Search results
Saved words
Showing results for "muusaa"
Meaning ofSee meaning muusaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of muusaa
Noun, Masculine
- a razor
- Prophet Moses
Sher Examples
ḳhudā kī den kā muusā se pūchhiye ahvāl
ki aag lene ko jaa.eñ payambarī mil jaa.e
KHuda ki den ka musa se puchhiye ahwal
ki aag lene ko jaen payambari mil jae
muusā nahīñ ki taab na lā.ūñ maiñ husn kī
be-parda sāmne mire tū bhī to aa ke dekh
musa nahin ki tab na laun main husn ki
be-parda samne mere tu bhi to aa ke dekh
ek muusā the ki un kā zikr har mahfil meñ hai
aur ik maiñ huuñ ki ab tak mere dil kī dil meñ hai
ek musa the ki un ka zikr har mahfil mein hai
aur ek main hun ki ab tak mere dil ki dil mein hai
muusā ne koh-e-tūr pe dekhā jo kuchh vahī
aatā hai ārifoñ ko nazar sañg-o-ḳhisht meñ
musa ne koh-e-tur pe dekha jo kuchh wahi
aata hai aarifon ko nazar sang-o-KHisht mein
kaash maiñ terī mulāqāt ko ḳhud hī aatā
tuur par bhej ke muusā ko pashemāñ huuñ maiñ
kash main teri mulaqat ko KHud hi aata
tur par bhej ke musa ko pasheman hun main
मूसा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- सर मूंडने का उपकरण, उस्तुरा
- यहूदी धर्म के प्रवर्तक जो पैगंबर या देवदूत माने गए हैं, इन्होंने फ़िरऔन का वध किया था, और मिस्र के इसराइलियों को दासता से मुक्त कराया था
مُوسیٰ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- سر مونڈنے کا آلہ، استرہ
- ایک جلیل القدر پیغمبر موسیٰ علیہ السلام بن عمران جو مصر کے فرعون کے عہد میں یوکبد/ یوکابد/ قبید کے بطن سے عمران کے چھوٹے بیٹے تھے، اس زمانے میں فرعون کے حکم سے بنی اسرائیل کی اولاد نرینہ قتل کی جارہی تھی اس لیے ان کی والدہ نے (بحکم خدا) انھیں ایک صندوق میں رکھ کر دریائے نیل میں چھوڑ دیا، فرعون کی بیوی آسیا نے جو لاولد تھی نکال کر ان کی پرورش کی، آپ کوہ طور پر جاکر اﷲ سے کلام کرتے تھے آپ کا نام بطور تلمیح ادبیات میں بھی مستعمل ہے یہودی ان ہی کی امت ہیں، اور قارون کو انہیں کے وقت میں زمین میں دھنسا دیا گیا تھا، اس کے معنی میں یہ لفظ 'مو' اور 'سا' سے مرکب ہے کیوں کہ سریانی زبان میں 'مو' بمعنی تابوت اور 'سا' بمعنی آب آیا ہے، چوں کہ فرعون کی بیوی آسیا نے ان کو دریائے نیل کے ساحل سے پایا تھا اس وجہ سے یہ لقب پڑ گیا، لیکن 'شرح مقامات حریری' میں اس نام کی وجہ تسمیہ یوں لکھی ہے کہ بزبان قبطی 'مو' بمعنی آب اور 'شا' بمعنی شجر یعنی درخت آیا ہے، چوں کہ ان کو دریا کے کنارے پر درختوں کے نیچے سے پایا تھا لہٰذا 'موشا' نام ہو گیا، اس کے بعد معرب کر کے 'موسیٰ' کر لیا
- رک : موسیٰ بحالت ترکیب مستعمل ۔
Urdu meaning of muusaa
Roman
- sar muunDne ka aalaa, usturaa
- ek jaliil-ul-qadar paiGambar muusaa alaihi assalaam bin imraan jo misr ke firaun ke ahd me.n yavakbad/ yavkaa bad/ qabiid ke batan se imraan ke chhoTe beTe the, is zamaane me.n firaun ke hukm se banii.israa.iil kii aulaad narainaa qatal kii ja rahii thii is li.e in kii vaalida ne (bahukm Khudaa) unhe.n ek sanduuq me.n rakh kar daryaa.e niil me.n chho.D diyaa, firaun kii biivii aasiyaa ne jo laavlad thii nikaal kar un kii paravrish kii, aap koh taur par jaakar allaah se kalaam karte the aap ka naam bataur talmiih adbiiyaat me.n bhii mustaamal hai yahuudii in hii kii ummat hain, aur qaaruun ko unhii.n ke vaqt me.n zamiin me.n dhansaa diyaa gayaa tha, is ke maanii me.n ye lafz 'muu' aur 'saa' se murkkab hai kyo.n ki suryaanii zabaan me.n 'muu' bamaanii taabuut aur 'saa' bamaanii aab aaya hai, chuu.n ki firaun kii biivii aasiyaa ne in ko daryaa.e niil ke saahil se paaya tha is vajah se ye laqab pa.D gayaa, lekin 'sharah muqaamaat hariirii' me.n is naam kii vajah tasmiiyaa yuu.n likhii hai ki bazbaan qibtii 'muu' bamaanii aab aur 'shah' bamaanii shajar yaanii daraKht aaya hai, chuu.n ki in ko dariyaa ke kinaare par daraKhto.n ke niiche se paaya tha lihaazaa 'moshaa' naam ho gayaa, is ke baad muarrab kar ke 'muusaa' kar liyaa
- ruk ha muusaa bahaalat tarkiib mustaamal
Proverbs of muusaa
Rhyming words of muusaa
Compound words of muusaa
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazdaar
राज़दार
.راز دار
one who keeps a secret, who keeps a secret, trusty, faithful
[ Zaid mera razdaar tha lekin ab vo hamare mukhalifon se ja ke mil gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahar
सहर
.سَحَر
time a little before day-break
[ Sahar hote hi insan to kya janwar bhi jaag jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruur
सुरूर
.سُرُور
exhilaration (caused by wine, slight intoxication
[ Nawab ne aaj pahle-pahal pi thi ab unhen jo suroor hua to sabse pahle us dukan se jo chiz kharid ki wo usi sharab ki kai darjan botalen thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darzii
दर्ज़ी
.دَرْزی
tailor, dressmaker
[ Darzi ko ilzam dete aur kahte ki gareban usne banaya hi nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraasar
सरासर
.سَراسَر
all, the whole, wholly, from end to end, from beginning to end
[ Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraayat
सरायत
.سَرایَت
penetration, absorption, effect influence
[ Naqli dawa ka zahr mariz ki rag-rag mein sarayat kar gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
surKHaab
सुरख़ाब
.سُرْخاب
ruddy shelduck, Anas casarca, a species of lark
[ Surkhab ke nar aur mada din bhar sath rahte hain aur raat aane par alahida ho jaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vird
विर्द
.وِرْد
self-imposed daily task or service, chant
[ Jannat ke khwahishmand log ek hazar gayatriyon ka vird kiya karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraab
सराब
.سَراب
a vapour resembling the sea at a distance (formed by the rays of the sun or moonlight on a sandy plain)
[ Chulistan ke ye dher ya hamvar maidan dur se sarab ka manzar pesh karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dozaKH
दोज़ख़
.دوزَخ
hell
[ Jannat ya dozakh aadmi ko apne amal ki wajah se milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of moosa, English meaning of moosaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (muusaa)
muusaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone