Search results
Saved words
Showing results for "saraasar"
Meaning ofSee meaning saraasar in English, Hindi & Urdu
English meaning of saraasar
Adverb
-
from end to end, from beginning to end, all, the whole, wholly, entirely, throughout, out and out
Example • Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai
Sher Examples
ai chashm jo ye ashk tū bhar laa.ī hai kam-baḳht
is meñ to sarāsar mirī rusvā.ī hai kam-baḳht
ai chashm jo ye ashk tu bhar lai hai kam-baKHt
is mein to sarasar meri ruswai hai kam-baKHt
tire gītoñ kā matlab aur hai kuchh
hamārā dhun sarāsar muḳhtalif hai
tere giton ka matlab aur hai kuchh
hamara dhun sarasar muKHtalif hai
ruuh kī gahrā.iyoñ meñ Duub kar dekhā karo
ek dhokā hai nazar kā ye sarāsar sāmne
ruh ki gahraiyon mein Dub kar dekha karo
ek dhoka hai nazar ka ye sarasar samne
aarzū lutf talab ishq sarāsar nākām
mubtalā zindagi-e-dil inhīñ auhām meñ hai
aarzu lutf talab ishq sarasar nakaam
mubtala zindagi-e-dil inhin auham mein hai
ham jo kahte haiñ sarāsar hai ġhalat
sab bajā aap jo farmā.iyegā
hum jo kahte hain sarasar hai ghalat
sab baja aap jo farmaiyega
सरासर के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण
-
इस सिरे से उस सिरे तक, कुलीन, बिलकुल, सारे का सारा
उदाहरण • ग़ल्ती सरासर उसकी थी जो अदालत में मुद्दई बना हुआ है
- (हिंदू) देवता, भूत-प्रेत
سَراسَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق
-
اس سرے سے اس سِرے تک، کلیتہً، بالکل، تمام کا تمام
مثال • غلطی سراسر اس کی تھی جو عدالت میں مدعی بنا ہوا ہے
- (ہندو) دیوتا، بھوت پریت
Urdu meaning of saraasar
- Roman
- Urdu
- is sire se is sire tak, kulliytan, bilkul, tamaam ka tamaam
- (hinduu) devtaa, bhuut priit
Synonyms of saraasar
Related searched words
saraasar
from end to end, from beginning to end, all, the whole, wholly, entirely, throughout, out and out
saraasarii
سونے یا چاندی کے پُھول یا سِکّے، جو بطور جھالر، دامن یا پلّو کے کور پر ٹان٘کے جاتے ہیں، زری جھالر
khare se khoTaa aise ko saraasar TuuTaa
بد نیّت کے کام میں کبھی برکت نہیں ہوتی ، جو شخص نیک سے بدی کرے وہ نقصان اُٹھاتا ہے.
Showing search results for: English meaning of sarasar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahaafii
सहाफ़ी
.صَحافی
journalist
[ Mualana Mohammad Ali Jauhar ek mahir siyasat-daan aur sahafi the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaGbaan
बाग़बान
.باغْبان
gardener, horticulturist
[ Daftar ke ahata mein phul-paudhon ki dekh-rekh ke liye baghban ki zarurat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarannum
तरन्नुम
.تَرَنُّم
words uttered in a musical tune, modulation, rhythm
[ Tarannum ke sath ghazlon ke padhne se ghazlon mein khubsurti aur nikhar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aamalaat
मु'आमलात
.مُعامَلات
business, commerce, traffic, domains
[ Zaid ne Aslam se kaha main ghar ke zaroori muaamlat nipata kar tumhare sath chalta hun ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHraajaat
इख़राजात
.اِخْراجات
expenses, disbursements, costs, charges
[ tankhwah mein se gharelu ikhrajat ki raqam nikalne ke baad bachta hi kya hai jo ham ghar kharid saken ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
filhaal
फ़िलहाल
.فِی الْحال
presently, now, at the moment
[ Filhal mashriq-e-vusta ke halat achche nahin hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaGaaz
आग़ाज़
.آغاز
beginning, commencement, start
[ Zyadatar log apne kamon ka aaghaz mubarak dinon mein hi krna pasand karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqqaasa
रक़्क़ासा
.رَقّاصَہ
female dancer
[ Raqqasa ne raqs shuru karne se pahle musiqar ko taal ki miqdar bataai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musannif
मुसन्निफ़
.مُصَنِّف
author, writer, composer
[ Maulana Abul Kalam Azad ek mash.hoor musannif the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat-daa.n
सियासत-दाँ
.سیاست داں
politician, statesman
[ Ek achcha siyasatdaan avaam ki bhailayi ke bare mein sochta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (saraasar)
saraasar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone