Search results
Saved words
Showing results for "sabr"
Meaning ofSee meaning sabr in English, Hindi & Urdu
English meaning of sabr
Noun, Masculine
- patience, endurance, forbearance, sufferance, submission to the will of God, resignation to one's fate
Sher Examples
us galī ne ye sun ke sabr kiyā
jaane vaale yahāñ ke the hī nahīñ
us gali ne ye sun ke sabr kiya
jaane wale yahan ke the hi nahin
vo mujh ko chhoḌ ke jis aadmī ke paas gayā
barābarī kā bhī hotā to sabr aa jaatā
wo mujh ko chhoD ke jis aadmi ke pas gaya
barabari ka bhi hota to sabr aa jata
kyuuñ hijr ke shikve kartā hai kyuuñ dard ke rone rotā hai
ab ishq kiyā to sabr bhī kar is meñ to yahī kuchh hotā hai
kyun hijr ke shikwe karta hai kyun dard ke rone rota hai
ab ishq kiya to sabr bhi kar is mein to yahi kuchh hota hai
judā.iyoñ ke zaḳhm dard-e-zindagī ne bhar diye
tujhe bhī niiñd aa ga.ī mujhe bhī sabr aa gayā
judaiyon ke zaKHm dard-e-zindagi ne bhar diye
tujhe bhi nind aa gai mujhe bhi sabr aa gaya
agarche roz mirā sabr āzmātā hai
magar ye dariyā mujhe tairnā sikhātā hai
agarche roz mera sabr aazmata hai
magar ye dariya mujhe tairna sikhata hai
सब्र के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- किसी आघात, घटना या कष्ट का ख़ामोशी से सहन कर लेना, संकट के समय शिकवा या विलाप करने से बचे रहना, विपत्तियों या मुश्किलों में सब्र एवं धैर्य से काम लेना, सहनशीलता, धीरज, सहिष्णुता
- सब्र
- स्वभाव की कोमलता, विनम्रता
- अंतराल, विलंब, जल्दी करने से बचना
- नफ़्स अर्थात इच्छा को रोकना
- क़नाअत, इकतिफ़ा
- क़रार, चैन, सुकून, इतमीनान
- किसी सदमे, हादिसे या तकलीफ़ का ख़ामोशी से बर्दाश्त कर लेना, मुसीबत के वक़्त शिकवा या नाला-ओ-फ़र्याद करने से बाज़ रहना, मसाइब या मुश्किलात में ज़बत-ओ-तहम्मुल से काम लेना, बर्दाश्त, तहम्मुल, शकेबाई
- (सूफ़ीवाद) इच्छा और वास्तविक प्रेमी अर्थात ईश्वर के प्रेम में डटे और जमे रहना और उसकी आय और मेहनत उठाना और खिन्न न होना
- तोकुल, भरोसा
-
धैर्य, धीरज़, सबूरी, एलुआ, इस अर्थ में ‘सिब्र' और 'सबिर' भी है
विशेष • 'उसारा= किसी पेड़ के पत्तों आदि का कुचल कर निकाला हुआ रस जो धूप या आग में जमा लिया जाता है • ऐल्वा= ऐलोविरा के गूदे का जमाया हुआ रस जिसका मज़ा अत्यधिक कड़वा होता है (सामान्यतः पर दवाओं में प्रयोग), धैर्य, सब्र • घीकुवार= ग्वारपाठा, एक औषधीय पौधे के रूप में विख्यात है, इसकी उत्पत्ति संभवतः उत्तरी अफ़्रीक़ा में हुई है
صبر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کسی صدمے، حادثے یا تکلیف کا خاموشی سے برداشت کر لینا، مصیبت کے وقت شکوہ یا نالہ و فریاد کرنے سے باز رہنا، مصائب یا مشکلات میں ضبط و تحمّل سے کام لینا، برداشت، تحمل، شکیبائی
- قرار، چین، سکون، اطمینان
- حلم، بردباری
- توقف، تامّل، جلدی کرنے سے گریز
- نفس کو روکنا
- قناعت، اکتفا
- توکل، بھروسہ
- قدیم عرب میں سزا کا ایک طریقہ جس کی صورت یہ ہوتی تھی کہ آدمی کو کسی کوٹھڑی میں قید کر کے اس کا کھانا پانی بند کردیتے تھے یہاں تک کہ وہ تڑپ تڑپ کر مر جاتا تھا
- (تصوّف) طلب اور محبت معشوق حقیقی میں ثابت قدم رہنا اور اس کی یافت اور محنت اٹھانا اور نالاں نہ ہونا
- وبال، آفت، عذاب (جو کسی ظلم وغیرہ کی پاداش میں خدا کی طرف سے نازل ہو)
- ایلوا، گھیکوار کا عصارہ
Urdu meaning of sabr
- Roman
- Urdu
- kisii sadme, haadise ya takliif ka Khaamoshii se bardaasht kar lenaa, musiibat ke vaqt shikva ya naalaa-o-faryaad karne se baaz rahnaa, masaa.ib ya mushkilaat me.n zabat-o-tahammul se kaam lenaa, bardaasht, tahammul, shakebaa.ii
- qaraar, chain, sukuun, itmiinaan
- hulum, burdbaarii
- tavakkuf, taammul, jaldii karne se gurez
- nafas ko roknaa
- qanaaat, ikatifaa
- tavakkul, bharosaa
- qadiim arab me.n sazaa ka ek tariiqa jis kii suurat ye hotii thii ki aadamii ko kisii koTh.Dii me.n qaid kar ke is ka khaanaa paanii band kardete the yahaa.n tak ki vo ta.Dap ta.Dap kar mar jaataa tha
- (tasavvuph) talab aur muhabbat maashuuqe haqiiqii me.n saabit qadam rahnaa aur is kii yaaft aur mehnat uThaanaa aur naalaa.n na honaa
- vabaal, aafat, azaab (jo kisii zulam vaGaira kii paadaash me.n Khudaa kii taraf se naazil ho
- alvaa, ghiikvaar ka usaaraa
Idioms of sabr
Rhyming words of sabr
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mulaazim
मुलाज़िम
.مُلازِم
servant, attendant, assiduous, diligent
[ Khalid ek auto company mein mulazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-'unvaanii
बद-'उनवानी
.بَد عُنْوانی
corruption, malpractice
[ Aajkal har mahkame mein kuchh na kuchh bad-unvani ho rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaabaash
शाबाश
.شاباش
shabash! bravo! well done! excellent!
[ Shabash, bete tumne itna achchha match khela ki aaj ji khush kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashyaa-e-KHurdanii
अश्या-ए-ख़ुर्दनी
.اَشْیائے خُورْدَنی
eatables, food stuff, provisions
[ Gaon ki ba-nisbat (in comparison) shahron mein ashya-e-khurdanii bahut mahangi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aubaash
औबाश
.اَوْباش
a bad character, dissolute fellow, profligate
[ Raju ka talluq to shareef gharane se tha lekin ghalat sohbat mein ghir ke wo aubash ho chuka hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pursish
पुर्सिश
.پُرْسِش
asking, inquiry, questioning
[ Kisi ki ghalti ke liye saza na sahi uske liye pursish to ki ja sakti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sabaahat
सबाहत
.صَباحَت
fair complexion, brightness of face
[ Kuch chehron par aisi sabahat hoti hai ki nazar jam kar rah jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tursh
तुर्श
.تُرْش
sour, acid, acidic, acrid, tart
[ Sabhi tursh chizon mein vitamin C maujood hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sabaa
सबा
.صَبا
the east wind, or an easterly wind
[ Baad-e-saba ke jhonke subh-savere khushgavar lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-baash
शब-बाश
.شَب بَاش
one who stays (somewhere) for a night
[ Raju apne ghar ke liye sirf shab-bash hai sara din avara-gardi karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (sabr)
sabr
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone