Search results
Saved words
Showing results for "qila'"
Meaning ofSee meaning qila' in English, Hindi & Urdu
English meaning of qila'
Noun, Masculine, Singular
-
fort (Especially one on a mountain or an eminence), fortress, castle, citadel, fortification
Example • Lal-Qila ko dekhne har saal lakhon sayyah Delhi aate hain
- (Metaphorically) large building, strong and safe building
- (Chess)
- a kind of cracker
Sher Examples
qila īmān kā mazbūt ho to sar nahīñ hotā
ḳhudā se Darne vāloñ ko kisī kā Dar nahīñ hotā
qila iman ka mazbut ho to sar nahin hota
KHuda se Darne walon ko kisi ka Dar nahin hota
chāho agar amaan to hāzir hai merā dil
mazbūt hai ye qila darāḌoñ ke ba.ad bhī
chaho agar aman to hazir hai mera dil
mazbut hai ye qila daraDon ke baad bhi
kudūrat se bhare dil haiñ magar da.ave mohabbat ke
so aise buz-diloñ ke dil ko nafrat kā qila jaanā
kudurat se bhare dil hain magar dawe mohabbat ke
so aise buz-dilon ke dil ko nafrat ka qila jaana
क़िला' के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
-
वह बहुत बड़ी इमारत जो ऊँची दीवारों, गहरी खाइयों आदि से घिरी होती हैं और जिसमें प्राचीन काल तथा मध्य युग में सेनाएँ सुरक्षित रहकर रक्षात्मक युद्ध लड़ा करती थीं, दुर्ग, कोट, गढ़, क़िला
उदाहरण • लाल-क़िला को देखने हर साल लाखों सय्याह देहली आते हैं
- (लाक्षणिक) कोई बहुत बड़ी, मजबूत तथा सुरक्षित इमारत
- (शतरंज) शतरंज के बादशाह की पनाहगाह, चाल चलने वाला चंद मुहरे ख़ास ख़ानों पर रख कर बना लेते हैं जिसकी वजह से बादशाह को डर नहीं होता, घेरा
- एक किस्म की आतिशबाज़ी जिसमें पटाख़े होते हैं
قِلَعْہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر، واحد
-
وہ سنگین اور مضبوط و محفوظ عمارت جس میں بادشاہ اپنے خدم و حشم كے ساتھ رہتا ہے یا جس میں فوج رہتی ہے، كوٹلہ، حصار
مثال • لال قلعہ کو دیکھنے ہر سال لاکھوں سیاح دہلی آتے ہیں
- (مجازاً) اونچا اور بڑا مكان، محفوظ مقام
- (شطرنج) شطرنج كے بادشاہ كی پناہ گاہ جو شاطر چند مہرے خاص خانوں پر قائم كر كے بنا لیتے ہیں جس كی وجہ سے بادشاہ كو شہ نہیں پڑتی، حصار، گھیرا
- ایک قسم كی آتش بازی جس میں پٹاخے ہوتے ہیں
Urdu meaning of qila'
Roman
- vo sangiin aur mazbuut-o-mahfuuz imaarat jis me.n baadashaah apne Khadam-o-hasham ke saath rahtaa hai ya jis me.n fauj rahtii hai, koTlaa, hisaar; u.unchaa aur ba.Daa makaan
- (majaazan) u.unchaa aur ba.Daa makaan, mahfuuz muqaam
- (shatranj) shatranj ke baadashaah kii panaahagaah jo shaatir chand muhre Khaas Khaano.n par qaayam karke banaa lete hai.n jis kii vajah se baadashaah ko shahi nahii.n pa.Dtii
- ek kism kii aatishbaazii jis me.n pataaKhe hote hai.n
Compound words of qila'
Related searched words
qal'ii
a coating of tin given to cooking utensils, plating, gilding, silver coating, whitewash, varnish, gross
qalam
a kind of firework, crystal (as of salt), graft, scion, young shoot cut for grafting or planting, cutting of a tree or plant, engraving tool, long narrow bottle, long narrow piece of glass, painter's brush, pen, reed-pen, a writing tool, pen-knife, knife used for cutting glass, sword, sideburn, hair grown on temple
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of kila, English meaning of qila
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (qila')
qila'
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone