Search results
Saved words
Showing results for "tavakkul"
Meaning ofSee meaning tavakkul in English, Hindi & Urdu
English meaning of tavakkul
Sher Examples
ḳhudā āḳhir karegā ḳhush mirā dil
mujhe apne tavakkul kī qasam hai
KHuda aaKHir karega KHush mera dil
mujhe apne tawakkul ki qasam hai
mard-e-darvesh huuñ takiya hai tavakkul merā
ḳharch har roz hai yaañ āmad-e-bālā.ī kā
mard-e-darwesh hun takiya hai tawakkul mera
KHarch har roz hai yan aamad-e-baalai ka
तवक्कुल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- सांसारिक साधनों का भरोसा हटा- कर सारे काम ईश्वर की मर्जी पर छोड़ देना
تَوَکُّل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کوشش و عمل کے ساتھ اللہ تعالی پر بھروسا کرنا، اسباب ظاہری کے ساتھ خدا کی طرف متوجہ ہونا اور اسے کارساز حقیقی گر داننا، اپنی تدابیر اور مساعی کے نتیجے کو خدا کی کارسازی کے حوالے کر دینا
- (تصوف) مقامات پنچ گانہ میں سے ایک مقام جس سے مراد ہی ہے کہ سوائے حق کے کسی اور کے ساتھ مشغول نہ ہونا اور خود کو فانی اور حق کو باقی جاننا
- بلا دوڑ دھوپ کے جو کچھ مل جائے اس پر ہی گزارہ کرنا، قناعت، ساز و سامان یا معاش سے بے پروائی
- تسلیم و رضا، فرماں برداری
- اپنا کام دوسرں پر چھوڑ دینا، اعتماد کرنا
- نفس مطمئنہ
Urdu meaning of tavakkul
- Roman
- Urdu
- koshish-o-amal ke saath allaah taalii par bharosaa karnaa, asbaab zaahirii ke saath Khudaa kii taraf mutvajjaa honaa aur use kaarasaaz haqiiqii gir daannaa, apnii tadaabiir aur masaa.ii ke natiije ko Khudaa kii kaarsaazii ke havaale kar denaa
- (tasavvuf) muqaamaat panch gaanaa me.n se ek muqaam jis se muraad hii hai ki sivaa.e haq ke kisii aur ke saath mashGuul na honaa aur Khud ko faanii aur haq ko baaqii jaannaa
- bala dau.D dhuup ke jo kuchh mil jaaye is par hii guzaaraa karnaa, qanaaat, saaz-o-saamaan ya ma.aash se beparvaa.ii
- tasliim-o-razaa, farmaambardaarii
- apnaa kaam dosara.n par chho.D denaa, etimaad karnaa
- nafas-e-mutaminnaa
Synonyms of tavakkul
Antonyms of tavakkul
Compound words of tavakkul
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tavaqqul, English meaning of tawakkul
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mansuuba
मंसूबा
.مَنصُوبَہ
plan, design, scheme, project
[ Hukumat ne ek panch formulayi mansuba shuru kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam
पैग़ाम
.پَیغام
message, mission, news
[ Tez-raftar paigham bhejne ke liye nihayat jadid aalaat (equipment) ka intizam kiya gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltijaa
इल्तिजा
.اِلْتِجا
appeal, request
[ Mohammad ne apne ustaad se iltija ki vo use thoda aur waqt dein taki vo imtihan ki taiyari kar sake ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nafrat
नफ़रत
.نَفرَت
disgust, loathing
[ Chhipkali ek bad-surat janwar hai jisko dekh kar nafrat hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
justujuu
जुस्तुजू
.جُسْتُجُو
searching, seeking
[ Nau-khez doshiza ke liye laayeq ladke ki justuju chal rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-KHez
नौ-ख़ेज़
.نَوْ خیْز
the new, fresh, of the present
[ Ummid qawi hai ki aap is shaaer-e-naukhez ki mehnat ki daad aur liyaqat ka sila denge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sho'bada
शो'बदा
.شُعْبَدَہ
juggling act, conjuring trick
[ Rakshas log bhi shobada-baaz hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
doshiiza
दोशीज़ा
.دوشِیزَہ
beautiful girl, gorgeous girl
[ Jab dusare sanduq ko khola to us mein se ek doshiza jadu-jamal pari-tamsal nikli ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imaarat
इमारत
.اِمارَت
wealth, richness, wealthiness
[ Agar apki imarat dusron ki madad ke kaam ati hai to ye apki sab se badi kamyabi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein itana masla rahta hai ki ghar jate hue bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tavakkul)
tavakkul
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone