Search results
Saved words
Showing results for "naasaaz"
Meaning ofSee meaning naasaaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of naasaaz
Adjective
- discordant, indisposed
- indisposed, out of sorts, dis-agreeing
- indisposed, out of sorts, out of tune, discordant, disagreeing
Explanatory Video
Sher Examples
aaj kuchh nā-sāz hai tab-e-ḳhirad
nargis-e-bīmār kī bāteñ kareñ
aaj kuchh na-saz hai tab-e-KHirad
nargis-e-bimar ki baaten karen
sham-e-mazār aur ye soz-e-jigar mirā
har shab kareñge zindagī nā-sāz mere ba.ad
sham-e-mazar aur ye soz-e-jigar mera
har shab karenge zindagi na-saz mere baad
shahar meñ jab bhī chale ThanDī havā ke jhoñke
tapte sahrā kī tabī.at baḌī nā-sāz rahī
shahar mein jab bhi chale ThanDi hawa ke jhonke
tapte sahra ki tabiat baDi na-saz rahi
नासाज़ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- नादुरुस्त, गैरसहीह, अननुकूल, प्रतिकूल, नामुआफ़िक़।।
- नादुरुस्त, गैरसहीह, अननुकूल, प्रतिकूल, नामुआफ़िक़।।
- प्रतिकूल; अननुकूल
- जिसकी शारीरिक स्थिति में शिथिलता हो।
نَاسَاز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- جو راس نہ آئے، جو میل نہ کھاتا ہو، ناموافق، مراد : مخالف، دشمن
- (مجازاً) خراب، بگڑا ہوا، غیر صحت مند، ناتندرست، بیمار
- بیزار، خفا، ناخوش، ناراض
- جو کسی سے موافقت نہ کرے، جو کسی سے میل جول نہ رکھے، جس سے کسی کی نہ نبھے
صفت
- نا کا تحتی، مخالف، برخلاف، خراب
Urdu meaning of naasaaz
- Roman
- Urdu
- jo raas na aa.e, jo mel na khaataa ho, na muvaafiq, muraad ha muKhaalif, dushman
- (majaazan) Kharaab, big.Daa hu.a, Gair sehat mand, naatandrust, biimaar
- bezaar, Khafaa, naaKhush, naaraaz
- jo kisii se muvaafiqat na kare, jo kisii se mel jol na rakhe, jis se kisii kii na nabhe
- na ka tahtii, muKhaalif, baraKhilaaf, Kharaab
Antonyms of naasaaz
Rhyming words of naasaaz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naasaaj, English meaning of nasaj
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (naasaaz)
naasaaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone