Search results
Saved words
Showing results for "jal jaanaa"
Meaning ofSee meaning jal jaanaa in English, Hindi & Urdu
Tags: Hinduism
English meaning of jal jaanaa
- be burnt, be consumed by fire, be irked or annoyed, become jealous
Sher Examples
jo yahāñ ḳhud hī lagā rakkhī hai chāroñ jānib
ek din ham ne isī aag meñ jal jaanā hai
jo yahan KHud hi laga rakkhi hai chaaron jaanib
ek din hum ne isi aag mein jal jaana hai
جَل جانا کے اردو معانی
Roman
- آگ لگ جانا،جل کر خاک ہو جانا یا ختم ہوجانا
- (چراغ یا شمع وغیرہ کا) روشن ہونا۔
- مرجھانا، ٹھٹھر کر رہ جانا،(درخت پودے وغیرہ کا) خشک ہوجا نا
- (مجازاََ) رشک کرنا،حسد کرنا۔
- غضبناک ہونا،طیش کھانا،چڑجانا۔
- ناراض ہونا ،کڑھنا،بگڑنا،پیچ و تاب کھانا۔
- (ہندو) ستی ہونا،شوہر کی وفات کے بعد بیوی کا خود کو آگ میں ڈال دینا
- سچ ہے جل جاتی ہیں اکثر بوٹیاں برسات میں (آتش)
Urdu meaning of jal jaanaa
Roman
- aag lag jaana,jal kar Khaak ho jaana Khatm hojaana
- (chiraaG ya shamma vaGaira ka) roshan honaa
- murjhaanaa, ThiThur kar rah jaana,(daraKht paude vaGaira ka) Khushak hojaana
- (mujaazaa) rashak karnaa,hasad karnaa
- Gazabnaak honaa,taish khaanaa,chi.D jaana
- naaraaz honaa, ku.Dhnaa,biga.Dnaa,pech-o-taab khaanaa
- (hinduu) satii honaa,shauhar kii vafaat ke baad biivii ka Khud ko aag Daal denaa
- sachch hai jal jaatii hai.n aksar buuTiiyaa.n barsaat me.n (aatish
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jal jana, English meaning of zal zaanaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (jal jaanaa)
jal jaanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone