Search results
Saved words
Showing results for "sharm"
Meaning ofSee meaning sharm in English, Hindi & Urdu
English meaning of sharm
Noun, Feminine
- shame, bashfulness, modesty
-
honour, esteem, reputation
Example • Naukar jo ye jane ki mujhe khawind pahachanta hai to use kam mein sharm aati hai
- exertion, effort, painstaking, labour, toil, industry
- consideration
- shyness, hesitation
- fatigue, weariness
- chastity
Sher Examples
mohabbat ek pākīza amal hai is liye shāyad
simaT kar sharm saarī ek bose meñ chalī aa.ī
mohabbat ek pakiza amal hai is liye shayad
simaT kar sharm sari ek bose mein chali aai
hameñ hai shauq ki be-parda tum ko dekheñge
tumheñ hai sharm to āñkhoñ pe haath dhar lenā
hamein hai shauq ki be-parda tum ko dekhenge
tumhein hai sharm to aankhon pe hath dhar lena
vo merā dost hai saare jahāñ ko hai ma.alūm
daġhā kare vo kisī se to sharm aa.e mujhe
wo mera dost hai sare jahan ko hai malum
dagha kare wo kisi se to sharm aae mujhe
शर्म के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- वह पश्चात्ताप जो कृपा या दया के ख़िलाफ़ बात या अपनी किसी कमी या अपराध इत्यादि पर महसूस हो (विशेषतः किसी की दृष्टि में लज्जित होने के विचार से), लाज, आत्म सम्मान, लज्जित होने का भाव
-
वह हिचकिचाहट या संकोच जो किसी नए व्यक्ति से या प्रेमिका से आँखें चार करने या बातचीत करने में महसूस हो, लज्जा, शर्म, झिझक
उदाहरण • नौकर जो ये जाने कि मुझे ख़ाविंद पहचानता है तो उसे काम में शर्म आती है
- इज़्ज़त, भरम
- आदर एवं सम्मान, ख़याल, मुरव्वत
- इस्मत
شَرْم کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- وہ ندامت جو خلاف مروت بات یا اپنی کسی کوتاہی یا جرم وغیرہ پر محسوس ہو (خصوصاً کسی نگاہوں میں ذلیل ہونے کے خیال سے)، خجالت، غیرت، انفعال
-
وہ ہچکچاہٹ یا تکلف جو کسی نئے شخص سے یا محبوب سے آنکھیں چار کرنے یا کلام کرنے میں محسوس ہو، حیا، حجاب، جھجک
مثال • نوکرجو یہ جانے کہ مجھے خاوند پہچانتا ہے تو اسے کام میں شرم ہوتی ہے
- عزت، بھرم
- پاس و لحاظ، خیال، مروّت
- عصمت
Urdu meaning of sharm
Roman
- vo nadaamat jo Khilaaf muravvat baat ya apnii kisii kotaahii ya jurm vaGaira par mahsuus ho (Khusuusan kisii nigaaho.n me.n zaliil hone ke Khyaal se), Khajaalat, Gairat, infi.aal
- vo hichkichaahaT ya takalluf jo kisii ne shaKhs se ya mahbuub se aa.nkhe.n chaar karne ya kalaam karne me.n mahsuus ho, hayaa, hijaab, jhijak
- izzat, bhram
- paas-o-lihaaz, Khyaal, mar vitt
- ismat
Idioms of sharm
Rhyming words of sharm
Compound words of sharm
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (sharm)
sharm
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone