Search results
Saved words
Showing results for "saKHt"
Meaning ofSee meaning saKHt in English, Hindi & Urdu
English meaning of saKHt
Adjective
- hard, firm, solid, difficult, harsh, severe, staunch, very loyal and committed, not lenient, strict, rigid, strong, tight, very, much
Adverb
- severely, extremely, violently, intensely
Sher Examples
saḳht kāfir thā jin ne pahle 'mīr'
maz.hab-e-ishq iḳhtiyār kiyā
saKHt kafir tha jin ne pahle 'mir'
mazhab-e-ishq iKHtiyar kiya
ye kah rahī hai ishāroñ meñ gardish-e-gardūñ
ki jald ham koī saḳht inqalāb dekheñge
ye kah rahi hai ishaaron mein gardish-e-gardun
ki jald hum koi saKHt inqalab dekhenge
ye vafā kī saḳht rāheñ ye tumhāre paañv nāzuk
na lo intiqām mujh se mire saath saath chal ke
ye wafa ki saKHt rahen ye tumhaare panw nazuk
na lo intiqam mujh se mere sath sath chal ke
सख़्त के हिंदी अर्थ
विशेषण
- कठोर। कड़ा। जैसे-पत्थर की तरह सख्त।
- कठोर; कड़ा
- कड़ा, कठोर, पक्का, ठोस
- पक्का; दृढ़
- दृढ़। पक्का।
- तीक्ष्ण; तीखा; तेज़
- कठिन; मुश्किल; भारी
- कठोर, कड़ा, अत्यधिक, बहुत ज़ियादः, तीव्र, प्रचंड, तेज़, दुःशील, बेमुरव्वत, निर्दय, बेरहम दुष्कर, मुश्किल, कठिन, बहुत बड़ा।
- ी या कड़ाई करने वाला (व्यक्ति)
- कठोर हृदय; निर्मम।
سَخْت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- بخیل ، کنجوس.
- بد مِزاج ، تُند خُو ، اکھڑ ، سنگدل.
- بہت ، نہایت ، از حد.
- تیز ، شدید ، زور دار.
- جس میں کیفیت کے اعتبار سے زیادتی پائی جائے ، شدید.
- جس کے مادّے یا بناوٹ میں بہت صلابت اور گٹھاؤ پایا جائے اور جس کا دبانے سے دبنا ، موڑنے سے مُڑنا اور توڑنے سے ٹوٹنا محال یا مشکل ہو ، کڑا ، ٹھوس، کرخت.
- گراں ، بھاری ، سنگین.
- گراں گُزرنے والا ، ناگوار ، دُرشت.
- مُشکل ، کٹھن ، دُشوار ، صعب.
- مضبوط ، محکم ، پکّا.
- . (کسی خصوصیت میں) پکّا ، کٹّر ، بہت بڑا.
- فعل کی تاکید کے لئے مُستعمل ، بَشِدّت ، بکثرت بزور ، درشتی سے ، بغایت.
Urdu meaning of saKHt
- Roman
- Urdu
- baKhiil, kanjuus
- badamizaaj, tunad Khuu.o, ukha.D, sangdil
- bahut, nihaayat, az had
- tez, shadiid, zordaar
- jis me.n kaifiiyat ke etbaar se zyaadtii paa.ii jaaye, shadiid
- jis ke maadde ya banaavaT me.n bahut sulah but aur gaThaa.o paaya jaaye aur jis ka dabaane se dabnaa, mo.Dne se mu.Dnaa aur to.Dne se TuuTnaa muhaal ya mushkil ho, ka.Daa, Thos, karKhat
- giraa.n, bhaarii, sangiin
- giraa.n guzarne vaala, naagavaar, durshat
- mushkal, kaThin, dushvaar, saab
- mazbuut, muhkam, pakka
- . (kisii Khusuusiiyat men) pakka, kaTTar, bahut ba.Daa
- pheal kii taakiid ke li.e mustaamal, bashiddat, bakasrat buzuur, durushtii se, baGaa.et
Synonyms of saKHt
See AllAntonyms of saKHt
Idioms of saKHt
Rhyming words of saKHt
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (saKHt)
saKHt
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone