Search results
Saved words
Showing results for "allaah"
Meaning ofSee meaning allaah in English, Hindi & Urdu
English meaning of allaah
Noun, Masculine
- Allah, God, the Supreme Being, the Omnipotent, the Almighty
Sher Examples
jab maiñ kahtā huuñ ki yā allāh merā haal dekh
hukm hotā hai ki apnā nāma-e-āmāl dekh
jab main kahta hun ki ya allah mera haal dekh
hukm hota hai ki apna nama-e-amal dekh
jo chāhiye so māñgiye allāh se 'amīr'
us dar pe aabrū nahīñ jaatī savāl se
jo chahiye so mangiye allah se 'amir'
us dar pe aabru nahin jati sawal se
haram-e-pāk bhī allāh bhī qur.ān bhī ek
kuchh baḌī baat thī hote jo musalmān bhī ek
haram-e-pak bhi allah bhi quran bhi ek
kuchh baDi baat thi hote jo musalman bhi ek
umr bhar kaun nibhātā hai ta.alluq itnā
ai mirī jaan ke dushman tujhe allāh rakkhe
umr bhar kaun nibhata hai talluq itna
ai meri jaan ke dushman tujhe allah rakkhe
ai sanam jis ne tujhe chāñd sī sūrat dī hai
usī allāh ne mujh ko bhī mohabbat dī hai
ai sanam jis ne tujhe chand si surat di hai
usi allah ne mujh ko bhi mohabbat di hai
अल्लाह के हिंदी अर्थ
اللہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- معبود، خدائے تعالیٰ کا اسمِ ذات، اسمائے صفاتی کے مقابل
- استعجاب کے موقع پر، مترادف: حیرت ہے تعجب ہے، بڑی عجیب بات ہے، كمالِ اضطراب اور یا س کے موقع پر
- شکوے شکایت یا دوہائی کی جگہ
- کسی وصف میں اظہار مبالغہ کے لئے
- دعا وغیرہ کےموقع پر : یااللہ، الہیٰ، اے میرے مالک
- تمنا کے موقع پر، مترادف: خدا کرے
- نہ جانے، خدا معلوم، اللہ ہی کو معلوم ہے
- للہ، خدا کے لیے، خدارا (خوشامد، منت سماجت کے موقع پر)
فجائیہ
- کمالِ اضطراب اور یا س کے موقع پر، استعجاب کے موقع پر، مترادف : حیرت ہے تعجب ہے، بڑی عجیب بات ہے
Urdu meaning of allaah
- Roman
- Urdu
- maabuud, Khudaa.e taala ka asam-e-zaat, asmaa-e sifaatii ke muqaabil
- istijaab ke mauqaa par, mutraadifah hairat hai taajjub hai, ba.Dii ajiib baat hai, kamaal-e-izatiraab aur ya sa ke mauqaa par
- shikve shikaayat ya dohaa.ii kii jagah
- kisii vasf me.n izhaar mubaalaGa ke li.e
- du.a vaGaira ke mauqaa par ha ya allaah, ilhaa, e mere maalik
- tamannaa ke mauqaa par, mutraadifah Khudaa kare
- na jaane, Khudaa maaluum, allaah hii ko maaluum hai
- lallaa, Khudaa ke li.e, Khudaaraa (Khushaamad, minnat samaajat ke mauqaa par
- kamaal-e-izatiraab aur ya sa ke mauqaa par, istijaab ke mauqaa par, mutraadif ha hairat hai taajjub hai, ba.Dii ajiib baat hai
Synonyms of allaah
Idioms of allaah
Rhyming words of allaah
Interesting Information on allaah
اللہ ادھربعض عربی داں حلقوں میں، اوربعض پاکستانی رسالوں اور کتابوں میں’’اللہ‘‘ کے بجائے’’اللٰہ‘‘ لکھا جانے لگا ہے۔ یہ عربی میں صحیح ہو گا، لیکن اردو میں بالکل غلط ہے۔ اسم ذات پاک کے املا سے چھیڑ کرنا دانش مندی نہیں۔ دوسری بات یہ کہ ’’اللہ‘‘ دیکھنے میں بھلا لگتا ہے اور اس کی علامتی معنویت بھی ہے۔ اردو میں ’’اللٰہ‘‘ لکھنا کچھ بہت بھلا نہیں لگتا اور نہ اس میں وہ علامتی معنویت ہے جو ’’اللہ‘‘ میں ہے۔ اس خوبصورت اور با معنی املا پر کسی املا کو ترجیح نہیں۔
ماخذ: لغات روز مرہ
مصنف: شمس الرحمن فاروقی
Related searched words
Showing search results for: English meaning of allah
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (allaah)
allaah
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone