Search results
Saved words
Showing results for "'aziiz"
Meaning ofSee meaning 'aziiz in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'aziiz
Adjective, Singular
- worthy, precious, highly esteemed, greatly valued, honoured, respected
- favourite, dear, darling, beloved
-
a dear friend, friend
Example • Jawan bete ki maut se sogowar khandan ko unke aziz aur rishtedar log dilasa dila rahe the
- relative
- magnificent, powerful, glorious
- precious
- a great man, a worthy or pious personage, a saint
Explanatory Video
Sher Examples
vo hazār dushman-e-jāñ sahī mujhe phir bhī ġhair aziiz hai
jise ḳhāk-e-pā tirī chhū ga.ī vo burā bhī ho to burā nahīñ
wo hazar dushman-e-jaan sahi mujhe phir bhi ghair aziz hai
jise KHak-e-pa teri chhu gai wo bura bhi ho to bura nahin
aziiz itnā hī rakkho ki jī sambhal jaa.e
ab is qadar bhī na chāho ki dam nikal jaa.e
aziz itna hi rakkho ki ji sambhal jae
ab is qadar bhi na chaho ki dam nikal jae
mujhe to qaid-e-mohabbat aziiz thī lekin
kisī ne mujh ko giraftār kar ke chhoḌ diyā
mujhe to qaid-e-mohabbat aziz thi lekin
kisi ne mujh ko giraftar kar ke chhoD diya
isī shahr meñ ka.ī saal se mire kuchh qarībī aziiz haiñ
unheñ merī koī ḳhabar nahīñ mujhe un kā koī pata nahīñ
isi shahr mein kai sal se mere kuchh qaribi aziz hain
unhen meri koi KHabar nahin mujhe un ka koi pata nahin
'अज़ीज़ के हिंदी अर्थ
विशेषण, एकवचन
- ज़बरदस्त, शक्तिशाली, समर्थ
- जिससे प्रेम या स्नेह हो, प्यारा, महबूब, प्रिय, रुचिकर
-
मित्र, दोस्त, यार, साथी, आश्ना (प्राय: अपने से उम्र में छोटे के लिए प्रचलित )
उदाहरण • जवान बेटे की मौत से सोगोवार ख़ानदान को उनके अज़ीज़ और रिश्तेदार लोग दिलासा दिला रहे थे
- स्वजन, रिश्तेदार, संबंधी
- मूल्यवान, बहुमूल्य, अनमोल
- बुज़ुर्ग, सम्मानित, प्रतिष्ठित
- (हदीस) आहाद (वह हदीसें जिन्हें हर एक समय में एक ही वर्णनकर्ता ने बयान किया हो) का एक प्रकार जिसका वर्णन हर समय में दो वर्णनकर्ताओं ने किया हो
- एक प्रकार की कड़वी बूटी
عَزِیز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، واحد
- زبردست، صاحب قوت و اختیار، غالب، قادر
- پیارا، محبوب
-
دوست، یار، ساتھی، آشنا (عموماً اپنے سے عمر میں چھوٹے کے لیے مستعمل)
مثال • جوان بیٹے کی موت سے سوگوار خاندان کو اس کے عزیز و رشتہ دار دلاسہ دے رہے تھے
- گراں قدر، پیش بہا
- بزرگ، گرامی، معزز
- (حدیث) احاد (وہ حدیثیں جنھیں ہر دور کے ایک راوی نے بیان کیا ہو) کی ایک قسم جسے ہر زمانے میں دو راویوں نے روایت کی ہو
- ایک قسم کی تلخ بُوٹی جو مقوی معدہ ہے
اسم، مذکر
- قدیم زمانے میں مصر کے بادشاہ کا لقب، (مصر کے وزیر کو بھی عزیز کہتے تھے)
- قرابت رکھنے والا، رشتہ دار
- اللہ تعالیٰ کا ایک صفاتی نام
Urdu meaning of 'aziiz
- Roman
- Urdu
- zabardast, saahib quvvat-o-iKhatiyaar, Gaalib, qaadir
- pyaaraa, mahbuub
- dost, yaar, saathii, aashnaa (umuuman apne se umr me.n chhoTe ke li.e mustaamal)
- giraa.n qadar, pesh bahaa
- buzurg, giraamii, muazziz
- (hadiis) ahaad (vo hadiise.n jinhe.n har daur ke ek raavii ne byaan kyaa ho) kii ek qism jise har zamaane me.n do raaviyo.n ne rivaayat kii ho
- ek kism kii talKh buu.oTii jo muqavvii maada hai
- qadiim zamaane me.n misr ke baadashaah ka laqab, (misr ke vaziir ko bhii aziiz kahte the
- qaraabat rakhne vaala, rishtedaar
- allaah taala ka ek sifaatii naam
Synonyms of 'aziiz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ajij, English meaning of azeez
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('aziiz)
'aziiz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone