Search results
Saved words
Showing results for "nii.nd"
Meaning ofSee meaning nii.nd in English, Hindi & Urdu
English meaning of nii.nd
Noun, Feminine
- sleep, sleepy
Sher Examples
uTho ye manzar-e-shab-tāb dekhne ke liye
ki niiñd shart nahīñ ḳhvāb dekhne ke liye
uTho ye manzar-e-shab-tab dekhne ke liye
ki nind shart nahin KHwab dekhne ke liye
hameñ bhī niiñd aa jā.egī ham bhī so hī jā.eñge
abhī kuchh be-qarārī hai sitāro tum to so jaao
hamein bhi nind aa jaegi hum bhi so hi jaenge
abhi kuchh be-qarari hai sitaro tum to so jao
aa.ī hogī kisī ko hijr meñ maut
mujh ko to niiñd bhī nahīñ aatī
aai hogi kisi ko hijr mein maut
mujh ko to nind bhi nahin aati
नींद के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- निद्रा, सो जाना, शरीर और मस्तिष्क के विश्राम की अवस्था, मौत, हमेशा की नींद
نِیْند کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ۱۔ وہ غفلت جو فطری تقاضے سے اعضا کو سکون پہنچانے کے لیے طاری ہوتی ہے ، خواب ، خوابیدگی ؛ سونے کی کیفیت یا حالت ۔
- ۲۔ (مجازاً) موت ، ہمیشہ کی نیند
Urdu meaning of nii.nd
- Roman
- Urdu
- ۱۔ vo Gaflat jo fitrii taqaaze se aazaa ko sukuun pahunchaane ke li.e taarii hotii hai, Khaab, Khaabiidgii ; sone kii kaifiiyat ya haalat
- ۲۔ (majaazan) maut, hamesha kii niind
Synonyms of nii.nd
Compound words of nii.nd
Proverbs of nii.nd
Related searched words
Showing search results for: English meaning of neend, English meaning of nind
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bar-aamad
बर-आमद
.بَرْ آمد
(stolen or concealed substance) recovery
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zewarat bar-aamad kar liye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ha.ngaama-aaraa.ii
हंगामा-आराई
.ہَنگامَہ آرائی
noise and din
[ Mutanaza bill ko lekar Qanun-Saz Majlis (Legislative committee) mein khub hangama-arayi hui ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqdaamaat
इक़्दामात
.اِقْدامات
endeavours, efforts, diligences
[ Hukumat ke sare iqdamat awam ki bahbud ke liye hone chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaasat
रियासत
.رِیاسَت
state, country
[ Indonesia ki riyasat Jakarta, Java mein majud hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Ganiimat
ग़नीमत
.غَنِیمَت
deserving
[ Tambaku phunch gaya waisa to nahin jaisa Malwa ka umda tambaku hai magar bahut ghanimat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajviiz
तज्वीज़
.تَجْوِیز
scheme, plan, opinion
[ Sakina ne shadi ki tajwiz inkisari ke sath qubul kar li ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutanaaza'a
मुतनाज़'आ
.مُتَنازَعَہ
disputed
[ Film saaz (filmmaker) ki kahani mutanaza hone ki wajah se rok di gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darbaar
दरबार
.دَرْبار
royal court or audience hall, court of a noble, hall of audience, holding of a court, levee, court, durbar
[ Badshahon ke darbar mein riaya bhi maujood hoti thi aur badshah sabki mushkilen sunta tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'imaarat
'इमारत
.عِمارَت
building, house, shop
[ Tanha aadmi imarat kaise tamir kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baiza
बैज़ा
.بَیضَہ
egg, ovum
[ Baiza se jandar ki paidawar hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nii.nd)
nii.nd
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone