Search results

Saved words

Showing results for "muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii"

muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii

muu.e kaa ko.ii naam nahii.n jiite kaa sab ko.ii

jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n

qabr me.n rakh ke KHabar ko na aayaa ko.ii, muu.e kaa ko.ii nahii.n, jii.e ke sab ko.ii

mare kaa ko.ii nahii.n, jiite jii ke sab laaguu hai.n

banii ke sab saathii hai.n, big.Dii kaa ko.ii nahii.n

peT kaa khaayaa ko.ii nahii.n dekhtaa, tan kaa pahnaa sab dekhte hai.n

ju.o.n ke kaaran gud.Dii nahii.n chho.Dii jaatii

maarte kaa haath pak.Daa jaataa hai kahte kii zabaan nahii.n pak.Dii jaatii

maarte ke haath pak.De jate hai.n kahte kaa mu.nh nahii.n pak.Daa jaataa

maarte kaa haath pak.Daa jaataa hai kahte kaa mu.nh nahii.n pak.Daa jaataa

tadbiir se qismat kii buraa.ii nahii.n jaatii , big.Dii hu.ii taqdiir banaa.ii nahii.n jaatii

kahte kii zabaan nahii.n pak.Dii jaatii

no one can be stopped from saying anything, no one can stop the speaker

chilvo.n ke dar se kathrii nahii.n chho.Dii jaatii

taqaaze kaa huqqa bhii nahii.n piyaa jaataa

dhobii se jiite nahii.n gadhe ke kaan maro.Dat ho

kavvaa kaan le gayaa kaan ko nahii.n dekhte kavve ke piichhe dau.De jaate hai.n

kavvaa naak le gayaa naak ko nahii.n dekhte, kavve ke piichhe dau.De jaate hai.n

muu.e kii qabr aur jiite kaa ghar

maarte kaa haath pak.Daa jaa saktaa hai kahte kaa mu.nh nahii.n paka.Daa jaataa

talvaar kaa ghaav bhar jaataa hai zabaan kaa ghaav nahii.n bhartaa

wound of words is worse than that of a sword

gho.Dii kii ha.nsii aur baalak kaa dukh jaanaa nahii.n jaataa

chhaatii par dhar ke ko.ii nahii.n le jaataa

kokh kii aa.nch sahii jaatii hai, pe.Duu kii aa.nch nahii.n sahii jaatii

dhoke kii TaTTii, dhuul kii rassii nahii.n baTii jaatii

talvaar kaa ghaav bhar jaataa hai zabaan kaa nahii.n bhartaa

aa.ii maa.ii ko kaajal nahii.n, btaa.ii ko bhar maa.ngaa

saare dha.D kii suu.ii nikaalne ko ko.ii nahii.n , aa.nkh kii suu.ii nikaalne ko sab ko.ii

ju.Dtii nahii.n he dhaur kii TuuTii , dharii rahe sab daaro buuTii

battiis mu.nh kii faal KHaalii nahii.n jaatii

talvaar kaa zaKHm bhar jaataa hai , baat kaa nahii.n bhartaa

maas sab ko.ii khaataa hai haa.D gale me.n ko.ii nahii.n baa.ndhtaa

uu.nghte ko so jaate kuchh der nahii.n

battiis daa.nt kii bhaakaa KHaalii nahii.n jaatii

ko.ii kisii kii qabr me.n nahii.n jaataa

jiite kaa ghar aur mu.e kii gor bataa

marte sab ko dekhaa , janaaza kisii kaa nahii.n dekhaa

haathii ke daa.nt nikle piichhe andar nahii.n jaate

baarah baras me.n faqiirii aur amiirii kii buu nahii.n jaatii

dahliiz ke page se bair nahii.n jaataa

battiis zabaan kii bhaakaa KHaalii nahii.n jaatii

'izzat kii aadhii bhalii, be'izzatii kii saarii kuchh nahii.n

be bulaa.e KHadaa ke ghar bhii nahii.n jaate

janam-patr sab dekhte hai.n, karam-patr ko.ii nahii.n dekhtaa

dil me.n nahii.n Dar to sab kii pag.Dii apne sar

haath kaa diyaa gum nahii.n jaataa

naa.Dii kii kuchh sarat nahii.n hai davaa sabho.n kii karte hai.n, bedo.n kaa kyaa jaataa hai, log bichaare marte hai.n

kisii kaa kuchh nahii.n jaataa

maa ke peT se le kar ko.ii nahii.n aataa

maas sab ko.ii khaataa hai haDDii gale me.n ko.ii nahii.n baa.ndhtaa

tamaam kii suu.iyaa.n nikaale vo ko.ii nahii.n, jo aa.nkho.n kii nikaale vo sab ko.ii

mu.nh dekhii sab kahte hai.n, KHudaa lagtii ko.ii nahii.n kahtaa

bande kaa chaahaa kuchh nahii.n hotaa, allaah kaa chaahaa sab kuchh hotaa hai

daam kaa kaam baat se nahii.n ho jaataa

kuu.e ke paas pyaasaa aataa hai kuvaa nahii.n jaataa

jiite jii ke sab hai.n

KHudaa sab kii mehnat suvaarat kartaa hai akaarat nahii.n kartaa

ku.nvaa.n pyaase ke paas nahii.n jaataa

kokh kii aa.nch nahii.n sahii jaatii, peT kii aa.nch sahii jaatii hai

aultii kaa paanii magrii par nahii.n jaataa

Meaning ofSee meaning muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii in English, Hindi & Urdu

muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii

मूए का कोई नहीं, जीते का सब कोईمُوئے کا کوئی نَہیں، جِیتے کا سَب کوئی

Proverb

मूए का कोई नहीं, जीते का सब कोई के हिंदी अर्थ

  • ज़िंदा की सब ख़ुशामद करते हैं मरे हुए का कोई नाम नहीं लेता, रुपय के सब यार होते हैं कंगाल की मिट्टी पलीद है, ताक़तवर के सब साथी हैं कमज़ोर का कोई साथ नहीं देता

مُوئے کا کوئی نَہیں، جِیتے کا سَب کوئی کے اردو معانی

  • زندہ کی سب خوشامد کرتے ہیں مرے ہوئے کا کوئی نام نہیں لیتا ، روپے کے سب یار ہوتے ہیں کنگال کی مٹی پلید ہے ، طاقت ور کے سب ساتھی ہیں کمزور کا کوئی ساتھ نہیں دیتا

Showing search results for: English meaning of mooe ka koi nahin, English meaning of jite ka sab koi

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii)

Name

Email

Comment

muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words