Search results
Saved words
Showing results for "markaz"
Meaning ofSee meaning markaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of markaz
Noun, Masculine
- centre (of a circle)
- headquarters
- upper stroke
- a fixed station
- a centre
Explanatory Video
Sher Examples
apne markaz kī taraf mā.il-e-parvāz thā husn
bhūltā hī nahīñ aalam tirī añgḌā.ī kā
apne markaz ki taraf mail-e-parwaz tha husn
bhulta hi nahin aalam teri angDai ka
har chiiz nahīñ hai markaz par ik zarra idhar ik zarra udhar
nafrat se na dekho dushman ko shāyad vo mohabbat kar baiThe
har chiz nahin hai markaz par ek zarra idhar ek zarra udhar
nafrat se na dekho dushman ko shayad wo mohabbat kar baiThe
jab aa jaatī hai duniyā ghuum phir kar apne markaz par
to vāpas lauT kar guzre zamāne kyuuñ nahīñ aate
jab aa jati hai duniya ghum phir kar apne markaz par
to wapas lauT kar guzre zamane kyun nahin aate
मरकज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- किसी चीज़ के खड़ा करने की जगह, नुकीली चीज़ जैसे भाला इत्यादि के गाड़ने की जगह
- किसी चीज़ का बीच का हिस्सा, बीचों-बीच, बिल्कुल मध्य में, बीच का, मध्य, केंद्रीय भाग
- (ज्यामिति) परकार के घेरे के बीचों-बीच का वह बिंदु कि उससे वृत्त तक जितनी सरल रेखाएँ खींचें वे सब आपस में बराबर हों
- ठहरने की जगह, विश्राम स्थान अथवा किसी चीज़, ख़याल या उद्देश्य इत्यादि का केंद्रीय भाग, घर अथवा मकान
- संघीय ढांचा, केंद्र सरकार अथवा राजधानी
- (लाक्षणिक) संस्था अथवा कैंप या पड़ाव
- (सुलेखन) वह आड़ी लकीर जो क़ाफ़ पर एक या गाफ़ पर दो लगाई जाती हैं
- भ्रमण करने की जगह, कक्षा, धुरी, कीली
- वह चीज़ जिसके चारों ओर कोई चीज़ घूमे
- केंद्र
- महत्वपूर्ण स्थान, मुख्यालय, हेडक्वार्टर
مَرکَز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کسی چیز کے کھڑا کرنے کی جگہ، نوک دار چیز جیسے نیزہ وغیرہ کے گاڑنے کی جگہ
- کسی چیز کا درمیانی حصہ، بیچوں بیچ، عین وسط، منجھ، درمیان، قلب
- (اقلیدس) پرکاری دائرے کا بیچوں بیچ کا وہ نقطہ کہ اس سے محیط تک جتنے خط مستقیم کھینچیں وہ سب آپس میں برابر ہوں
- ٹھہرنے کی جگہ، جائے قرار نیز کسی چیز، خیال یا مقصد وغیرہ کا مرکزی مقام، جائے سکونت
- وفاق، مرکزی حکومت نیز دارالحکومت
- (مجازاً) ادارہ نیز کیمپ یا پڑاؤ
- (خطاطی) وہ آڑی لکیر جو کاف پر ایک یا گاف پر دو لگائی جاتی ہیں
- دورہ کرنے کی جگہ، مدار، دھری، کیلی
- وہ چیز جس کے گرد کوئی چیز گھومے، محور
- اہم مقام، صدر مقام، ہیڈ کوارٹر
Urdu meaning of markaz
- Roman
- Urdu
- kisii chiiz ke kha.Daa karne kii jagah, nokadaar chiiz jaise nezaa vaGaira ke gaa.Dne kii jagah
- kisii chiiz ka daramyaanii hissaa, becho.n biich, a.in vast, manjh, daramyaan, qalab
- (uqliidas) purkaarii daayre ka becho.n biich ka vo nuqta ki is se muhiit tak jitne Khat-e-musatqiim khiinche.n vo sab aapas me.n baraabar huu.n
- Thaharne kii jagah, jaaye qaraar niiz kisii chiiz, Khyaal ya maqsad vaGaira ka markzii muqaam, jaaye sukuunat
- vafaaq, markzii hukuumat niiz daar-ul-hakuumat
- (majaazan) idaara niiz kaimp ya pa.Dhaa.o
- (Khattaatii) vo aa.Dii lakiir jo qaaf par ek ya gaaf par do lagaa.ii jaatii hai.n
- dauraa karne kii jagah, madaar, dhurii, kiilii
- vo chiiz jis ke gard ko.ii chiiz ghuume, mahvar
- aham muqaam, sadar muqaam, heDakvaarTar
Idioms of markaz
Compound words of markaz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of markaj, English meaning of marqaz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (markaz)
markaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone