Search results
Saved words
Showing results for "ye kyaa hai"
Meaning ofSee meaning ye kyaa hai in English, Hindi & Urdu
English meaning of ye kyaa hai
- what is it?
- as if it's something!
- how novel!
Sher Examples
ye kyā hai ki zikr-e-ġham-e-ayyām bahut hai
shīshe meñ abhī to mai-e-gulfām bahut hai
ye kya hai ki zikr-e-gham-e-ayyam bahut hai
shishe mein abhi to mai-e-gulfam bahut hai
takiya haTtā nahīñ pahlū se ye kyā hai 'beḳhud'
koī botal to nahīñ tum ne chhupā rakkhī hai
takiya haTta nahin pahlu se ye kya hai 'beKHud'
koi botal to nahin tum ne chhupa rakkhi hai
ye kyā hai mohabbat meñ to aisā nahīñ hotā
maiñ tujh se judā ho ke bhī tanhā nahīñ hotā
ye kya hai mohabbat mein to aisa nahin hota
main tujh se juda ho ke bhi tanha nahin hota
ये क्या है के हिंदी अर्थ
- ये क्या चीज़ है या क्या जगह है या क्या सूरत-ए-हाल है (उमूमन हैरत के मौक़ा पर मुस्तामल)
- ۔कलमा-ए-ताज्जुब१। आज ये क्या नई बात है।
- आज ये क्या नई बात है, ख़ैर तो है, ख़ैरीयत तो है, कोई अंदेशे की बात तो नहीं है (ख़िलाफ़ मामूल बात के होने पर मुस्तामल)
یہ کیا ہے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- یہ کیا چیز ہے یا کیا جگہ ہے یا کیا صورت حال ہے (عموماً حیرت کے موقع پر مستعمل)
- آج یہ کیا نئی بات ہے ، خیر تو ہے ، خیریت تو ہے ، کوئی اندیشے کی بات تو نہیں ہے (خلاف معمول بات کے ہونے پر مستعمل) ۔
- ۔کلمۂ تعجب۱۔ آج یہ کیا نئی بات ہے۔؎
Urdu meaning of ye kyaa hai
- Roman
- Urdu
- ye kyaa chiiz hai ya kyaa jagah hai ya kyaa suurat-e-haal hai (umuuman hairat ke mauqaa par mustaamal)
- aaj ye kyaa na.ii baat hai, Khair to hai, Khairiiyat to hai, ko.ii andeshe kii baat to nahii.n hai (Khilaaf maamuul baat ke hone par mustaamal)
- ۔kalmaa-e-taajjub१। aaj ye kyaa na.ii baat hai।
Related searched words
ye kyaa zubaan nikaalii hai
یہ بد زبانی اور لام و کاف کس سے سیکھے ہو یعنی گالیاں دینی اور بُرا کہنا مناسب نہیں ہے.
kuch lete ho, kahaa apnaa kaam kyaa hai, kuch dete ho, kahaa ye shararat bande ko nahii.n aatii
لینے کو تیار، دینے سے انکار
ye do din me.n kyaa maajraa ho gayaa
مختصر عرصے میں کسی بہت بڑی تبدیلی کے موقع پر کہتے ہیں، دنیا ہی بدل گئی
yaa ilaahii ye maajaraa kiyaa hai
انتہائی حیرت کے اظہار کے طور پر کہا جاتا ہے ، جب کسی معاملے میں خلاف توقع بات سننے یا دیکھنے میں آئے یا کوئی معاملہ سمجھ میں نہ آئے تو کہتے ہیں ۔
Showing search results for: English meaning of ye kya hai, English meaning of ye qya hai
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nisf
निस्फ़
.نِصف
half
[ Kamod raat ke pahle nisf pahar mein gaya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaahida
'अलाहिदा
.عَلاحِدَہ
separate, apart (from)
[ Bete ki khatir bahut se laundi-ghulam aur hathi-ghode, bagh aur pargane alahida kiye hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uruuj
'उरूज
.عُرُوج
success, rising
[ Akbar ke ahd mein Mughal khandan ki taraqqi apne uruj par thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maaliyaat
मालियात
.مالِیات
economics
[ Bhagatram ne MA ki degree hasil ki aur apne hi college mein maliyaat ka professor hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zavaal
ज़वाल
.زَوال
decline, wane, decay, fall
[ Angrez Hindustan mein Mughlon ke zawal ka zariya bane ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
orchard, garden
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHmiina
तख़मीना
.تَخْمِینَہ
appraisement, valuation, estimate, surmise, guess
[ Company ke munafe ka takhmina agle mali saal mein 15 fisad tak badhne ki tavaqqo hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izaafa
इज़ाफ़ा
.اِضافَہ
increase, augmentation
[ Barsat ke dinon mein nadiyon ki rawani mein izafa ho jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zuur
मा'ज़ूर
.مَعْذُور
(Metaphorically) helpless, powerless
[ Hamein maazoor aur laachaar logon ki madad karni chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG-paa
चराग़-पा
.چَراغ پا
the state of being angry or displease
[ Jab Hamza ne doston ki mahfil mein mazaq udaya, to Aadil Hamza ki bad-tamizi par chiragh-pa ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ye kyaa hai)
ye kyaa hai
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone