Search results
Saved words
Showing results for "fard"
Meaning ofSee meaning fard in English, Hindi & Urdu
English meaning of fard
Arabic - Noun, Masculine, Singular
Adjective
- one, single, unique, unmatched
Sher Examples
ham ahl-e-dil ne me.ayār-e-mohabbat bhī badal Daale
jo ġham har fard kā ġham hai usī ko ġham samajhte haiñ
hum ahl-e-dil ne meayar-e-mohabbat bhi badal Dale
jo gham har fard ka gham hai usi ko gham samajhte hain
ham ishq meñ haiñ fard to tum husn meñ yaktā
ham sā bhī nahīñ ek jo tum sā nahīñ koī
hum ishq mein hain fard to tum husn mein yakta
hum sa bhi nahin ek jo tum sa nahin koi
ik sitam Dhāne meñ fard ek sitam sahne meñ
al-ġharaz hai na tumhārā na mirā dil nāqis
ek sitam Dhane mein fard ek sitam sahne mein
al-gharaz hai na tumhaara na mera dil naqis
फ़र्द के हिंदी अर्थ
अरबी - संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- रजाई, चादर आदि का ऊपरी पल्ला
- व्यक्ति, एक, किसी हुनर में माहिर, हिसाब किताब का रजिस्टर
- एक. व्यक्ति, एक शख्स, एकाकी, अकेला, अद्वितीय, बेमिस्ल, दुलाई, रजाई, चादर।।
- अकेला आदमी।
फ़ारसी
- हिसाब का रजिस्टर, हुक्मनामा, निमंत्रण का सूचीपत्र।
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- सूची; फेहरिस्त; तालिका
- दे. फ़र्द।
- हिसाब-किताब का रजिस्टर या बही
- आज्ञापत्र; हुक्मनामा
- वह कागज़ जिसपर अभियुक्त का अपराध और दफ़ा लिखी जाती है; आरोपपत्र।
فَرْد کے اردو معانی
Roman
عربی - اسم، مذکر، واحد
- یکتا ، بے مثل ، یگانہ.
- شخص ، تنِ واحد ، ہستی ، متنفس ، ایک آدمی.
- اکیلا ، تنہا.
- کاغذ کا تختہ.
- ایک قسم کا سفید پیشانی کا لقا کبوتر.
- (اظہار تعداد کے لیے) طاق ، (زوج کی ضد) واحد ، ایک چیز ، دو میں سے ایک (جفت کا نقیض).
- (تصوّف) اس ولی کو کہتے ہیں جو بے واسطہ قطب الاقطاب کے جنابِ الہیٰ سے فیض یاب ہو.
- ایک خوش آواز پرند کا نام جو خاصیت میں چکوا چکوی کی طرح ہوتا ہے ، رات بھر نر مادہ علیحدہ رہتے اور دن کو دونوں مل جاتے ہیں ، یہ جانور برفانی پہاڑوں پر اکثر رات کے وقت بولا کرتا ہے .
- نوع ، قسم.
- گنجفے یا تاش کا ورق.
- خرمائے فارس کی ایک اعلیٰ قسم جو اپنی خوبیوں کے لحاظ سے یکتا ہے ، یہ نام غالباً اس وجہ سے بھی ہوا کہ ہر ڈالی میں ایک ایک خرما لگتا ہے.
فارسی
- بیت ، شعر ، ایسا تنہا شعر جو کسی غزل ، نظم ، قصیدہ ، قطعہ یا مثنوی کا جزو نہ ہو.
- وہ کاغذ جس پر حساب کتاب درج کیا جاتا ہے ، گوشوارہ.
- فہرست (اسماء ، اشیاء وغیرہ کی).
- دوہری شال کی فرد ، چادر ، شال ، رضائی کا ابرہ ، لحاف کا ابرہ.
- مسل ، مقدمے کے کاغذات کی فائل ، فردِ جُرم ، فردوں کی مِسل.
- وہ حدیث جس کا راوی ایک ہو ، حدیثِ غریب.
Urdu meaning of fard
Roman
- yaktaa, bemisal, yagaana
- shaKhs, tan-e-vaahid, hastii, mutanaffis, ek aadamii
- akelaa, tanhaa
- kaaGaz ka taKhtaa
- ek kism ka safaid peshaanii kaalaka kabuutar
- (izhaar taadaad ke li.e) taaq, (zauj kii zid) vaahid, ek chiiz, do me.n se ek (jupht ka naqiiz)
- (tasavvuph) us valii ko kahte hai.n jo bevaastaa qutub alaaqtaab ke janaab-e-ilhaa se faizyaab ho
- ek Khushaavaaz parind ka naam jo Khaasiiyat me.n chakva chakvii kii tarah hotaa hai, raat bhar nar maadda alaihdaa rahte aur din ko dono.n mil jaate hai.n, ye jaanvar barfaanii pahaa.Do.n par aksar raat ke vaqt bolaa kartaa hai
- nau, qism
- ganjafe ya taash ka varq
- Kharmaa.e faaras kii ek aalaa qasam jo apnii Khuubiiyo.n ke lihaaz se yaktaa hai, ye naam Gaaliban is vajah se bhii hu.a ki har Daalii me.n ek ek Khurmaa lagtaa hai
- bait, shear, a.isaa tanhaa shear jo kisii Gazal, nazam, qasiida, qataa ya masnavii ka juzu na ho
- vo kaaGaz jis par hisaab kitaab darj kiya jaataa hai, goshvaaraa
- fahrist (asmaa-e-, ashiiyaa vaGaira kii)
- dohrii shaal kii fard, chaadar, shaal, razaa.ii ka ibraa, lihaaf ka ibraa
- masal, muqaddame ke kaaGzaat kii phaa.iil, fard-e-juram, fardo.n kii masal
- vo hadiis jis ka raavii ek ho, hadiis-e-Gariib
Synonyms of fard
Idioms of fard
Rhyming words of fard
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of phard
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (fard)
fard
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone