Search results
Saved words
Showing results for "KHaar"
Meaning ofSee meaning KHaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaar
Noun, Masculine
- thorn, prickle, spine
- mental prick, dissatisfaction
- thistle, bramble
- jealousy, grudge
- a spur, a cock's spur
Sher Examples
vo ḳhaar ḳhaar hai shāḳh-e-gulāb kī mānind
maiñ zaḳhm zaḳhm huuñ phir bhī gale lagā.ūñ use
wo KHar KHar hai shaKH-e-gulab ki manind
main zaKHm zaKHm hun phir bhi gale lagaun use
maanā ki is zamīñ ko na gulzār kar sake
kuchh ḳhaar kam to kar ga.e guzre jidhar se ham
mana ki is zamin ko na gulzar kar sake
kuchh KHar kam to kar gae guzre jidhar se hum
ख़ार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पौधों, पेड़ों और झाड़ियों पर निकली हुई नुकीली और बारीक काँटा
- काँटादार, फाँसदार
- मुर्ग़ के पंजे से ऊपर का काँटे जैसा उभार जो उसके पंजे की उँगलियों की तरह होता है
- (लाक्षणिक) खटक, तकलीफ़, बेचैनी, मानसिक कष्ट
- मन में दबा हुआ रोष, द्वेष
- (लाक्षणिक) दाढ़ी के कड़े बाल
خار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک خودرو پودا
- پودوں، درختوں اور جھاڑیوں پر نکلی ہوئی نُکیلی روئیدگی، سخت اور باریک کانٹا، سُول
- کسی جاندار کے جسم پر یا اس کے اندر جسم کی ساخت میں موجود باریک نُکیلے اجزا یا ان میں سے ایک جو اپنی ساخت میں ہڈی یا پروں کی ڈنڈی سے مشابہ ہوتا ہے
- کسی دھات کی نوک دار کیل جو اسلحہ یا زیورات وغیرہ میں ہوتی ہے، تار وغیرہ میں مڑواں نوکیں
- مرغ کے پنجے سے اوپر کا کان٘ٹے نما ابھار جو اس کے پنجے کی ان٘گلیوں سے مشابہ ہوتا ہے
- (مجازاً) خلش، کھٹک، تکلیف، ذہنی پریشانی
- حسد، جلن، رشک
- (مجازاً) ڈاڑھی کے سخت بال، ڈاڑھی، ڈنک
- ناگوار، دوبھر، باعثِ آزار (بات شے یا شخص)
Urdu meaning of KHaar
- Roman
- Urdu
- ek Khudro paudaa
- paudon, daraKhto.n aur jhaa.Diiyo.n par niklii hu.ii nukiilii ro.iidagii, saKht aur baariik kaanTaa, suu.ol
- kisii jaanadaar ke jism par ya is ke andar jism kii saaKhat me.n maujuud baariik nukiile ajaza ya un me.n se ek jo apnii saaKhat me.n haDDii ya paro.n kii DanDii se mushaabeh hotaa hai
- kisii dhaat kii nokadaar kiil jo aslaah ya jevraat vaGaira me.n hotii hai, taar vaGaira me.n mu.Dvaa.n noke.n
- murG ke panje se u.upar ka kaanTe numaa ubhaar jo is ke panje kii ungliiyo.n se mushaabeh hotaa hai
- (majaazan) Khalish, khaTak, takliif, zahnii pareshaanii
- hasad, jalan, rashak
- (majaazan) Daa.Dhii ke saKht baal, Daa.Dhii, Dank
- naagavaar, duubhar, baa.is-e-aazaar (baat shaiy ya shaKhs
Synonyms of KHaar
Antonyms of KHaar
Proverbs of KHaar
Rhyming words of KHaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (KHaar)
KHaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone