Search results
Saved words
Showing results for "vaalii"
Meaning ofSee meaning vaalii in English, Hindi & Urdu
English meaning of vaalii
Sher Examples
andar kī duniyā se rabt baḌhāo 'ānis'
bāhar khulne vaalī khiḌkī band paḌī hai
andar ki duniya se rabt baDhao 'anis'
bahar khulne wali khiDki band paDi hai
vatan kī fikr kar nādāñ musībat aane vaalī hai
tirī barbādiyoñ ke mashvare haiñ āsmānoñ meñ
watan ki fikr kar nadan musibat aane wali hai
teri barbaadiyon ke mashware hain aasmanon mein
aane vaalī nasleñ tum par faḳhr kareñgī ham-asro
jab bhī un ko dhyān aa.egā tum ne 'firāq' ko dekhā hai
aane wali naslen tum par faKHr karengi ham-asro
jab bhi un ko dhyan aaega tum ne 'firaq' ko dekha hai
raas aane lagī duniyā to kahā dil ne ki jā
ab tujhe dard kī daulat nahīñ milne vaalī
ras aane lagi duniya to kaha dil ne ki ja
ab tujhe dard ki daulat nahin milne wali
so jā.iye huzūr ki ab raat ho ga.ī
jo baat hone vaalī thī vo baat ho ga.ī
so jaiye huzur ki ab raat ho gai
jo baat hone wali thi wo baat ho gai
वाली के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- सुग्रीव का बड़ा भाई एक वानर
- मित्र, दोस्त, शासक, हाकिम ।।
والی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- آقا ، مالک ، سرتاج نیز بادشاہ ؛ مراد : خداوند تعالیٰ
- والا (رک) کی تانیث ، نسبت رکھنے والی عورت یا لڑکی ، عورت جسے تعلق ہو ۔
- حاکم ، اولی الامر ، حکم دینے والا ؛ فرماں روا : امیر ، حکمراں ۔
- کسی گروہ کا سردار ، سرغنہ ، کسی خاندان کا سربراہ ۔
- مدینے کا حاکم (نوراللغات) ۔
- ترکی کا حاکم (اخباری لغات) ۔
- دوست ، حمایتی ، مددگار ؛ محب ، عزیز
- محافظ ، نگہبان ، نگراں ۔
- (کنا یۃ ً) بڑا افسر ، منتظم اعلیٰ ، مہتمم خاص ۔
- گورنر ، صوبے دار ، حاکم صوبہ دور کے صوبوں میں متعدد صحابہ گورنر اور والی بناکر بھیج دیے گئے تھے
- رشتہ دار ، مربی ، سرپرست ، ولی ۔
- (تصوف) اﷲ تعالیٰ کے قرب کا درجہ حاصل کرنے والا ، وہ شخص جس کو مرتبہء تمکین حاصل ہوگیا ہو
Urdu meaning of vaalii
- Roman
- Urdu
- aaqaa, maalik, sartaaj niiz baadashaah ; muraad ha Khudaavand taala
- vaala (ruk) kii taaniis, nisbat rakhne vaalii aurat ya la.Dkii, aurat jise taalluq ho
- haakim, u.ulaa alaamar, hukm dene vaala ; farmaanrvaa ha amiir, hukmaraa.n
- kisii giroh ka sardaar, saraGnaa, kisii Khaandaan ka sarabraah
- madiine ka haakim (nuur alalGaat)
- turkii ka haakim (aKhbaarii lagaat)
- dost, himaayatii, madadgaar ; muhib, aziiz
- muhaafiz, nigahbaan, nigaraa.n
- (kannaa yan) ba.Daa afsar, muntazim aalaa, muhtamim Khaas
- gavarnar, suubedaar, haakim suuba daur ke suubo.n me.n mutaddid sahaaba gavarnar aur vaalii banaakar bhej di.e ge the
- rishtedaar, murabbii, saraprast, valii
- (tasavvuf) allaah taala ke qurab ka darja haasil karne vaala, vo shaKhs jis ko martaba-e- tamkiin haasil hogyaa ho
Rhyming words of vaalii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of vaalee, English meaning of vaali
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (vaalii)
vaalii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone