Search results
Saved words
Showing results for "mahfuuz"
Meaning ofSee meaning mahfuuz in English, Hindi & Urdu
English meaning of mahfuuz
Adjective
- secure, immune
-
kept safe, protected, secured, preserved, guarded, sheltered, taken care of
Example • Tarikh (History) apne auraq (pages) mein unko mahfuz kar legi aur aane wali naslon par vazeh kar degi
- ( Metaphorically) correct, true, safe
- committed to memory
- ( Metaphorically) firm, stable, strong
- reserved
Sher Examples
is qadar mahfūz rahtā hai ki vo
raam kā autār lagtā hai mujhe
is qadar mahfuz rahta hai ki wo
ram ka autar lagta hai mujhe
charāġhoñ ko āñkhoñ meñ mahfūz rakhnā
baḌī duur tak raat hī raat hogī
charaghon ko aankhon mein mahfuz rakhna
baDi dur tak raat hi raat hogi
kabhī merī talab kachche ghaḌe par paar utartī hai
kabhī mahfūz kashtī meñ safar karne se Dartā huuñ
kabhi meri talab kachche ghaDe par par utarti hai
kabhi mahfuz kashti mein safar karne se Darta hun
महफ़ूज़ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- संरक्षित किया गया, ख़तरे या हानि से बचाया गया, सुरक्षित
-
सुरक्षा से या सँभाल कर रखा हुआ
उदाहरण • तारीख़ (इतिहास) अपने औराक़ (पृष्ठों) में उनको महफ़ूज़ कर लेगी और आने वाली नस्लों पर वाज़ेह करेगी
- (लाक्षणिक) अटल, उचित, सही
- वह जो स्मृति में मौजूद रहे, स्मरण, याद
- (लाक्षणिक) मज़बूत, दृढ़
- किसी के लिए निर्धारित किया हुआ, विशेष रूप से आरक्षित
- (कीटविज्ञान) वर्तमान के प्रयोग से किसी और उद्देश्य के लिए बचा कर रखा हुआ, अपने काम के अतिरिक्त किसी दूसरे का काम पूरा करने वाला
-
(सूफ़ीवाद) वह व्यक्ति जिसको ईश्वर ने अपने विरोध अथवा प्रकोप से बचाया और उसका इरादा और कार्य और इरादा 'ऐन-ए-हक़ का इरादा और कार्य और इरादा है
विशेष • 'ऐन-ए-हक़= (शाब्दिक) ईश्वर की आँख, (सूफ़ीवाद) अर्थात : पूर्ण मनुष्य
مَحْفُوظ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- حفاظت کیا گیا، خطرے یا نقصان سے بچایا گیا، مامون
-
حفاظت سے یا سنبھال کر رکھا ہوا
مثال • تاریخ اپنے اوراق میں ان کو محفوظ کر لے گی اور آنے والی نسلوں پر واضح کرے گی
- (مجازاً) راسخ، درست، صحیح
- وہ جو حافظے میں موجود رہے، حفظ، یاد
- (مجازاً) مستحکم، مضبوط
- کسی کے لیے مختص کیا ہوا، خاص طور پر مخصوص
- (حشریات) موجودہ استعمال سے کسی اور مقصد کے لیے بچا کر رکھا ہوا، اپنے کام کے علاوہ کسی دوسرے کا کام انجام دینے والا
- (تصوف) وہ شخص جس کو اللہ تعالیٰ نے اپنی مخالفت سے بچایا اور اس کا قصد اور فعل اور ارادہ عین حق کا قصد اور فعل اور ارادہ ہے
Urdu meaning of mahfuuz
- Roman
- Urdu
- hifaazat kiya gayaa, Khatre ya nuqsaan se bachaayaa gayaa, maamuun
- hifaazat se ya sa.nbhaal kar rakhaa hu.a
- (majaazan) raasiKh, darust, sahii
- vo jo haafize me.n maujuud rahe, hifz, yaad
- (majaazan) mustahkam, mazbuut
- kisii ke li.e muKhtas kyaa hu.a, khaastaur par maKhsuus
- (hasharyaat) maujuuda istimaal se kisii aur maqsad ke li.e bachaa kar rakhaa hu.a, apne kaam ke ilaava kisii duusre ka kaam anjaam dene vaala
- (tasavvuf) vo shaKhs jis ko allaah taala ne apnii muKhaalifat se bachaayaa aur is ka qasad aur pheal aur iraada a.in haq ka qasad aur pheal aur iraada hai
Synonyms of mahfuuz
Antonyms of mahfuuz
Idioms of mahfuuz
Compound words of mahfuuz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mahfooz, English meaning of mahfuj
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iftitaah
इफ़्तिताह
.اِفْتِتاح
opening ceremony, inauguration, launching
[ Wazir-e-aazam ne in dinon mulk mein kai hazar karod Rupees lagat ke projecton ka iftitah kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusvaa.ii
रुसवाई
.رُسْوائی
disgrace, infamy, dishonour
[ Naqabil-e-bardasht ruswaai ke sabab zaid ne kaam par jana chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
marqad
मरक़द
.مَرْقَد
grave, tomb, sepulchre
[ Shaah Altamash ke marqad ki chhatri maahir karigaron ke zariya banayi gayi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustarad
मुस्तरद
.مُسْتَرَد
rejected, refused
[ Court ne Zaid ki petition mastarad kar di hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farozaa.n
फ़रोज़ाँ
.فَروزاں
shining, luminous, radiant, lighted
[ Amawas ki raat mein jangal bilkul taarik (Dark) lekin door kahin ek shama farozan thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, certain, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aKHtar
अख़्तर
.اَخْتَر
good fortune, good omen, horoscope
[ Akhtar sitare ke maani mein aata hain lekin zyada-tar iska istemal achchhi qismat ke liye kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taftiish
तफ़तीश
.تَفْتِیش
examination, scrutiny, investigation
[ Ek aala afsar ne apne shoba mein kuchh manmani taqarruri kar di, uski taftish honi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mahfuuz)
mahfuuz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone