Search results

Saved words

Showing results for "jannat ke hu.e na dozaKH ke"

jannat ke hu.e na dozaKH ke

diin ke hu.e na duniyaa ke

ghar ke hu.e na dar ke

laal bujhakka.D buujhiyaa.n aur na buujhaa ko.e, pair me.n chakkii baa.ndh ke ko.ii hirnaa kuudaa hu.e

dum pak.Dii bhe.D kii vaar hu.e na paar

KHudaa kaa diyaa nuur, kabhii na ho.e duur

na la.Dkaa paidaa hu.aa , na jau kaaTe ga.e , ye muu.nDan aur 'aqiiqe kii dhuum kaisii

saarii zulaiKHaa sun lii aur ye na maa'luum hu.aa ki zulaiKHaa 'aurat thii ki mard

itne kii kamaa.ii na hu.ii jitne kaa lah.nga phaT gayaa

the loss was more than the gain

ghar kaa na hu.aa dar kaa

pakkaa honaa chaahe to pakke ke sa.ng khel , kachchii sarso.n pel ke khallii hu.ii na tel

ye bhii na puuchhaa ki kyaa hu.aa

biis pachiis ke andar me.n jo puut sapuut hu.aa so hu.aa, maat pitaa muknaaran ko jo gayaa na gayaa so kahii.n na gayaa

paidaa hu.aa naa-paid ke liye

haakim kii agaa.Dii aur gho.De kii pichhaa.Dii na kha.Daa ho

mu.nh kaa thob.Daa na ho jaa.e

a.Dhaa.ii din saqqe ne bhii baadshaahat kii hai

it is never too late to be great, it is never too late to be who you might have been

jaa.Daa maah na puuh, jaa.Daa havaa kaa huu

dam.Dii kii daal buvaa patlii na ho

pe.D 'alii dhattaa jis kii ja.D hai na pattaa

kau.Dii na ho to kau.Dii ke phir tiin-tiin

bhuukaa turk na chhe.Diye ho jaa.e jii kaa jhaa.D

chaa.nd ko bhii KHudaa ne daaG lagaa diyaa hai

chakh Daal maal dhan ko kau.Dii na rakh kafan ko, jis ne diyaa hai tan ko degaa vahii man ko

laal bujhakka.D buujhiyaa.n aur na buujhaa ko.e, ka.Dii ba.Da.ngaa to.D ke uupar hii ko lo

kardanii KHvesh aamdanii pesh, na kii ho to kar dekh

As you sow so shall you reap

bolte kii zabaan kis ne pak.Dii hai

none can stop a person from criticizing or calling bad names

na KHudaa hii milaa na visaal-e-sanam, na idhar ke rahe na udhar ke rahe

dhan jo.Dan ke dhyaan me.n yuu.nhii 'umr na kho, motii barge mol ke kabhii na Thiikar ho

jis bahuu.D kii bairan saas, vaakaa kadhii na ho ghar vaas

jis kaa aa.nchal Gair mard ne na dekhaa ho

huqqe kaa mazaa jisne zamaane me.n na jaana, vo mard muKHannas hai na 'aurat na zanaana

to said in the praise of huqqa (casket)

vo phuul hii kyaa jo ki mahesar na cha.Dhe

moTaa aadmii ghaTe na dublaa.e, duble kaa to kaam tamaam ho jaa.e

biddiyaa vo maal hai jo KHarchat dugnaa ho raajaa ravaa chor taachhiin na saake ko

udhe.D ke roTii na khaa.o tangii hotii hai

jis kii na phaTii ho bivaa.ii, vo kyaa jaane piir paraa.ii

biraadarii ko na khilaayaa, chaar kaa.ndhii hii jamaa diye

naa la.D, la.Dnaa shaitaan kaa kaam hai, banii pe jo chuuke so tuKHm haraam hai

vaisaa hii to ko phal mile jaisaa biij bovaa.e, niim boy ke nikle gaa.nDaa ko.ii na khaa.e

faqiir kii zabaan kis ne kiilii hai

naataa na gotaa kha.Daa ho ke rotaa

dayaa dharm kaa mol hai baap mol abhiyaan, tulsii dayaa na chhaa.Diye jab lag ghaT me.n praan

yaad ho ki na yaad ho

apnaa hai hii naa duusre ke daanii

girah kaa diijiye par zaamin na ho jiye

never be a guarantee to someone

haakim ke maare aur kiicha.D ke phisle kaa kis ne buraa manaayaa hai

jis ne na dekhii ho kanyaa, dekhe kanyaa kaa bhaa.ii

nau muTThii kaa uu.nT hai

kaa'ba ho to us kii taraf mu.nh na karuu.n

KHalq kaa halq kis ne band kiyaa hai

gahr na hu.aa ko.ii viiraana hu.aa

jhuuTe kii kuchh pat nahii.n sajan jhuuT na bol, lakhpati kaa jhuuT se do kau.Dii ho mol

naa mard haathii apne lashkar ko maartaa hai

bhuuk pyaas allaah ne sab ke saath lagaa dii hai

sardii kaa maaraa panape hai ann kaa maaraa na panpe

naa mard haathii apnii hii fauj ko maare

baadshaaho.n aur dariyaa.o.n kaa pher kis ne paayaa hai

a remark on the fickleness of kings

saajan ham tum ek hai.n dekhat ke hai.n do, man se man ko taul do man kadii na ho

yaar vahii hai pakkaa jis ne maan yaar kaa rakkhaa

a true friend's he who 'll naught his friend deny

Meaning ofSee meaning jannat ke hu.e na dozaKH ke in English, Hindi & Urdu

jannat ke hu.e na dozaKH ke

जन्नत के हुए न दोज़ख़ केجَنَّت کے ہُوئے نَہ دوزَخ کے

Proverb

जन्नत के हुए न दोज़ख़ के के हिंदी अर्थ

  • किसी ओर के न हुए

جَنَّت کے ہُوئے نَہ دوزَخ کے کے اردو معانی

  • کسی طرف کے نہ ہوئے

Showing search results for: English meaning of jannat ke hue na dojakh ke, English meaning of jannat ke huye na dozakh ke

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (jannat ke hu.e na dozaKH ke)

Name

Email

Comment

jannat ke hu.e na dozaKH ke

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words