Search results
Saved words
Showing results for "alag"
Meaning ofSee meaning alag in English, Hindi & Urdu
English meaning of alag
Sher Examples
āñkheñ dikhlāte ho joban to dikhāo sāhab
vo alag bāñdh ke rakkhā hai jo maal achchhā hai
aankhen dikhlate ho joban to dikhao sahab
wo alag bandh ke rakkha hai jo mal achchha hai
alag baiThe the phir bhī aañkh saaqī kī paḌī ham par
agar hai tishnagī kāmil to paimāne bhī ā.eñge
alag baiThe the phir bhi aankh saqi ki paDi hum par
agar hai tishnagi kaamil to paimane bhi aaenge
jo paḌhā hai use jiinā hī nahīñ hai mumkin
zindagī ko maiñ kitāboñ se alag rakhtā huuñ
jo paDha hai use jina hi nahin hai mumkin
zindagi ko main kitabon se alag rakhta hun
अलग के हिंदी अर्थ
اَلَگ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (دوسروں سے) جدا، سب سے بے تعلق
- . تکرار کے موقع پر ایک حکم میں دو چیزوں کی شمولیت ظاہر کر نے کے لئے، مترادف: بھی بجائے خود یہ بھی وہ بھی
- اچھوتا
- تنہا، اکیلا
- چپکے سے ، آہستہ سے
- عدٰحدہ علاوہ ، سوا، شامل کی ضد
- مختلف، متمایز
- مزید، مزید برآں
- مستثنیٰ ، خارج
- مستقل ، بلا شرکتِ غیرے، جس میں کسی اور کا دخل نہ ہو
- مقرر جگہ سے منفصل، شکستہ
- نرالا، جو کسی سے میل نہ کھائے
- کنارہ کش، لاتعلق
- کنارے، محفوظ رہنے کی جگہ
- ہٹ کر، فاصلے پر جاکر
- بر طرف (ملازمت یا منصب وغیرہ سے)
Urdu meaning of alag
- Roman
- Urdu
- (duusro.n se) judaa, sab se betaalluq
- . takraar ke mauqaa par ek hukm me.n do chiizo.n kii shamuuliiyat zaahir karne ke li.e, mutraadifah bhii bajaay Khud ye bhii vo bhii
- achhuutaa
- tanhaa, akelaa
- chupke se, aahista se
- adaahdaa ilaava, sivaa, shaamil kii zid
- muKhtlif, matmaa.ez
- maziid, maziid baraa.n
- mustasna, Khaarij
- mustaqil, bala shirkat-e-Gaire, jis me.n kisii aur ka daKhal na ho
- muqarrar jagah se munafsil, shikasta
- niraalaa, jo kisii se mel na khaa.e
- kanaaraakash, laataalluq
- kinaare, mahfuuz rahne kii jagah
- hiT kar, faasle par jaakar
- baratraf (mulaazmat ya mansab vaGaira se
Synonyms of alag
See AllAntonyms of alag
Compound words of alag
Idioms of alag
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sautii
सौती
.صَوتی
vocal, phonic
[ Alfaz ki ahmiyat sirf mazmun nahin balki sauti bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harfii
हर्फ़ी
.حَرْفی
literal, relating to letters
[ Tijori se teen-char frame le aya jinmein Lenin ke chand harfi note mahfuz the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naGma-saraa.ii
नग़्मा-सराई
.نَغْمَہ سَرائی
singing a song
[ Chashme se pani ke girne ki awaz aur chidiyon ki naghma-sarai sham ki faza ko pur-lutf bana rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takabbur
तकब्बुर
.تَکَبُّر
arrogance
[ Takabbur insan ko le dubta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parinda
परिंदा
.پَرِنْدَہ
bird, flyer
[ Mor Hindustan ka qaumi parinda hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fursat
फ़ुर्सत
.فُرْصَت
time, opportunity, occasion
[ Sumaiya ko din-bhar chulha-chauka se fursat nahin milti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
firqa
फ़िर्क़ा
.فِرْقَہ
sect, community
[ Swami Acharya Ramanand ne Ramawat firqa ki buniyad rakhi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sho'la
शो'ला
.شُعْلَہ
flame, fire, blaze, flash
[ Abadi mein lagi hui falak bos lohe ki chimniyon se aag ke shole nikal rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aarzuu
आरज़ू
.آرْزُو
wish, desire, aspiration
[ Arzuon ko chhod do to sukun hi sukun hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
the celestial sphere, sky, sphere
[ Nujumi zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies, i.e. stars, planets, etc.) se naata-rishta jodta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (alag)
alag
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone