Search results
Saved words
Showing results for "'umr"
Meaning ofSee meaning 'umr in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'umr
Sher Examples
kisī ko ghar se nikalte hī mil ga.ī manzil
koī hamārī tarah umr bhar safar meñ rahā
kisi ko ghar se nikalte hi mil gai manzil
koi hamari tarah umr bhar safar mein raha
dil TūTne se thoḌī sī taklīf to huī
lekin tamām umr ko ārām ho gayā
dil TuTne se thoDi si taklif to hui
lekin tamam umr ko aaram ho gaya
maiñ rahā umr bhar judā ḳhud se
yaad maiñ ḳhud ko umr bhar aayā
main raha umr bhar juda KHud se
yaad main KHud ko umr bhar aaya
husn ke samajhne ko umr chāhiye jānāñ
do ghaḌī kī chāhat meñ laḌkiyāñ nahīñ khultīñ
husn ke samajhne ko umr chahiye jaanan
do ghaDi ki chahat mein laDkiyan nahin khultin
'उम्र के हिंदी अर्थ
عُمْر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث، واحد
- زندگی کی ابتدا سے لے کر انتہا تک کا یا کسی درمیانی منزل تک کا زمانہ
- عمر بھر، مدت دراز تک
- عرصہ، مدّت
- زمانہ، عہد
- (تصّوف) ظہورِ حیات، حقیقتِ روحی اور تجلیاتِ صفاتی جو سالک کے دل پر روشن ہو
Urdu meaning of 'umr
- Roman
- Urdu
- zindgii kii ibatidaa se lekar intihaa tak ka ya kisii daramyaanii manzil tak ka zamaana
- umr bhar, muddat daraaz tak
- arsaa, muddat
- zamaana, ahd
- (tasavvuf) zahuur-e-hayaat, haqiiqat-e-ruuhii aur tajalliyaat-e-sifaatii jo saalik ke dil par roshan ho
Synonyms of 'umr
Idioms of 'umr
Related searched words
Showing search results for: English meaning of umr
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'attar
मो'अत्तर
.مُعَطَّر
perfumed, fragrant, scented
[ Dhup, agarbatti waghaira ka istimal gharon ko mo'attar karne ke liye kiya jata hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haqiir
हक़ीर
.حَقِیر
mean, low, contemptible, despicable
[ Aam taur par pasmanda tabqat ko haqir nazar se dekha jata hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaGaaz
आग़ाज़
.آغاز
beginning, commencement, start
[ Zyadatar log apne kamon ka aaghaz mubarak dinon mein krna zyada pasand karte hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pas-maanda
पस-मांदा
.پَس مانْدَہ
backward, deprived
[ Pasmanda ilaqon mein beshtar mariz dawa ki kami ke sabab mar jate hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gadaagar
गदागर
.گَداگَر
beggar, mendicant
[ Sipahi bed ki chhadi ghuma-ghuma kar bahut se gada-garon ko muntashir kar raha tha ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kornish
कोर्निश
.کورْنِش
salutation, bow, homage
[ Dahine hath ki hatheli ko peshani par rakh kar apne sar jhukaen is tariqe ko kornish kahte hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHayyir
मुख़य्यिर
.مُخَیِّر
bountiful, charitable
[ Panditji ne mukhayyir adamiyon ko istitaa.at (Ability) ke mutabiq khairat karne ko kaha ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istitaa'at
इस्तिता'अत
.اِسْتِطاعَت
ability, power, possibility
[ Bijli paida karne ki istitaa.at badh kar ek lakh bees hazar kilowatt ho jaaegi ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHairaat
ख़ैरात
.خَیْرات
charity, alms
[ Panditji ne mukhayyar aadamiyon ko istitaa'at ke mutabiq khairat karne ko kaha ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntashir
मुंतशिर
.مُنْتَشِر
distracted, bewildered
[ Zaid ne bich mein bol kar Zahid ke zehn ko muntashir kar diya ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('umr)
'umr
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone