Search results
Saved words
Showing results for "'aduu"
Meaning ofSee meaning 'aduu in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'aduu
Noun, Masculine
- enemy, foe, oppositionist , opponent,
- rival, antagonist
Sher Examples
adū ko chhoḌ do phir jaan bhī māñgo to hāzir hai
tum aisā kar nahīñ sakte to aisā ho nahīñ saktā
adu ko chhoD do phir jaan bhi mango to hazir hai
tum aisa kar nahin sakte to aisa ho nahin sakta
sau baar band-e-ishq se āzād ham hue
par kyā kareñ ki dil hī adū hai farāġh kā
sau bar band-e-ishq se aazad hum hue
par kya karen ki dil hi adu hai faragh ka
maiñ jis ko apnī gavāhī meñ le ke aayā huuñ
ajab nahīñ ki vahī aadmī adū kā bhī ho
main jis ko apni gawahi mein le ke aaya hun
ajab nahin ki wahi aadmi adu ka bhi ho
aa gayā 'jauhar' ajab ulTā zamāna kyā kaheñ
dost vo karte haiñ bāteñ jo adū karte nahīñ
aa gaya 'jauhar' ajab ulTa zamana kya kahen
dost wo karte hain baaten jo adu karte nahin
jis zaḳhm kī ho saktī ho tadbīr rafū kī
likh dījiyo yā rab use qismat meñ adū kī
jis zaKHm ki ho sakti ho tadbir rafu ki
likh dijiyo ya rab use qismat mein adu ki
'अदू के हिंदी अर्थ
عَدُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- حريف، خصم ، دشمن، بدخواه
- مخالف، ضد، هم چشم
- (مجازاً) رقیب
Urdu meaning of 'aduu
- Roman
- Urdu
- hariif, Khasam, dushman, badKhuu a.e
- muKhaalif, zid, em chasham
- (majaazan) raqiib
Synonyms of 'aduu
Antonyms of 'aduu
See AllCompound words of 'aduu
Proverbs of 'aduu
Rhyming words of 'aduu
Showing search results for: English meaning of adoo, English meaning of adu
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahaafat
सहाफ़त
.صَحافَت
journalism
[ Adab (Literature) sahafat ya khitabat (Speach) ki tarah hamen bhadkata nahin hai balki hamen shu'uur deta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mezbaan
मेज़बान
.میزبان
master of the house, or of a feast, host, landlord
[ Arshad Husain ne is tarah kaha goya wo mezban the aur ye mehman ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mehmaan
मेहमान
.مِہْمان
guest, visitor, stranger, lodger
[ Mezban ki mehman-nawazi se tamam log bahut khush the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farhat
फ़रहत
.فَرْحَت
joy, gladness, pleasure
[ Chay ke ghunt jaise-jaise mere halaq se utar rahe the farhat mahsus ho rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasallii
तसल्ली
.تَسَلّی
contentment, satisfaction, consolation, comfort, solace
[ Sawal-kuninda ke sawalon ka jawab-dehinda ne tasalli bakhsh jawab diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shujaa'at
शुजा'अत
.شُجَاعَت
bravery, valour, chivalry
[ Umar ki shujaa'at ki kahani abhi bhi yaad ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sham'
शम'
.شَمْع
wax candle, candle, lamp
[ Dipawali ke din har ek kone mein shama raushan ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aavaaragii
आवारगी
.آوارَگی
vagrancy, wandering, roaming, licentiousness, profligacy
[ Awaragi ki taraf rujhan badhta gaya rang aur gahra hua aur apni zindagi ka drama khelne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaafat
ज़ियाफ़त
.ضِیافَت
feast, banquet, treat, hospitality
[ Safdar Jang ne ziyafat ke bahane Jawed Khan ko apne yahan bula kar qatl kara diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taash
ताश
.طاش
large basin, tray
[ Badshah ne kaha ki hire-jawahrat taash mein rakh kar pesh kia jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us ('aduu)
'aduu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone