Search results
Saved words
Showing results for "rasad"
Meaning ofSee meaning rasad in English, Hindi & Urdu
English meaning of rasad
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
rok sakte ho to roko 'jāzil'
ye jo sāñsoñ kī rasad hai, had hai
rok sakte ho to roko 'jazil'
ye jo sanson ki rasad hai, had hai
yuuñ to ahbāb kī ta.adād ziyāda hai magar
itnī mushkil meñ rasad hai na madad hai had hai
yun to ahbab ki tadad ziyaada hai magar
itni mushkil mein rasad hai na madad hai had hai
chale gā kis tarah se kārobār-e-shauq is sūrat
rasad kuchh bhī nahīñ hai aur talabgārī ziyāda hai
chale ga kis tarah se karobar-e-shauq is surat
rasad kuchh bhi nahin hai aur talabgari ziyaada hai
रसद के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- आपूर्ति, भोजन, सेना के पास मौजूद खान पान का स्टाक
- सेना के लिए खाद्य सामग्री
- अनाज खाने का सामान
- राशन
- भत्ता
- अंश, हिस्सा, खाद्य सामग्री, खाने- पीने का सामान
- हिस्सा
विशेषण
- रस देनेवाला
- स्वादिष्ट
رَسَد کے اردو معانی
Roman
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- بان٘ٹ اور تقسیم کے اوسط سے حاصل شدہ مقدار (جو کسی کے حِصّے میں آئے) لائق اور مُناسب (مُطالق استحقاق)، حِصّہ، بہرہ، نصیب، بھاگ، سہام
- آمدنی، حاصل کمائی وغیرہ
- جنس، غلّہ نیز اس کا لگان وغیرہ (جو کاشتکار سے وصول کیا جائے)
- غلّہ کی پیداوار، درآمد، غلّہ کا ذخیرہ
- (لشکر یا قافلے کا) اناج، کھانے کا سامان اور دیگر ضروریات
- راشن، خوراک، بھتّا، راتب، وظیفہ وغیرہ (کسی بھی شخص وغیرہ کا)
- مویشیوں کا چارہ وغیرہ
- کسی شے کی اس تعداد یا مِقدار کی فراہمی جو بازارمیں فروخت ہوتی ہو، فراہمی، ترسیل
Urdu meaning of rasad
Roman
- baanT aur taqsiim ke ausat se haasil shuudaa miqdaar (jo kisii ke hisse me.n aa.e) laayaq aur munaasab (mutaalaq istihqaaq), hissaa, bahra, nasiib, bhaag, sahaam
- aamdanii, haasil kamaa.ii vaGaira
- jins, gala niiz is ka lagaan vaGaira (jo kaashtakaar se vasuul kiya jaaye
- gala kii paidaavaar, daraamad, gala ka zaKhiiraa
- (lashkar ya qaafile ka) anaaj, khaane ka saamaan aur diigar zaruuriiyaat
- raashan, Khuraak, bhatta, raatib, vaziifa vaGaira (kisii bhii shaKhs vaGaira ka
- maveshiiyo.n ka chaaraa vaGaira
- kisii shaiy kii is taadaad ya miqdaar kii faraahamii jo baazaarme.n faroKhat hotii ho, faraahamii, tarsiil
Synonyms of rasad
Proverbs of rasad
Rhyming words of rasad
Compound words of rasad
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (rasad)
rasad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone