Search results
Saved words
Showing results for "haath"
Meaning ofSee meaning haath in English, Hindi & Urdu
English meaning of haath
Noun, Masculine
- hand, arm
- paw
- cubit, half a yard
- possession
- authority, power
- turn
- effort
- reason
- skill, dexterity
- (Metaphorically) access, reach
- slap, blow, stroke (of sword)
- trick
- helper, assistant
- trunk (of elephant)
- patronage
Sher Examples
tum takalluf ko bhī iḳhlās samajhte ho 'farāz'
dost hotā nahīñ har haath milāne vaalā
tum takalluf ko bhi iKHlas samajhte ho 'faraaz'
dost hota nahin har hath milane wala
koī haath bhī na milā.egā jo gale miloge tapāk se
ye na.e mizāj kā shahr hai zarā fāsle se milā karo
koi hath bhi na milaega jo gale miloge tapak se
ye nae mizaj ka shahr hai zara fasle se mila karo
is sādgī pe kaun na mar jaa.e ai ḳhudā
laḌte haiñ aur haath meñ talvār bhī nahīñ
is sadgi pe kaun na mar jae ai KHuda
laDte hain aur hath mein talwar bhi nahin
हाथ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- शरीर में भुजा से लेकर कलाई के नीचे पंजे तक का अंग; कर; हस्त
- {ला-अ.} सहयोगी; कर्मचारी
ہاتھ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- انسان کے بازو کا اگلا حصہ جس کے سرے پر انگلیاں ہوتی ہیں (کلائی سے لے کر انگلیوں کے سرے تک) دست
- پنجہ، ید
- (حیوانیات) حیوانات میں ہاتھ کا وہ حصہ جس میں انگلیاں شامل ہوتی ہیں
- (مجازاً) پہنچ، رسائی، دسترس
- تقریباً آدھے گز کی لمبائی (سر انگشت سے لے کر کہنی تک کا حصہ)
- (مجازاً) بس، قابو، اختیار، قبضہ نیز ذمہ
- باعث، طفیل، وسیلہ، ذریعہ، سبب، وجہ
- حفاظت
- حمایت
- سرپرستی
- مدد
- حربہ، حملہ، چوٹ، وار، داؤ (تلوار یا لاٹھی وغیرہ کا یا پٹے اور بانک کا)
- تاش یا گنجفے میں ایک بار یا ایک دور میں جیتے ہوئے پتے، گنجفے کے کھلاڑی کے چلنے کی باری یا چلی ہوئی چال، تاش کی بازی
- معاون، مددگار (دفتر وغیرہ میں)
- بازی
- طاقت، توانائی، قوت
- (ورزش) مگدر کی جوڑی ہلانا
- (تیراکی) تیرنے میں ہاتھ مارنا
- ہمراہ، ساتھ
- دخل
- کوشش
- تعلق
- ذریعے سے، وساطت سے، بمعرفت
- سہارے پر، بھروسے پر، مدد سے، رحم و کرم پر
- (کے) پاس، (کے) یہاں (بالعموم ’’کے‘‘ کے ساتھ مستعمل)
- انداز
- مہارت
- کاری گر، دست کار
- ملازم
- (فیل بانی) ہاتھی کی سونڈ
- لچھن، افعال، حرکات
- ہاتھ کی لکیریں، ریکھائیں
Urdu meaning of haath
- Roman
- Urdu
- insaan ke baazuu ka uglaa hissaa jis ke sire par ungaliyaa.n hotii hai.n (kalaa.ii se lekar ungliiyo.n ke sire tak) dast
- panjaa, yad
- (haiv inyaat) haivaanaat me.n haath ka vo hissaa jis me.n ungaliyaa.n shaamil hotii hai.n
- (majaazan) pahunch, rasaa.ii, dastaras
- taqriiban aadhe gaz kii lambaa.ii (sar angusht se lekar kahnii tak ka hissaa)
- (majaazan) bas, qaabuu, iKhatiyaar, qabzaa niiz zimma
- baa.is, tufail, vasiila, zariiyaa, sabab, vajah
- hifaazat
- himaayat
- saraprastii
- madad
- harba, hamla, choT, vaar, daa.o (talvaar ya laaThii vaGaira ka ya paTTe aur baank ka
- taash ya ganjafe me.n ek baar ya ek daur me.n jiite hu.e patte, ganjafe ke khilaa.Dii ke chalne kii baarii ya chalii hu.ii chaal, taash kii baazii
- mu.aavin, madadgaar (daftar vaGaira me.n
- baazii
- taaqat, tavaanaa.ii, quvvat
- (varzish) mugdar kii jo.Dii hilaanaa
- (tairaakii) tairne me.n haath maarana
- hamraah, saath
- daKhal
- koshish
- taalluq
- zariiye se, vasaatat se, bimaar fatt
- sahaare par, bharose par, madad se, rahm-o-karam par
- (ke) paas, (ke) yahaa.n (bila.umuum ''ke'' ke saath mustaamal)
- andaaz
- mahaarat
- kaariigar, dastakaar
- mulaazim
- (fiilbaarii) haathii kii suunD
- lachchhan, afaal, harkaat
- haath kii lakiiren, rekhaa.e.n
Synonyms of haath
Rhyming words of haath
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hath
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (haath)
haath
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone