Search results
Saved words
Showing results for "vatan"
Meaning ofSee meaning vatan in English, Hindi & Urdu
English meaning of vatan
Noun, Masculine
- birth place, motherland, home
- abode, residence
-
native country
Example • Hindustan hamara aziz watan hai
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
lahū vatan ke shahīdoñ kā rañg laayā hai
uchhal rahā hai zamāne meñ nām-e-āzādī
lahu watan ke shahidon ka rang laya hai
uchhal raha hai zamane mein nam-e-azadi
dil se niklegī na mar kar bhī vatan kī ulfat
merī miTTī se bhī ḳhushbū-e-vafā aa.egī
dil se niklegi na mar kar bhi watan ki ulfat
meri miTTi se bhi KHushbu-e-wafa aaegi
zabāñ hamārī na samjhā yahāñ koī 'majrūh'
ham ajnabī kī tarah apne hī vatan meñ rahe
zaban hamari na samjha yahan koi 'majruh'
hum ajnabi ki tarah apne hi watan mein rahe
vatan ke jāñ-nisār haiñ vatan ke kaam ā.eñge
ham is zamīñ ko ek roz āsmāñ banā.eñge
watan ke jaan-nisar hain watan ke kaam aaenge
hum is zamin ko ek roz aasman banaenge
vatan kī fikr kar nādāñ musībat aane vaalī hai
tirī barbādiyoñ ke mashvare haiñ āsmānoñ meñ
watan ki fikr kar nadan musibat aane wali hai
teri barbaadiyon ke mashware hain aasmanon mein
वतन के हिंदी अर्थ
وَطَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ جگہ جہاں کوئی شخص پیدا ہوا ہو، پیدائش کی جگہ، ولادت گاہ، مولد، جنم بھومی
- مستقل سکونت کی جگہ (خواہ وہاں پیدا ہوا ہو یا نہ ہوا ہو)
-
(اپنا) دیس، ملک، علاقہ، نگر
مثال • ہندوستان ہمارا عزیز وطن ہے
صفت
- خانماں برباد
- آوارۂ غربت
Urdu meaning of vatan
- Roman
- Urdu
- vo jagah jahaa.n ko.ii shaKhs paida hu.a ho, paidaa.ish kii jagah, vilaadat gaah, maulid, janmabhuumi
- mustaqil sukuunat kii jagah (Khaah vahaa.n paida hu.a ho ya na hu.a ho
- (apnaa) des, mulak, ilaaqa, nagar
- Khaanmaa.nbrabaad
- aavaaraa-e-Gurbat
Synonyms of vatan
Rhyming words of vatan
Related searched words
Showing search results for: English meaning of watan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
manzuurii
मंज़ूरी
.مَنظُوری
approval, permission
[ Hukoomat-e-hind ne naye talimi nisab ko apni manzuri de di hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
himaayat
हिमायत
.حِمایَت
support, backing, patronage, countenance
[ Jang-e-aazadi ko Hindustani awam ki zabardast himayat hasil thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahs
बहस
.بَحْث
argument, discussion, debate, dispute
[ Bahas se ilm mein izafa hota hai lekin bahas jhagda na ban jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munhadim
मुंहदिम
.مُنْہَدِم
demolished, ruined, (building etc.)
[ Dushmanon ne jaal ke zariya qile ko munhadim kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qila'
क़िला'
.قِلَعْہ
fort, castle, citadel, fortification
[ Lal-Qila ko dekhne har saal lakhon sayyah Delhi aate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'daniyyaat
मा'दनिय्यात
.مَعْدَنِیّات
minerals
[ Purane zamane mein bhi log maadaniyyat se zevrat aur hathiyar banaya karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafqat
शफ़क़त
.شَفْقَت
affectionate kindness, clemency
[ Maan ki har ek daant mein bachchon ke liye shafqat jhalakti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sar-e-fihrist
सर-ए-फ़िहरिस्त
.سَرِ فِہْرِست
in the list of top priority
[ Hindustan sar-e-fihrist anaj-paida-karon mein se ek hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hujuum
हुजूम
.ہُجُوم
crowd, mob
[ Rukhsat ke waqt station par hujum ka ye haal tha ki til rakhne ko jagah na thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajriba-kaar
तजरिबा-कार
.تَجْرِبَہ کار
experienced, seasoned, versed
[ Tajribakaar captain ke faisle ne puri team ko kamyabi ki raah dikhayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vatan)
vatan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone