Search results
Saved words
Showing results for "KHudaa"
Meaning ofSee meaning KHudaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHudaa
Noun, Masculine
- Allah, God, the supreme being, lord, master, deity, divinity
Sher Examples
kashtiyāñ sab kī kināre pe pahuñch jaatī haiñ
nāḳhudā jin kā nahīñ un kā ḳhudā hotā hai
kashtiyan sab ki kinare pe pahunch jati hain
naKHuda jin ka nahin un ka KHuda hota hai
vo aa.e ghar meñ hamāre ḳhudā kī qudrat hai
kabhī ham un ko kabhī apne ghar ko dekhte haiñ
wo aae ghar mein hamare KHuda ki qudrat hai
kabhi hum un ko kabhi apne ghar ko dekhte hain
sāmne hai jo use log burā kahte haiñ
jis ko dekhā hī nahīñ us ko ḳhudā kahte haiñ
samne hai jo use log bura kahte hain
jis ko dekha hi nahin us ko KHuda kahte hain
ख़ुदा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- मालिक, स्वामी
- (धर्म) बंदे अर्थात भक्त की तुलना में, ब्रह्मांड के निर्माता का वास्तविक नाम और स्वयं उसका अस्तित्व जिसके विशिष्ट नाम निनानवे हैं और जो अपने अस्तित्व एवं विशिष्टताओं के साथ हर जगह उपस्थित है, वह अनादिकाल से है और अनंत तक रहेगा, वह अद्वितीय है और उसके समान कोई नहीं, अल्लाह, ईश्वर, भगवान
- किसी काम या हुनर में बहुत बड़ी महारत रखने वाला, विशेषज्ञ
- (लाक्षणिक) जो किसी का मुखापेक्षी न हो, जिस पर किसी दूसरे का प्रभुत्व या शासन न हो, आज़ाद
- देवता, जिसकी पूजा की जाए
خُدا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- مالک، آقا
- (مذہب) بندے کے مقابل، خالق کائنات کا ذاتی نام اور خود اس کی ذات جس کے صفاتی نام ننانوے ہیں اور جو اپنی ذات و صفات کے ساتھ ہر جگہ موجود ہے، وہ ازل سے ہے اور ابد تک رہے گا ، وہ بکتا ہے اور اس کا مثل کوئی نہیں، اللہ، ایشور، بھگوان
- باکمال، ماہر
- (مجازاً) جو کسی کا دست نگر نہ ہو، خود مختار، آزاد
- دیوتا، معبود
Urdu meaning of KHudaa
- Roman
- Urdu
- maalik, aaqaa
- (mazhab) bande ke muqaabil, Khaaliq kaaynaat ka zaatii naam aur Khud us kii zaat jis ke sifaatii naam ninaanve hai.n aur jo apnii zaat-o-sifaat ke saath har jagah maujuud hai, vo azal se hai aur abad tak rahegaa, vo biktaa hai aur is ka misal ko.ii nahiin, allaah, ishvar, bhagvaan
- baakamaal, maahir
- (majaazan) jo kisii ka dast nagar na ho, KhudamuKhtaar, aazaad
- devtaa, maabuud
Synonyms of KHudaa
Rhyming words of KHudaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khuda
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
garden, cluster of trees, plantation
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Jo koi suragh malika ka lavega hazar ashrafi aur khilat (robe of honour) inam pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHudaa)
KHudaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone