Search results
Saved words
Showing results for "muhaafiz"
Meaning ofSee meaning muhaafiz in English, Hindi & Urdu
English meaning of muhaafiz
Adjective
Sher Examples
haiñ ghar kī muhāfiz mirī dahkī huī āñkheñ
maiñ taaq meñ rakh aayā huuñ jaltī huī āñkheñ
hain ghar ki muhafiz meri dahki hui aankhen
main taq mein rakh aaya hun jalti hui aankhen
is liye maiñ ne muhāfiz nahīñ rakkhe apne
mire dushman mire is jism se bāhar kam haiñ
is liye main ne muhafiz nahin rakkhe apne
mere dushman mere is jism se bahar kam hain
añdherā itnā hai ab shahr ke muhāfiz ko
har ek raat koī ghar jalānā paḌtā hai
andhera itna hai ab shahr ke muhafiz ko
har ek raat koi ghar jalana paDta hai
मुहाफ़िज़ के हिंदी अर्थ
مُحافِظ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
-
حفاظت کرنے والا، رکھوالی کرنے والا، پاسبان، نگہبان، سپاہی
مثال • ہمارے محافظوں نے آگرہ جاتے ہوئے ایک لالچ دیا تھا کہ آگرہ سے جلدی واپسی کرو گے
- ولی، مربی، سرپرست
- امین، مہتمم
اسم، مذکر
- پاسبانی، نگہبانی
Urdu meaning of muhaafiz
- Roman
- Urdu
- hifaazat karne vaala, rakhvaalii karne vaala, paasabaan, nigahbaan, sipaahii
- valii, murabbii, saraprast
- amiin, muhtamim
- paasabaanii, nigahbaanii
Synonyms of muhaafiz
Antonyms of muhaafiz
Compound words of muhaafiz
Showing search results for: English meaning of muhaafij, English meaning of muhaaphiz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulistaa.n
गुलिस्ताँ
.گُلِسْتاں
flower garden, rose garden, flower bed
[ Gulistan mein tarah tarah ke phul khilte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipaahii
सिपाही
.سِپاہی
constable, general police officer
[ Kuchh sipahi nigahbani minar par hoshiyari se khade hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guldasta
गुलदस्ता
.گُلْدَسْتَہ
bouquet, bunch of flowers
[ Sadr-e-mushaera ne maujud sabhi sho'ara ko guldasta pesh kar unki izzat-afzaai ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kahkashaa.n
कहकशाँ
.کَہْکَشاں
galaxy, milky way
[ Logon ne sayyar-gaah (Planetarium) mein kahkashan ka dilkash nazara dekha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qamar
क़मर
.قَمَر
the moon (especially from the third night to the end of month)
[ Urdu shaeri ki istilah (term) mein mahbub ko qamar se bhi tashbih di jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'shuuq
मा'शूक़
.مَعْشُوق
beloved, sweetheart
[ Mashuq ki sahar-afrin (Charmed) surat dekh kar ashiq farefta ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sitaa.ish
सिताइश
.سِتائِش
eulogy, laudation, praise
[ Ai bahri mamalik aur unke bashindon tum zamin par sar-ta-sar usi (God) ki sataaish karo ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabistaa.n
शबिस्ताँ
.شَبِستاں
bed-chamber, bedroom for king
[ Us samaj par tashaddud is qadr hua ki ye jo ladki byaah kar le aate pahle unke shabistan-e-aish mein jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazkira
तज़्किरा
.تَذْکِرَہ
memory, remembrance
[ Ustaad ne sabaq mein kaamyaab logon ki kahaniyon ka tazkira kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nisf
निस्फ़
.نِصف
half part of anything, half
[ Match ka nisf waqt guzar chuka tha lekin koi team gol na kar saki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (muhaafiz)
muhaafiz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone