मा या वह आत्मा जो जीवन को क़ायम रखती है उसका मिश्रण है और नफ़्स-ए-हैवानी मध्यम है मन अथवा हृदय के बीच अर्थात नफ़्स-ए-नातिक़ा और शरीर के
- रूप या संरचना या माहियत अर्थात वास्तविकता का पूर्णरूपेण परिवर्तित हो जाना, किसी चीज़ को उलट देना, उलटना, उलट जाना
- किसी शब्द के अक्षरों को उलटना या उनका क्रम बदलना, उल्टा करना
- ऐसा शब्द या मिसरा या वाक्य जिसे उलट कर भी पढ़ा जा सके
- हर चीज़ का मध्य, बीच
- केंद्रीय भाग
- फ़ौज का मध्य भाग, सेना के मध्य
- चाँद की एक मंज़िल का नाम
قَلْب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
-
وہ عضو رئیس جو گردش خون كو قائم ركھتا ہے اور سینے كے بائیں طرف دھڑكتا ہے، دل، من
مثال • بلڈپریشر قلب کی ایک بیماری ہے
- (تصوّف) قلب اس جوہر نورانی كو كہتے ہیں جو مجرّد عن المادہ ہے اور متوسّط ہے، درمیان روح اور نفس كے اور انسانیت انسان كی اسی قلب سے متحقق ہے جس كا نام حكیم نفس ناطقہ ركھتے ہیں اور روح اوس كی باطن ہے اور نفسِ حیوانی اوس كا مركّب ہے اور نفس حیوانی متوسّط ہے درمیان قلب یعنی نفس ناطقہ اور جسد كے
- كسی چیز كو الٹ دینا، الٹنا، الٹ جانا، ہیئت یا ماہیت كا یكسر تبدیل ہوجانا
- كسی لفظ كے حروف كو الٹنا یا ان كی ترتیب بدلنا، الٹا كرنا
- ایسا لفظ یا مصرع یا فقرہ جسے الٹ كر بھی پڑھا جا سكے
- ہر چیز كا وسط، درمیان
- مركزی حصہ
- فوج كا درمیانی حصہ، میانہ لشكر
- چاند كی ایک منزل كا نام
صفت
- غیر خالص، كھوٹا ( سونا چاندی یا سكہّ ) كھرے كا نقیض
- پیچ در پیچ، دشوار گزار (جگہ، راستہ، گھاٹی وغیرہ)
- الٹا ہوا، اوندھا لٹكا ہوا، واژگوں
Urdu meaning of qalb
- Roman
- Urdu
- vo uzuu ra.iis jo gardish Khuun ko qaayam rakhtaa hai aur siine ke baa.e.n taraf dha.Daktaa hai, dil, man
- (tasavvuph) qalab us jauhar nuuraanii ko kahte hai.n jo mujarrad an almaadaa hai aur mutavassit hai, daramyaan ruuh aur nafas ke aur insaaniyat insaan kii isii qalab se mutahaqqiq hai jis ka naam hakiim nafas-e-naatiqa rakhte hai.n aur ruuh os kii baatin hai aur nafas-e-haivaanii os ka murkkab hai aur nafas haivaanii mutavassit hai daramyaan qalab yaanii nafas-e-naatiqa aur jasad ke
- kisii chiiz ko ulaT denaa, ulTnaa, ulaT jaana, haiyat ya maahiiyat ka yaksar tabdiil hojaana
- kisii lafz ke huruuf ko ulTnaa ya un kii tartiib badalnaa, ulTaa karnaa
- a.isaa lafz ya misraa ya fiqra jise ulaT kar bhii pa.Dhaa ja sake
- har chiiz ka vast, daramyaan
- markzii hissaa
- fauj ka daramyaanii hissaa, miyaana lashkar
- chaand kii ek manzil ka naam
- Gair Khaalis, khoTa ( sonaa chaandii ya sakahaa ) khare ka naqiiz
- pech dar pech, dushvaar guzaar (jagah, raasta, ghaaTii vaGaira
- ulTaa hu.a, aundhaa laTkaa hu.a, vaazgo.n
Synonyms of qalb
Idioms of qalb
Rhyming words of qalb
Related searched words
pahle
first, firstly,foremost, prior, previously, formerly, at one time, at first, in the first instance first of all
pahlaa
a thing, person, event, or period of time is the one that happens or comes before all the others of the same kind
pahlavii
the ancient language of Persia, the Pehlevi, an ancient Persian and what relates to him, the language of the ancient Persians, the Pehlevi language
pahlii-to.D
وہ قطعۂ اراضی جس پر صرف ایک مرتبہ معمولی طریقے سے ہل چلایا گیا ہو، اک بہا، ایک جوتی، ایک سری جوت، کھریلی
Showing search results for: English meaning of kalb
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qalb)
qalb
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone