Search results
Saved words
Showing results for "bure"
Meaning ofSee meaning bure in English, Hindi & Urdu
English meaning of bure
Adjective, Plural
- bad, rude, discourteous
Sher Examples
burā bure ke alāva bhalā bhī hotā hai
har aadmī meñ koī dūsrā bhī hotā hai
bura bure ke alawa bhala bhi hota hai
har aadmi mein koi dusra bhi hota hai
shāḳheñ rahīñ to phuul bhī patte bhī ā.eñge
ye din agar bure haiñ to achchhe bhī ā.eñge
shaKHen rahin to phul bhi patte bhi aaenge
ye din agar bure hain to achchhe bhi aaenge
dostī kis se na thī kis se mujhe pyaar na thā
jab bure vaqt pe dekhā to koī yaar na thā
dosti kis se na thi kis se mujhe pyar na tha
jab bure waqt pe dekha to koi yar na tha
aish ke yaar to aġhyār bhī ban jaate haiñ
dost vo haiñ jo bure vaqt meñ kaam aate haiñ
aish ke yar to aghyar bhi ban jate hain
dost wo hain jo bure waqt mein kaam aate hain
ho na māyūs ḳhudā se 'bismil'
ye bure din bhī guzar jā.eñge
ho na mayus KHuda se 'bismil'
ye bure din bhi guzar jaenge
बुरे के हिंदी अर्थ
विशेषण, बहुवचन
- बुरा, असभ्य, हतोत्साहित
بُرے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، جمع
- برا کی محرف صورت، ترکیبات میں مستعمل، بد، خراب، جس میں کوئی ظاہری یا باطنی نقص عیب یا خرابی ہو
Urdu meaning of bure
- Roman
- Urdu
- buraa kii muharrif suurat, tarkiibaat me.n mustaamal, bad, Kharaab, jis me.n ko.ii zaahirii ya baatinii nuqs a.ib ya Kharaabii ho
Compound words of bure
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-havaasii
बद-हवासी
.بَد حَواسی
confusion, bafflement, agitation, insensitive
[ Jun-jun imtihan ka waqt qarib ata gaya bad-hawasi badhti gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hukmaraa.n
हुक्मराँ
.حُکْمراں
ruler, sovereign
[ Hukmaran banne se qabl Sher-Shah Suri lamber arse tak Babar ki khidmat mein tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaj
ताज
.تاج
a high-crowned cap
[ Taaj badshah ke sar ki shan hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabl
क़ब्ल
.قَبْل
previous (to), before
[ Olympic khel 776 qabl-e-masih mein aaghaz hua aur ye har char saal mein hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daulat
दौलत
.دَولَت
wealth, riches, means
[ Manohar ne qimar-bazi (Gambling) mein apni sari daulat luta di ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHt
तख़्त
.تَخْت
throne, royal seat, chair of state
[ Mughal badhsah Akbar bahut chhoti umr mein takht par baitha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltimaas
इल्तिमास
.اِلْتِماس
request, soliciting, beseeching
[ Baap ke iltimas karne par school intizamia ne bachche ki fees maaf kar di thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahal
महल
.مَحَل
abode, residence, house, building, palace
[ Shahi mahal ki shan-o-shauqat sab ko mutawajja karti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rivaaj
रिवाज
.رِواج
being vendible, being in great demand
[ Jadid daur mein kargha ka riwaj khatm ho gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanam
सनम
.صَنَم
idol, sculpture, image
[ Sanam ki surat bana kar baar-baar dekh lene se muhabbat ki pyas nahin bujhti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (bure)
bure
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone