Meaning ofSee meaning KHam in English, Hindi & Urdu
Vazn : 2
Tags: Soldiership
English meaning of KHam
Sher Examples
agar baḳhshe zahe qismat na baḳhshe to shikāyat kyā
sar-e-taslīm ḳham hai jo mizāj-e-yār meñ aa.e
agar baKHshe zahe qismat na baKHshe to shikayat kya
sar-e-taslim KHam hai jo mizaj-e-yar mein aae
ḳhudā ke sāmne jo sar yaqīñ ke saath jhuk jaa.e
kisī tāqat ke aage phir kabhī vo ḳham nahīñ hotā
KHuda ke samne jo sar yaqin ke sath jhuk jae
kisi taqat ke aage phir kabhi wo KHam nahin hota
mire bachche tirā bachpan to maiñ ne bech Daalā
buzurgī oḌh kar kāñdhe tire ḳham ho ga.e haiñ
mere bachche tera bachpan to main ne bech Dala
buzurgi oDh kar kandhe tere KHam ho gae hain
ḳham subū sāġhar surāhī jaam paimāna mirā
mere saaqī jab mirā tū hai to mai-ḳhāna mirā
KHam subu saghar surahi jam paimana mera
mere saqi jab mera tu hai to mai-KHana mera
mire haath suljhā hī leñge kisī din
abhī zulf-e-hastī meñ ḳham hai to kyā ġham
mere hath suljha hi lenge kisi din
abhi zulf-e-hasti mein KHam hai to kya gham
ख़म के हिंदी अर्थ
फ़ारसी - विशेषण
- झुका हुआ, तिरछा पन, बल पड़ना
- टेढ़ा या झुका हुआ
- वक्रता, टेढ़ापन, झुकाव, खमी, (वि.) वक्र, टेढ़ा, खमीद
- वक्र
अरबी - पुल्लिंग
- मांस का सड़ जाना, घर या कुएँ का अपवित्र हो जाना।।
خَم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی - صفت
- جھکا ہوا، خمیدہ، مڑا ہوا
- کجی، ٹیڑھ، ترچھا پن، خمیدگی، جھکاؤ
- پیچ، بل، گھونگھر (بالوں کا)
- گھماؤ، پھیر، موڑ
- پھندا، پھندے کا وہ حصہ جو گلے میں پڑتا ہے
- (سپاہ گری) ہاتھ کی کہنی سے اوپر کا حصہ (ڈنڈ) جو ورزش کی وجہ سے موٹا اور گٹھیلا ہو جاتا ہے، اوپر کا بازو
Urdu meaning of KHam
- Roman
- Urdu
- jhukaa hu.a, Khamiidaa, mu.Daa hu.a
- kajii, Te.Dh, tirchhaapan, Khamiidgii, jhukaa.o
- pech, bil, ghuunghar (baalo.n ka
- ghumaav, pher, mo.D
- phandaa, phande ka vo hissaa jo gale me.n pa.Dtaa hai
- (sipaah girii) haath kii kahnii se u.upar ka hissaa (DanD) jo varzish kii vajah se moTaa aur gaThiilaa ho jaataa hai, u.upar ka baazuu
Synonyms of KHam
Idioms of KHam
Rhyming words of KHam
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nahzat
नहज़त
.نَہْضَت
rising up, progress
[ Maghrib (West) ki jadid fikri (Modern Opinion) nahzat bhi Yunan ki rahin-e-minnat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istiqlaal
इस्तिक़्लाल
.اِسْتِقْلال
absolute power or authority, sovereignty
[ Ya Khuda ham bhi ye khush-khabri jaldi sune aaj Hindustaniyon ka yaum-e-istiqlal hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarmiim
तरमीम
.تَرْمِیم
amendment, modification
[ Assembly mein purane qawanin mein tarmim-o-tabaddul waghaira bhi hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vakiil
वकील
.وَکِیل
vakeel, lawyer, advocate, legal advisor, barrister, pleader, attorney, counsellor (at Law)
[ Ramanujam ke walid (Father) Madras High Court mein wakeel the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bartarii
बरतरी
.بَرْتَری
excellence, ascendancy, superiority
[ America ne apni bartari qaem karne ke liye ek azim fauj par zor diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur ye hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faurii
फ़ौरी
.فوری
quickly, pronto
[ Arshad ne sawal ka fauri sahih jawab diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saalisii
सालिसी
.ثالِثی
arbitration, mediation, jury
[ Russia aur Ukraine ke darmiyan jang khatima ke liye China ne salisi ka kirdar ada kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaal
मुहाल
.مُہال
beehive, hive, apiary
[ Kamal kide se tum ko aksar sabiqa padega.... ye muhal ko khala ka ghar samajhte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaalba
मुतालबा
.مُطالَبہ
demand, requisition, exaction
[ Do dhaai hazar ka zewar hai, aur unki pahli biwi ke bachche uska bhi mutalba farma rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHam)
KHam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone