Search results

Saved words

Showing results for "jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n"

jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n

mare kaa ko.ii nahii.n, jiite jii ke sab laaguu hai.n

banii ke sab saathii hai.n, big.Dii kaa ko.ii nahii.n

maarte ke haath pak.De jate hai.n kahte kaa mu.nh nahii.n pak.Daa jaataa

kavvaa kaan le gayaa kaan ko nahii.n dekhte kavve ke piichhe dau.De jaate hai.n

kavvaa naak le gayaa naak ko nahii.n dekhte, kavve ke piichhe dau.De jaate hai.n

muu.e kaa ko.ii nahii.n, jiite kaa sab ko.ii

muu.e kaa ko.ii naam nahii.n jiite kaa sab ko.ii

janam-patr sab dekhte hai.n, karam-patr ko.ii nahii.n dekhtaa

peT kaa khaayaa ko.ii nahii.n dekhtaa, tan kaa pahnaa sab dekhte hai.n

naa.Dii kii kuchh sarat nahii.n hai davaa sabho.n kii karte hai.n, bedo.n kaa kyaa jaataa hai, log bichaare marte hai.n

mu.nh dekhii sab kahte hai.n, KHudaa lagtii ko.ii nahii.n kahtaa

jiite jii ke sab hai.n

marte ke saath maraa nahii.n jaataa

man bhar kaa sar hilaate hai.n , paisaa bhar kii zabaan nahii.n hilaa.ii jaatii

man bhar kaa sar hilaate hai.n , paise bhar kii zabaan nahii.n hilaa.ii jaatii

jis ke maa.n baap jiite hai.n vo haraamii nahii.n kahlaataa

sab jiite jii kaa jhag.Daa hai, ye teraa hai ye meraa hai, chal base is duniyaa se , na teraa hai na meraa hai

sab jiite jii kaa bakhe.Daa hai ye teraa hai ye meraa hai, jab chal base is duniyaa se na teraa hai na meraa hai

sab jiite jii ke jhag.De hai.n ye teraa hai ye meraa hai jab chal base is duniyaa se naa teraa hai naa meraa hai

an-hotii ko hot ko taakat hai sab ko, an-honii honii nahii.n honii, hove so ho.e

maa.ns sab khaate hai.n haaD gale me.n ko.ii nahii.n baa.ndhtaa

Meaning ofSee meaning jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n in English, Hindi & Urdu

jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n

जीते के सब हैं मरे का कोई नहींجِیتے کے سَب ہیں مَرے کا کوئی نَہِیں

Proverb

जीते के सब हैं मरे का कोई नहीं के हिंदी अर्थ

  • ज़िंदा का साथ दिया जाता है, मरने के बाद कोई किसी को नहीं पूछता

جِیتے کے سَب ہیں مَرے کا کوئی نَہِیں کے اردو معانی

  • زندہ کا ساتھ دیا جاتا ہے، مرنے کے بعد کوئی کسی کو نہیں پوچھتا.

Showing search results for: English meaning of jite ke sab hain mare ka koi nahin, English meaning of jite ke sab hain mare ka koyi nahin

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n)

Name

Email

Comment

jiite ke sab hai.n mare kaa ko.ii nahii.n

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words