Search results
Saved words
Showing results for "qaalib"
Meaning ofSee meaning qaalib in English, Hindi & Urdu
English meaning of qaalib
Noun, Masculine, Singular
- a mould, model, form, prototype
- frame, figure, bust
- a person who is supposedly used by ghosts or spirits to communicate, medium
- matrix
- material (of a thing)
- (shoemaker's) last
- the body, the lifeless form
- the heart-shaped block on which a tailor cuts out caps
- (in Arch.) the centering
Sher Examples
qālib ko apne chhoḌ ke maqlūb ho ga.e
kyā aur koī qalb hai is inqalāb meñ
qalib ko apne chhoD ke maqlub ho gae
kya aur koi qalb hai is inqalab mein
jaan ko jaise nikāle hai koī qālib se
kyā burī tarah tire kūche se ham nikle haiñ
jaan ko jaise nikale hai koi qalib se
kya buri tarah tere kuche se hum nikle hain
क़ालिब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- आकार, रूप, किसी वस्तु का ढांचा, सांचा, टीन या लकड़ी का वह गोल ढांचा जिस पर चढ़ाकर टोपियाँ दुरुस्त की जाती हैं
قالِبْ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- ساںچہ، وہ آلہ جس میں کوئی چیز ڈھالیں، ڈائی
- جسم، تن، بدن، کاٹھی
- ڈھانچا، ہیئت، شکل و صورت
- (مجازاً) روپ، انداز
- (معماری) کینڈا جو ڈاٹ کے دہن کی وضع کا گارے مٹی کا کچا بنا لیا جاتا ہے اور ڈاٹ کی تیاری کے بعد نکال دیا جاتا ہے، ڈاٹ کی چنائی کینڈے کے سہارے کی جاتی ہے، ڈھولا، گمک
- وہ عورت جس پر کوئی جن یا پری یا شہید وغیرہ آتا ہو
- (جوتا سازی) دیسی جوتوں میں بھرنے کی لکڑی، جوتے کے اندر پھنسا کر اسے اُبھارنے والی لکڑی
- (آتش بازی) وہ سلائی جس پر کاغذ لپیٹ کر خول بنائے جاتے ہیں
- ڈھانکنے والی چیز، غلاف (عموماً جوتے کا)
- (حیوانات) وہ مادّہ جو خلیوں کے درمیان ہوتا ہے
- (خیّاطی) ایک خاص شکل کا سانچہ جس پر کپڑا رکھ کر درزی ٹوپیاں تراشتا ہے
- چھاپہ جس سے چھینٹ چھاپتے ہیں
Urdu meaning of qaalib
- Roman
- Urdu
- saanchaa, vo aalaa jis me.n ko.ii chiiz Dhaalen, Daa.ii
- jism, tan, badan, kaaThii
- Dhaanchaa, haiyat, shakl-o-suurat
- (majaazan) ruup, andaaz
- (maamaarii) kainDaa jo DaaT ke dahan kii vazaa ka gaare miTTii ka kachchaa banaa liyaa jaataa hai aur DaaT kii taiyyaarii ke baad nikaal diyaa jaataa hai, DaaT kii chinaa.ii kiinDe ke sahaare kii jaatii hai, Dholaa, gamak
- vo aurat jis par ko.ii jinn ya parii ya shahiid vaGaira aataa ho
- (juutaa saazii) desii juuto.n me.n bharne kii lakk.Dii, juute ke andar phansaa kar use ubhaarne vaalii lakk.Dii
- (aatashbaazii) vo silaa.ii jis par kaaGaz lapeT kar Khaul banaa.e jaate hai.n
- Dhaa.nkne vaalii chiiz, Galaaf (umuuman juute ka
- (haivaanaat) vo maada jo Khaliiyo.n ke daramyaan hotaa hai
- (KhiiXyaatii) ek Khaas shakl ka saanchaa jis par kap.Daa rakh kar darzii Topiyaa.n taraashtaa hai
- chhaapa jis se chhiinT chhaapte hai.n
Idioms of qaalib
Proverbs of qaalib
Rhyming words of qaalib
Compound words of qaalib
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kaalib, English meaning of kalib
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qaalib)
qaalib
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone