Search results
Saved words
Showing results for "gulaab"
Meaning ofSee meaning gulaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of gulaab
Sher Examples
burī sarisht na badlī jagah badalne se
chaman meñ aa ke bhī kāñTā gulāb ho na sakā
buri sarisht na badli jagah badalne se
chaman mein aa ke bhi kanTa gulab ho na saka
maiñ chāhtā thā ki us ko gulāb pesh karūñ
vo ḳhud gulāb thā us ko gulāb kyā detā
main chahta tha ki us ko gulab pesh karun
wo KHud gulab tha us ko gulab kya deta
nāzukī us ke lab kī kyā kahiye
pañkhuḌī ik gulāb kī sī hai
nazuki us ke lab ki kya kahiye
pankhuDi ek gulab ki si hai
गुलाब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- इस पौधे या लता का फूल जो अनेक रंगों का, बहुत सुन्दर और बहुत सुगंधित होता है
- एक प्रकार का प्रसिद्ध कँटीला पौधा जो कभी कभी लता के रूप में भी होता है। इसके सुगंधित फूल गुलाबी, लाल, पीले, सफेद आदि अनेक रंगों के होते हैं।
- गुलाब जल
- एक काँटेदार पौधा जिसमें बहुत सुंदर और सुगंधित फूल लगते हैं
- एक प्रसिद्ध फूल गुलाब का अरक़
- उक्त पौधे का सुंदर और सुगंधित फूल
گُلاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک خوبصورت اور خوشبودار پھول نیز اس کے پود کا نام، پودا کان٘ٹے دار ہوتا ہے ، پھول عموماً ہلکا سرخ (گلابی) ہوتا ہے، سرخ، زرد اور سفید رنگ کا بھی ہوتا ہے
- گلاب کے پھولوں کا عرق جو کھانوں میں خوشبو کے لیے اور امراض میں دوا کے طور پر استعمال کیا جاتا ہے
- (ف) مذکر۔ ایک خوشبودار گلابی رنگ کے پھول اور اس کے درحت کا نام۔ گل سرخ
Urdu meaning of gulaab
- Roman
- Urdu
- ek Khuubsuurat aur Khushbuudaar phuul niiz is ke pod ka naam, paudaa kaanTedaar hotaa hai, phuul umuuman halkaa surKh (gulaabii) hotaa hai, surKh, zard aur safaid rang ka bhii hotaa hai
- gulaab ke phuulo.n ka arq jo khaano.n me.n Khushbuu ke li.e aur amraaz me.n davaa ke taur par istimaal kiya jaataa hai
- (pha) muzakkar। ek Khushbuudaar gulaabii rang ke phuul aur is ke darhat ka naam। gul surKh
Compound words of gulaab
Idioms of gulaab
Proverbs of gulaab
Rhyming words of gulaab
Related searched words
gulaab-phal
ایک میوہ جو بنگالۂ اور دکھن میں ہوتا ہے ، اس میں گلاب کی سی خوشبو آتی ہے ، مخزن الادویہ کے مولف نے اسے گلاب جامن خیال کیا ہے ، تذکرۃ الہند میں لکھا ہے کہ یہ جام پھل یعنی امردو کی قسم سے ہے جس کو سفری بھی کہتے ہیں.
gulaab se kullii karnaa
کسی مقدس شے یا فرد کا نام لینے اور ذکر کرنے کے موقع پر بولتے ہیں، زبان کو پاکیزہ کرنا، مُن٘ھ پاک کرنا، کسی مقدس ذکر کرنے کے واسطے مستعمل ہے
gulaabo-shataabo
کاٹھ کی دو پُتلیاں جن کو تماشا گر ہاتھ پر چڑھا کر آپس میں لڑاتے اور تماشا دکھاتے ہیں، اختو بختو
Showing search results for: English meaning of gulab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falaahii
फ़लाही
.فَلاحی
related to welfare, welfare, well-being
[ Hamein falaahi kaamon mein badh chadh kar hissa lena chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazimii
लाज़िमी
.لازِمی
necessary, compulsory
[ School ke sabhi talba ke liye uniform pahanna lazimi aur zaroorii hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rifaah-e-'aam
रिफ़ाह-ए-'आम
.رِفاہ عام
common, general welfare
[ Hamen janib-dari (Discrimination) se upar uth kar rifah-e-aam ke liye kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaalba
मुतालबा
.مُطالَبہ
asking for, demanding
[ Walidain ka mutalba hai ki school ki fees kam ki jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaarii
इख़्तियारी
.اِخْتِیاری
optional
[ Kuch schoolon mein Urdu zaban ikhtiyari mazmoon ke taur par padhayi jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uryaaniyat
'उर्यानियत
.عُرْیانِیَت
nudity
[ Uryaniyat azadi nahin, gumrahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanib-daarii
जानिब-दारी
.جانِب داری
partiality, favour
[ Sawal-jawab karne ke liye mamur logon se ghair-janib-dari ki ummid ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHair-KHvaah
ख़ैर-ख़्वाह
.خَیر خواہ
well-wishing, benevolent
[ Aaj ke zamane mein khair-khwah log mushkil se milte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taadiibii
तादीबी
.تادِیبی
disciplinary, ameliorative
[ Idaare ke bad-unwan mulazimeen wa arakeen ke khilaf tadibi karwayi ki jayegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
in'aam
इन'आम
.اِنْعام
reward, award, prize
[ Rahim ko ek lakh rupye inaam mein mile ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (gulaab)
gulaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone