Search results
Saved words
Showing results for "chashm-o-charaag"
Meaning ofSee meaning chashm-o-charaag in English, Hindi & Urdu
English meaning of chashm-o-charaag
Sher Examples
kyā ajab is ḳhāk-dāñ ke hoñ kabhī chashm-o-charāg
jā ke auj-e-āsmāñ par jo mah-o-aḳhtar bane
kya ajab is KHak-dan ke hon kabhi chashm-o-charag
ja ke auj-e-asman par jo mah-o-aKHtar bane
rū-siyah tere bane chashm-o-charāg zindāñ
ghuum ab shahr meñ tū chehra-e-zebā le kar
ru-siyah tere bane chashm-o-charag zindan
ghum ab shahr mein tu chehra-e-zeba le kar
vo jin ke haal meñ lau de uThe ġham-e-fardā
vahī haiñ anjuman-e-zindagī ke chashm-o-charāg
wo jin ke haal mein lau de uThe gham-e-farda
wahi hain anjuman-e-zindagi ke chashm-o-charag
चश्म-ओ-चराग़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, संयुक्त शब्द
- घर की रौनक, अपने लिए आँख और घर के लिए दीपक
- पुत्र, बेटा,
چَشْم و چَراغ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، مرکب لفظ
- آن٘کھوں کا نور، بہت زیادہ عزیز، نور چشم، نام روشن کرنے والا، گھر کی رونق
- بیٹا، پسر
- وارث
Urdu meaning of chashm-o-charaag
- Roman
- Urdu
- aankho.n ka nuur, bahut zyaadaa aziiz, nuur chasham, naam roshan karne vaala, ghar kii raunak
- beTaa, pisar
- vaaris
Synonyms of chashm-o-charaag
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chashmocharaag, English meaning of chashmocharag
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lamha
लम्हा
.لَمْحَہ
a minute, a moment
[ Dada Ji ko har lamha ghar ki fikr satati rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shu'uur
शु'ऊर
.شُعُور
wisdom, intelligence
[ Falij se muta.assir shakhs ka andaruni su'oor hamesha karahta rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaarvaa.n
कारवाँ
.کارْوَاں
united for mutual protection on a journey, caravan
[ Karvan tajir ne apna maal arzan (Cheap) farokht kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naashta
नाश्ता
.ناشتَہ
breakfast
[ Shahida ne thoda sa intizam nashta ka kar liya tha wahi aage rakh diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bachche ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ishaa.iya
'इशाइया
.عِشائِیَہ
dinner
[ Mahfuz Ali Sahab ne apne ghar par ishaaiya diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Chand-Raat mein bachche Eid ki khushi mein shab-bedari karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
valiima
वलीमा
.وَلِیمَہ
marriage feast
[ Nafis ka nikah kiya gaya aur baad mein walima bade paimane par kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zuhraana
ज़ुहराना
.ظُہْرانَہ
lunch, mid-day or afternoon meal
[ Shahzad ne dawat-e-walima mein zuhrana ka intizam kia tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chashm-o-charaag)
chashm-o-charaag
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone