Search results
Saved words
Showing results for "'aam"
Meaning ofSee meaning 'aam in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'aam
Adjective, Singular
Noun, Masculine
- the common people, the mass
- year
Sher Examples
allāh agar taufīq na de insān ke bas kā kaam nahīñ
faizān-e-mohabbat aam sahī irfān-e-mohabbat aam nahīñ
allah agar taufiq na de insan ke bas ka kaam nahin
faizan-e-mohabbat aam sahi irfan-e-mohabbat aam nahin
ḳhud jise mehnat mashaqqat se banātā huuñ 'jamāl'
chhoḌ detā huuñ vo rasta aam ho jaane ke ba.ad
KHud jise mehnat mashaqqat se banata hun 'jamal'
chhoD deta hun wo rasta aam ho jaane ke baad
dostī aam hai lekin ai dost
dost miltā hai baḌī mushkil se
dosti aam hai lekin ai dost
dost milta hai baDi mushkil se
maiñ ne chāhā hai tujhe aam se insāñ kī tarah
tū mirā ḳhvāb nahīñ hai jo bikhar jā.egā
main ne chaha hai tujhe aam se insan ki tarah
tu mera KHwab nahin hai jo bikhar jaega
mohabbat aam sā ik vāqi.a thā
hamāre saath pesh aane se pahle
mohabbat aam sa ek waqia tha
hamare sath pesh aane se pahle
'आम के हिंदी अर्थ
विशेषण, एकवचन
- सब में पाया जाने वाला, सबको पहुँचने वाला, जो किसी जगह या घेरे के लिए विशिष्ट न हो, सब में जाना-पहचाना
- प्रचलित, जो चलन में हो
- सारे लोगों का, समस्त इंसानों का, जो किसी के लिए आरक्षित अथवा विशिष्ट न हो
- बाज़ारी या निचले वर्ग के लोग
- चलन में, रस्म संबंधी, पारंपरिक
संज्ञा, पुल्लिंग
- साधारण लोग, अवाम
- (तर्कशास्त्र) निस्बत जो दो कुल्लियों के बीच हो उनमें एक कुल्ली साधारण हो और दूसरी विशेष ये दो तरह पर है एक मुतलक़ और दूसरी मिन-वज्ह अर्थात एक कारण से, उदाहरणत: जानदार और आदमी दो कुल्लिया हैं जानदार साधारण कुल्ली है और आदमी विशेष, मिन-वज्ह में एक कुल्ली दूसरी कुल्ली की निस्बत एक हैसियत से विशिष्ट और दूसरी हैसियत से साधारण होती है, उदाहरणत: जानदार और सफ़ेद रंग
عام کے اردو معانی
Roman
صفت، واحد
- سب میں پایا جانے والا، سب کو پہنچنے والا، جو کسی جگہ یا حلقے کے لیے مخصوص نہ ہو، سب میں جانا پہچانا
- رائج، مروج
- عامۃ الناس کا، تمام لوگوں کا، جو کسی کے لیے مخصوص نہ ہو
- بازاری یا نچلے طبقے کے لوگ
- رواجی، روایتی، رسمی
اسم، مذکر
-
عامۃ الناس، عوام
مثال • کہیں خاص سب غوث اعظم تجےکہیں عام سب قطب عالم تجے (۱۵۶۴ ، حسن شوقی ، د ، ۹۳). الٰہی توں حِس دے ہر یک کام میںمیرا نانوں کر خاص ہور عام میں
-
(منطق) نسبت جو دو کلّیوں کے درمیان ہو ان میں ایک کلّی عام ہو اور دوسری خاص یہ دو طرح پر ہے ایک مطلق اور دوسری من وجہ، مثلاً: جاندار اور آدمی دو کلّیاں ہیں جاندار عام کلّی ہے اور آدمی خاص، من وجہ میں ایک کلّی دوسری کلّی کی نسبت ایک حیثیت سے خاص اور دوسری حیثیت سے عام ہوتی ہے، مثلاً: جاندار اور سفید رنگ
مثال • اوس مرتبہ میں وہ نہ کلّی ہے نہ جزئی ہے نہ عام ہے نہ خاص ہے. (۱۸۸۷ ، فصوص الحکم (ترجمہ) ، ۳). جُزئی : یہ ایک منطقی اصطلاح ہے ... اس کے مقابلے میں کُلّی ہے ، جس کا ترجمہ اُردو میں عام کے لفظ سے کیا جاتا ہے. (۱۹۱۶ ، افادۂ کبیر (مجمل) ، ۱۱۵).
Urdu meaning of 'aam
Roman
- sab me.n paaya jaane vaala, sab ko pahunchne vaala, jo kisii jagah ya halqe ke li.e maKhsuus na ho, sab me.n jaana pahchaanaa
- raa.ij, muravvaj
- aamৃ elinaas ka, tamaam logo.n ka, jo kisii ke li.e maKhsuus na ho
- baazaarii ya nichle tabqe ke log
- rivaajii, rivaayatii, rasmii
- aamৃ elinaas, avaam
- (mantiq) nisbat jo do kaleyo.n ke daramyaan ho in me.n ek kalii aam ho aur duusrii Khaas ye do tarah par hai ek mutlaq aur duusrii man vajah, masalnah jaanadaar aur aadamii do kaliyaa.n hai.n jaanadaar aam kalii hai aur aadamii Khaas, man vajah me.n ek kalii duusrii kalii kii nisbat ek haisiyat se Khaas aur duusrii haisiyat se aam hotii hai, masalnah jaanadaar aur safaid rang
Synonyms of 'aam
Antonyms of 'aam
Rhyming words of 'aam
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of aam, English meaning of am
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us ('aam)
'aam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone