Search results
Saved words
Showing results for "pyaar"
Meaning ofSee meaning pyaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of pyaar
Noun, Masculine
- love, affection, fondness, attachment, friendship
- a kiss (from a child)
Sher Examples
jhukī jhukī sī nazar be-qarār hai ki nahīñ
dabā dabā sā sahī dil meñ pyaar hai ki nahīñ
jhuki jhuki si nazar be-qarar hai ki nahin
daba daba sa sahi dil mein pyar hai ki nahin
tum ko aatā hai pyaar par ġhussa
mujh ko ġhusse pe pyaar aatā hai
tum ko aata hai pyar par ghussa
mujh ko ghusse pe pyar aata hai
jo kahā maiñ ne ki pyaar aatā hai mujh ko tum par
hañs ke kahne lagā aur aap ko aatā kyā hai
jo kaha main ne ki pyar aata hai mujh ko tum par
hans ke kahne laga aur aap ko aata kya hai
प्यार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- स्नेह, मोहब्बत, प्रेम, तवज्जोह
- प्रेम की छुपी हुई भावनाएँ, निष्कपटता
- मेहरबानी, करूणा, कृपा, इनायत
- एक प्रकार का पेड़, अथवा उसका फल, ये पेड़ महुवे के पेड़ जैसा होता है, उसमें फ़ालसे के बराबर गोल-गोल फल लगते हैं, मेवे की एक प्रजाति, फलों में मीठे गूदे की पतली परत होती है जिसके नीचे चपटे बीज होते हैं, बीजों की गरी स्वाद में बादाम और पिस्ते की तरह मीठी होती है और मेवों में गिनी जाती है, ये गरी चिरौंजी के नाम से बिकती है
- एक प्रकार की घास, विशेषतः दो मिसरों अर्थात दो पंक्तियों की कविता की विधा की बहर या वज़्न
پیار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- الفت، محبت، پریم، التفات
- پوشیدہ جذبۂ محبت، اخلاص
- مہربانی، شفقت، کرم، عنایت
- ایک قسم کا درخت، نیز اس کا پھل، یہ درخت مہوے کے درخت جیسا ہوتا ہے، اس میں فالسے کے برابر گول گول پھل لگتے ہیں میوہ کی ایک قسم پھلوں میں میٹھے گودے کی پتلی تہ ہوتی ہے جس کے نیچے چپٹے بیج ہوتے ہیں، بیجوں کی گری ذائقے میں بادام اور پستے کی طرح میٹھی ہوتی ہے اور میووں میں شمار ہوتی ہے یہ گری چرونجی کے نام سے بکتی ہے
- خصوصاً دو مصرعی صنف سخن کی بحر یا وزن
Urdu meaning of pyaar
- Roman
- Urdu
- ulafat, muhabbat, prem, ilatifaat
- poshiida jazba-e-muhabbat, iKhlaas
- mehrbaanii, shafqat, karam, inaayat
- ek kism ka daraKht, niiz is ka phal, ye daraKht mahve ke daraKht jaisaa hotaa hai, is me.n faalse ke baraabar gol gol phal lagte hai.n meva kii ek qism phalo.n me.n miiThe guude kii putlii taa hotii hai jis ke niiche chapTe biij hote hain, biijo.n kii girii zaa.iqe me.n baadaam aur piste kii tarah miiThii hotii hai aur mevo.n me.n shumaar hotii hai ye girii chironjii ke naam se biktii hai
- Khusuusan do misr i.i sinaf suKhan kii bahr ya vazan
Synonyms of pyaar
Antonyms of pyaar
Rhyming words of pyaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of pyar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHijaalat
ख़िजालत
.خِجالَت
shame, sense of shame
[ Sharmindagi aur khijalat se chehre ka rang badal jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasaadum
तसादुम
.تَصادُم
clash
[ Sadak par ek shadid tasadum ki awaz aati hai aur sakht dhamaka hota hai phir motorcar ke bade zor se bhagne ki awaz aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malfuuf
मलफ़ूफ़
.مَلْفُوف
wrapped up, enveloped, enclosed
[ Navazish-nama (Kind-letter) jis mein aap (Sir Iqbal) ki nazm malfuf thi abhi-abhi mausul (receive) hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfil
महफ़िल
.مَحْفِل
assembly, party, council
[ Raqs-o-surood ki mahfil saji hui thi log be-khud ho kar naach rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mashruut
मशरूत
.مَشْرُوط
conditional, agreed upon, under obligation
[ Hammad ko mashrut license par jail se riha kiya gaya tha aur wo moosiqi banane mein wapas aaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
viraasat
विरासत
.وِراثَت
heritage, heirship, inheritance legacy
[ Lucknow chauk wala mahal Ajmal ko aabaai viraasat mein mila hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyat ki buniyad par dafatir mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, killer
[ Qatl karne ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mehnat
मेहनत
.مِحْنَت
hard work, moil, toil, drudgery
[ Asatiza bhi un (Farman Fatahpuri) ki liyaqat aur mehnat ki daad dete the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziim
ता'ज़ीम
.تَعْظِیم
respect, honour, obeisance, adoration
[ Ustad ki tazim pure muashare par lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (pyaar)
pyaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone