Search results
Saved words
Showing results for "ThaaT"
Meaning ofSee meaning ThaaT in English, Hindi & Urdu
English meaning of ThaaT
Noun, Masculine
- splendour, magnificence, decoration, pomp, elegance
- fashion, mould
- style, attitude
- any one of the seven families of ragas of Pakistani and Indian classical music
- framework on which the roof of a house is thatched
- requisites, effects, goods
- money, riches, luxury
Sher Examples
gar lāTrī uTh jaa.e to kyā ThaaT se guzre
ye ḳhvāb hai andhoñ kā jo puurā nahīñ hotā
gar laTri uTh jae to kya ThaT se guzre
ye KHwab hai andhon ka jo pura nahin hota
dīvāna-e-gul qaidi-e-zanjīr haiñ aur tum
kyā ThaaT se gulshan kī havā khaa.e chalo ho
diwana-e-gul qaidi-e-zanjir hain aur tum
kya ThaT se gulshan ki hawa khae chalo ho
aadmī to faqīr hī sā hai
ThaaT haiñ 'shād' ke magar shāhī
aadmi to faqir hi sa hai
ThaT hain 'shad' ke magar shahi
ठाट के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ठाठ
- ऐश, आराम, भड़क, तौर तरीक़ा
- सजधज, शान
- रोक या रक्षा के काम आने वाला बाँस का ढाँचा
- सितार का तार
ٹھاٹ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بانس وغیرہ کا چوکھٹا، ڈھانچا، ٹھاٹھر جس کو منڈھ کر چھت یا چھپر یا دیوار بنائی جائے
- طور طریق، ناز و انداز، سج دھج
- ڈھنگ، طریقہ
- آرائش، زیب و زینت، شان وشکوہ
- (سپاہ گری) لکڑی پھین٘کنے والوں کا لکڑی پھین٘کتے وقت ایک خاص وضع سے کھڑا ہونا، پین٘ترا، مقابلے کے وقت حریف کے سامنے کھڑے ہونے کا اُستادان فن کا مقرر کیا ہوا ڈھنگ، ٹھاٹ کا عام طریقہ یہ ہے کہ بایاں پیر آگے بڑھا کر تھوڑا خم دیتے ہیں اور اسی پر جسم کا وزن تول کر سینہ سپر تلوار یا لکڑی کندھے پر تانے ہوے حریف پر وار کرنے کی گھات میں کھڑے ہوتے ہیں
- جلوس، سامان سواری، دھوم دھام
- کبوتروں کا خوشی میں پر جھڑ جھڑانا، مرغ کا پر جھاڑ کر اذاں دینا
- وہ انداز جو مرغ کا مرغ سے لڑنے کو بڑھتے وقت ہوتا ہے
- ستار سارنگی وغیرہ کی کھون٘ٹی درست کرکے اس کی آواز کا اتار چڑھاو ٹھیک کرنا، لے، دھن، طرز، گانے کا انداز
- مشترک سروں کی اساس پر راگوں کی درجہ بندی
- اسباب، لوازم خصوصی
- (مجازاً) مال و متاع، پون٘جی، دھن دولت، جائداد، ساز و سامان
- تدبیر، انتظام
- مفصل بیان، منظر وغیرہ
Urdu meaning of ThaaT
- Roman
- Urdu
- baans vaGaira ka chaukhaTaa, Dhaanchaa, ThaaThar jis ko munDh kar chhat ya chhappar ya diivaar banaa.ii jaaye
- taur tariiq, naaz-o-andaaz, saj dhaj
- Dhang, tariiqa
- aaraa.ish, jeb-o-ziinat, shaan vashkoh
- (sipaah girii) lakk.Dii phenkne vaalo.n ka lakk.Dii phenkte vaqt ek Khaas vazaa se kha.Daa honaa, paintraa, muqaable ke vaqt hariif ke saamne kha.De hone ka ustaadaan fan ka muqarrar kyaa hu.a Dhang, ThaaT ka aam tariiqa ye hai ki baayaa.n pair aage ba.Dhaa kar tho.Daa Kham dete hai.n aur isii par jism ka vazan tuul kar siinaa supar talvaar ya lakk.Dii kandhe par taane ho.ii hariif par vaar karne kii ghaat me.n kha.De hote hai.n
- jaluus, saamaan savaarii, dhuum dhaam
- kabuutro.n ka Khushii me.n par jha.D jha.Daanaa, murG ka par jhaa.Dkar azaa.n denaa
- vo andaaz jo murG ka murG se la.Dne ko ba.Dhte vaqt hotaa hai
- sitaar saarangii vaGaira kii khuunTii darust karke us kii aavaaz ka utaar cha.Dhaav Thiik karnaa, le, dhan, tarz, gaane ka andaaz
- mushtark suro.n kii asaas par raago.n kii darja bandii
- asbaab, lavaazam Khusuusii
- (majaazan) maal-o-mataa, puunjii, dhan daulat, jaayadaad, saaz-o-saamaan
- tadbiir, intizaam
- mufassil byaan, manzar vaGaira
Rhyming words of ThaaT
Compound words of ThaaT
Related searched words
Showing search results for: English meaning of that
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ThaaT)
ThaaT
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone