Search results
Saved words
Showing results for "nikaal"
Meaning ofSee meaning nikaal in English, Hindi & Urdu
English meaning of nikaal
Noun, Masculine
- contrivance
- issue, discharge
- outlet, exit
- take out
Sher Examples
mehñdī lagā.e baiThe haiñ kuchh is adā se vo
muTThī meñ un kī de de koī dil nikāl ke
mehndi lagae baiThe hain kuchh is ada se wo
muTThi mein un ki de de koi dil nikal ke
ham ne ghar kī salāmtī ke liye
ḳhud ko ghar se nikāl rakkhā hai
hum ne ghar ki salamti ke liye
KHud ko ghar se nikal rakkha hai
shāyad mujhe nikāl ke pachhtā rahe hoñ aap
mahfil meñ is ḳhayāl se phir aa gayā huuñ maiñ
shayad mujhe nikal ke pachhta rahe hon aap
mahfil mein is KHayal se phir aa gaya hun main
nikāl laayā huuñ ek pinjre se ik parinda
ab is parinde ke dil se piñjra nikālnā hai
nikal laya hun ek pinjre se ek parinda
ab is parinde ke dil se pinjra nikalna hai
dil meñ vo bhiiḌ hai ki zarā bhī nahīñ jagah
aap aa.iye magar koī armāñ nikāl ke
dil mein wo bhiD hai ki zara bhi nahin jagah
aap aaiye magar koi arman nikal ke
निकाल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- निकलने का मार्ग। निकास।
- निकलने की क्रिया, ढंग या भाव।
نِکال کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (اصطلاح تشریح) زائدہ ، کسی عضو کا نکال یا اُبھار
- (کشتی) ایک دانو ، اپنا داہنا ہاتھ حریف کی بائیں طرف سے گردن پر رکھ کر اور بائیں ہاتھ سے حریف کا داہنا ہاتھ اُٹھا کر حریف کی دا ہنی طرف ایک دم جھک کر اپنے بائیں ہاتھ سے حریف کی دا ہنی ران باہر سے اُٹھاتے ہوئے اپنا سینہ حریف کی دا ہنی پسلیوں پر لگا کر ایک دم زور سے اٹھا کر اپنی دا ہنی طرف کو چت کرنا
- عطر ، روح ، عرق
- نکلنے کی جگہ ، نکاسی کا مقام ، مخرج ؛ باہر نکلنے کا راستہ
- کسی چیز کو ہٹانا یا ہاتھ سے برابر یا ہموار کرنا ۔
- کسی عمارت یا پہاڑ وغیرہ کا کوئی حصہ جو باہر نکلا ہوا ہو ؛ چھجا
- کوئی چیز کسی چیز میں سے علیحٰدہ یا جدا کرنا ؛ خارج کرنا ۔
- چھٹکارا ، نجات ، گلو خلاصی نیز تدبیر ، جوڑ توڑ
Urdu meaning of nikaal
- Roman
- Urdu
- (istilaah tashriih) zaa.iida, kisii uzuu ka nikaal ya ubhaar
- (kshati) ek daanv, apnaa daahina haath hariif kii baa.e.n taraf se gardan par rakh kar aur baa.e.n haath se hariif ka daahina haath uThaa kar hariif kii daahinii taraf ek dam jhuk kar apne baa.e.n haath se hariif kii daahinii raan baahar se uThaate hu.e apnaa siinaa hariif kii daahinii pasliiyo.n par laga kar ek dam zor se uThaa kar apnii daahinii taraf ko chitt karnaa
- itar, ruuh, arq
- nikalne kii jagah, nikaasii ka muqaam, maKhraj ; baahar nikalne ka raasta
- kisii chiiz ko haTaanaa ya haath se baraabar ya hamvaar karnaa
- kisii imaarat ya pahaa.D vaGaira ka ko.ii hissaa jo baahar nikla hu.a ho ; chhajja
- ko.ii chiiz kisii chiiz me.n se aliihaadaa ya judaa karnaa ; Khaarij karnaa
- chhuTkaaraa, najaat, gulo Khalaasii niiz tadbiir, jo.D to.D
Proverbs of nikaal
Related searched words
nakel
the wooden or iron pin fixed in a camel's nose, and to which his halter is fastened; a cavesson, the halter by which a camel is led, and which is fastened to a pin through his nose
naqliih
وہ علم جو عقل کی بجائے نقل کی ہوئی باتوں سے بحث کرتا ہے ، وہ علم جو ایک راوی سے دوسرے راوی تک منتقل ہوا ہو یا جو روایتاََ ایک دوسرے تک پہنچا ہو ، مثلاََ حدیث ، تاریخ وغیرہ ، علم منقول (عقلیہ کی ضد).
nikalnaa
appear, come out, be extracted or taken out, be taken off, be produced, be uttered (of a word etc), begin, be invented, exceed, slip, escape, go forth or out, exit, depart, go into exile, grow, shoot, spring up, issue, flow from, rise, rise (Sun), emerge, to result, prove, turn out
Te.Dh nikaal denaa
to correct and remove curvature (symbolically) to beat someone as much that he forget mischief
Showing search results for: English meaning of nikal, English meaning of niqaal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nikaal)
nikaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone