Search results
Saved words
Showing results for "itnii"
Meaning ofSee meaning itnii in English, Hindi & Urdu
English meaning of itnii
- as much as, this many, this much
- that many, that much
Sher Examples
āsmāñ itnī bulandī pe jo itrātā hai
bhuul jaatā hai zamīñ se hī nazar aatā hai
aasman itni bulandi pe jo itraata hai
bhul jata hai zamin se hi nazar aata hai
is zindagī meñ itnī farāġhat kise nasīb
itnā na yaad aa ki tujhe bhuul jaa.eñ ham
is zindagi mein itni faraghat kise nasib
itna na yaad aa ki tujhe bhul jaen hum
ḳhudā kī itnī baḌī kā.enāt meñ maiñ ne
bas ek shaḳhs ko māñgā mujhe vahī na milā
KHuda ki itni baDi kaenat mein main ne
bas ek shaKHs ko manga mujhe wahi na mila
اِتْنی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- اتنا جس کی یہ تانیث ہے
Urdu meaning of itnii
- Roman
- Urdu
- itnaa jis kii ye taaniis hai
Related searched words
itnii to raa.ii hogii jitnii raa.ite me.n pa.De
گزارے کے قابل سامان موجود ہے، اتنا ہی ہے جتنی ضرورت ہے، اتنے اسباب تو ہیں کہ ہمارا کام چل جائے
itnaa saa mu.nh nikal aanaa
(خوف ، بیماری ، شرم وغیرہ کے باعث) شہرہ اتر جانا . منہ پر لاغری چھا جانا
Showing search results for: English meaning of itnee, English meaning of itni
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
talaafii
तलाफ़ी
.تَلافی
making amends, reparation, compensation
[ Lockdown ke duaran hukoomat ne muft anaj taqsim kar ke kuchh had tak awam ke nuqsanat ki tlafi ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafaa'at
शफ़ा'अत
.شَفاعَت
request, entreaty
[ Manzur Ali Khan ki sifarish aur Shamru ki begam ki shafaa.at se uske qusoor maaf ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaazaa
लिहाज़ा
.لِہٰذا
therefore, consequently, for this reason
[ Wo makan mere nazdik manhus thahra, lihaza uski marammat aur taiyari maquf (hold) ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istitaa'at
इस्तिता'अत
.اِسْتِطاعَت
ability, power, possibility
[ Bijli paida karne ki istitaa.at badh kar ek lakh bees hazar kilowatt ho jaayegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taariik
तारीक
.تارِیک
dark, obscure, unlit
[ Taarik jangle mein din mein bhi andhera hi chhaya rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHayyir
मुख़य्यिर
.مُخَیِّر
bountiful, charitable, liberal
[ Panditji ne mukhayyir adamiyon ko istitaa.at (Ability) ke mutabiq khairat karne ko kaha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuluu'
तुलू'
.طُلُوع
rising (of the sun, the moon or other heavenly bodies)
[ Subah suraj tulu hua aur uski shuaaen charon taraf phail gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadqa
सदक़ा
.صَدَْقَہ
alms as per Islamic religious law, charity, donation
[ Log apne gunahon ki bharpai ke liye sadqa-khairat waghaira karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'avaam
'अवाम
.عَوام
the commonalty, the common people
[ Bus, train waghaira awam ke liye aamad-o-raft ke behtarin zaraaye hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHbir
मुख़बिर
.مُخْبِر
emissary, spy, informer
[ Mukhbir ki ittila par police ne ek chor ko giraftar kar liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (itnii)
itnii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone