Search results
Saved words
Showing results for "yaar"
Meaning ofSee meaning yaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of yaar
Sher Examples
ham se koī ta.alluq-e-ḳhātir to hai use
vo yaar bā-vafā na sahī bevafā to hai
hum se koi talluq-e-KHatir to hai use
wo yar ba-wafa na sahi bewafa to hai
apne sab yaar kaam kar rahe haiñ
aur ham haiñ ki naam kar rahe haiñ
apne sab yar kaam kar rahe hain
aur hum hain ki nam kar rahe hain
ham ko yāroñ ne yaad bhī na rakhā
'jaun' yāroñ ke yaar the ham to
hum ko yaron ne yaad bhi na rakha
'jaun' yaron ke yar the hum to
यार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, प्रत्यय
-
पास बैठने-उठने वाला, साथ बैठने वाला, दोस्त, साथी, संगी
उदाहरण • बुरे वक़्तों में यार भी साथ छोड़ देते हैं
- मैं, हम, हम लोग (अपना उल्लेख करते हुए)
- सहायक, समर्थक
- प्रेमी, महबूब, सनम अर्थात प्रेमिका, सज्जन, प्यारा, मनमोहन
- स्त्री का मित्र, धगड़ा अर्थात वह जिसे किसी स्त्री ने बिना विवाह किये अपना पति बना लिया हो
- किसी घनिष्ठ मित्र से अथवा स्वयं से संबोधन का वाक्य
- चोरों और डाकुओं के गिरोह में से कोई एक
- अल्लाह ताला की ओर संकेत है, मालिक और स्वामी, रब, ख़ुदा, अल्लाह
- भगवान, राम
- (सूफ़ीवाद) विशेषताओं से परिचित होने को कहते हैं और कुछ विशेषताओं के साथ स्व से परिचित होने को और कुछ अना अर्थात स्व कहते हैं
- प्रत्यय के रूप में विशेषण, समास में प्रयुक्त साहब के रूप में, मालिक, आदेश देने वाला, जैसे: नगर का अधिकारी या मेयर, सौभाग्यशाली, समझदार
یار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، لاحقہ
-
دوست، ساتھی، سنگی، ہم صحبت، ہم نشین
مثال • برے وقتوں میں یار بھی ساتھ چھوڑ دیتے ہیں
- میں، ہم، ہم لوگ (اپنا ذکر کرتے ہوئے)
- مددگار، حمایتی
- معشوق، محبوب، صنم، سجن، پیارا، من موہن
- عورت کا آشنا، دھگڑا، عاشق
- کسی بے تکلف دوست سے نیز خود سے خطاب کا کلمہ
- چوروں اور ڈاکوؤں کے گروہ میں سے کوئی ایک
- اللہ تعالیٰ کی طرف اشارہ ہے، مالک و آقا، رب، خدا، اللہ
- بھگوان، رام
- (تصوف) تجلی صفات کو کہتے ہیں اور بعض ذات مع الصفات اور بعض انا کہتے ہیں
- بطور لاحقہ صفت مرکبات میں مستعمل بمعنی صاحب، مالک، فرماں روا، جیسے: شہریار، بختیار، ہوشیار
Urdu meaning of yaar
- Roman
- Urdu
- dost, saathii, sangii, hamsuhbat, ham nashiin
- men, ham, ham log (apnaa zikr karte hu.e
- madadgaar, himaayatii
- maashuuq, mahbuub, sanam, sajjan, pyaaraa, manmohan
- aurat ka aashnaa, dhag.Daa, aashiq
- kisii betakalluf dost se niiz Khud se Khitaab ka kalima
- choro.n aur Daakuu.o.n ke giroh me.n se ko.ii ek
- allaah taala kii taraf ishaaraa hai, maalik-o-aaqaa, rab, Khudaa, allaah
- bhagvaan, raam
- (tasavvuf) tajallii sifaat ko kahte hai.n aur baaaz zaat maa alasfaat aur baaaz anaa kahte hai.n
- bataur laahiqa sifat murakkabaat me.n mustaamal bamaanii saahib, maalik, farmaanrvaa, jaiseh shahryaar, buKhtiyaar, hoshyaar
Idioms of yaar
Rhyming words of yaar
Showing search results for: English meaning of yar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (yaar)
yaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone