Search results
Saved words
Showing results for "qaanuun"
Meaning ofSee meaning qaanuun in English, Hindi & Urdu
English meaning of qaanuun
Noun, Masculine
-
rule, law, canon, ordinance, statute
Example • Qanoon ke paaband log hi samaaj ko ek nayi raah dikha sakte hain
- rituals, tradition, method
- name of Avicenna's treatise ‘canon’
- a kind of dulcimer, musical instrument with strings manually struck by hammers
- regulation, legislative act
- a species of dulcimer or harp
- Book of medicine by Sheikh Ibn Sina
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
na ye qānūn kaam aayā thā rāñjhe ke zarā sā bhī
usī ko bhaiñs miltī hai ho jis ke haath meñ lāThī
na ye qanun kaam aaya tha ranjhe ke zara sa bhi
usi ko bhains milti hai ho jis ke hath mein laThi
qānūn jaise kho chukā sadiyoñ kā e'timād
ab kaun dekhtā hai ḳhatā kā hai ruḳh kidhar
qanun jaise kho chuka sadiyon ka e'timad
ab kaun dekhta hai KHata ka hai ruKH kidhar
murattab kar gayā ik ishq kā qānūn duniyā meñ
vo dīvāne haiñ jo majnūñ ko dīvāna batāte haiñ
murattab kar gaya ek ishq ka qanun duniya mein
wo diwane hain jo majnun ko diwana batate hain
क़ानून के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- विधान, राजनियम, नियम, देश की न्याय प्रणाली, आईन
-
रीति, परम्परा, रिवाज, विधि, तरीक़ा
उदाहरण • क़ानून के पाबंद लोग ही समाज को एक नई राह दिखा सकते हैं
- बू-अली-सीना की औषधि पर आधारित पुस्तक का नाम
- (संगीत) सरोद के प्रकार का तेईस तारों का यंत्र जो बजाया जाता है
- सफ़ेद रंग का घोड़ा जिसके कान काले और सेली (पेट और सीने पर बालों की सीधी धारी) काली हो
قانُون کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ عام قواعد و ضوابط جن کا تعلق انسانوں کے افعال سے ہے اور جسے حکومت نافذ کرتی ہے
-
قاعدہ، دستور، ضابطہ
مثال • قانون کے پابند لوگ ہی سماج کو ایک نئی راہ دکھاسکتے ہیں
- سرود کی وضع کا تیئیس فولادی تاروں کا ساز جس کے کل تار تہ تالے میں بٹے ہوتے ہیں اور چوبی مہرک سے جس کو اصطلاحاً جو اور سُر گھوٹا بھی کہتے ہیں بجایا جاتا ہے یہ ابو نصر فارابی کی ایجاد ہے نیز پیانو باجہ
- سفید براق رنگ کا گھوڑا جس کے کان سیاہ اور سیلی کالی ہو
- شیخ بو علی سینا کی طب کی کتاب
Urdu meaning of qaanuun
- Roman
- Urdu
- vo aam qavaa.id-o-zavaabat jin ka taalluq insaano.n ke afaal se hai aur jise hukuumat naafiz kartii hai
- qaaydaa, dastuur, zaabtaa
- sarod kii vazaa ka te.iis faulaadii taaro.n ka saaz jis ke kal taar taa taale me.n baTTe hote hai.n aur chobii muharrik se jis ko i.istlaahan jo aur sur ghoTaa bhii kahte hai.n bajaayaa jaataa hai ye abbuu nasr faaraabii kii i.ijaad hai niiz pyaano baajaa
- safaid buraaq rang ka gho.Daa jis ke kaan syaah aur sailii kaalii ho
- sheKh buu alii senaa kii tibb kii kitaab
Synonyms of qaanuun
Proverbs of qaanuun
Rhyming words of qaanuun
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kaanun, English meaning of kanun
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qaanuun)
qaanuun
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone