Search results
Saved words
Showing results for "sardaar"
Meaning ofSee meaning sardaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of sardaar
Sher Examples
kyā qayāmat hai ki duniyā use sardār kahe
jis kā andāz-e-suḳhan bhī ho gadāoñ jaisā
kya qayamat hai ki duniya use sardar kahe
jis ka andaz-e-suKHan bhi ho gadaon jaisa
jurm ye hai ki in andhoñ meñ huuñ āñkhoñ vaalā
aur sazā ye hai ki sardār samajhte haiñ mujhe
jurm ye hai ki in andhon mein hun aankhon wala
aur saza ye hai ki sardar samajhte hain mujhe
qabīle vāloñ ke dil joḌiye mire sardār
saroñ ko kaaT ke sardāriyāñ nahīñ chaltīñ
qabile walon ke dil joDiye mere sardar
saron ko kaT ke sardariyan nahin chaltin
सरदार के हिंदी अर्थ
سَردار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کسی جماعت کا قائد، سرگروہ، سرغنہ، افسر، حاکم، امیر
- سکھ پیروکاروں کا خطاب
Urdu meaning of sardaar
- Roman
- Urdu
- kisii jamaat ka qaa.id, sar giroh, saraGnaa, afsar, haakim, amiir
Synonyms of sardaar
Antonyms of sardaar
Rhyming words of sardaar
Showing search results for: English meaning of sardar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hidaayat
हिदायत
.ہِدایَت
guidance, direction
[ Chaprasi hakim ke zariye hidayat-shuda kamon ko badi tezi ze nipta raha hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabliiG
तबलीग़
.تَبْلِیغ
to propagate, broadcast
[ Beshtar mazhabi jamaa'aten mazhab ki tabligh mein lagi rahti hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
beshtar
बेशतर
.بیشتَر
mostly, for the most part
[ Sailab ke wajah se Purvanchal ka beshtar hissa pani mein doob gaya ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashtii
कश्ती
.کَشْتی
boat, ark, canoe
[ Hukm ki der thi ki maujon ka ek aisa thapeda aaya ki kashti tukde-tukde ho gayi ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ishtihaar
इश्तिहार
.اِشْتِہار
notification, advertisement
[ Aaj ka akhbar ishtiharat se bhara hua hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muuzii
मूज़ी
.مُوْذی
deadly, poisonous
[ Sirf sher aur saanp hi Hind ke muziyon mein se nahin hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maktuub
मक्तूब
.مَکْتُوب
a letter, an epistle
[ Naye faujdari qwanin ke nafaz ke liye wazarat-e-dakhla ne riyasaton ko maktub likhe ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruu-poshii
रू-पोशी
.رُو پوشی
hiding
[ Khvaja Muhiuddin apni ruposhi tark kar ke manzar-e-aam par aa gaye ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paziiraa.ii
पज़ीराई
.پَذِیرائی
welcome, reception, ovation
[ Urdu se mohabbat aur Jashn-e-Rekhta ke liye Sanjive Saraf Sahab ki Urdu halqa mein badi paziraai hoti hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iztiraab
इज़्तिराब
.اِضْطِراب
mental unease, trouble
[ Iztirab ki kaifiyat mein dhyan qabu mein nahin rahta ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (sardaar)
sardaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone