Search results
Saved words
Showing results for "hal"
Meaning ofSee meaning hal in English, Hindi & Urdu
English meaning of hal
Noun, Masculine
-
fulfilment (of a purpose) solution, the way out (of difficulties), unravelling (of a knotty problem), resolution (of a difficulty), untying, loosing
Example • Har masle ka koi na koi hal zaroor hota hai
- grinding, trituration
- dissolved
- answer to or solution (of a mathematical problem), solution of an equation, solving, solution, analysis
- liquefaction
- act of dissolution of something in a liquid, dissolving, melting
Explanatory Video
Sher Examples
merī ghuTTī meñ paḌī thī ho ke hal urdu zabāñ
jo bhī maiñ kahtā gayā husn-e-bayāñ bantā gayā
meri ghuTTi mein paDi thi ho ke hal urdu zaban
jo bhi main kahta gaya husn-e-bayan banta gaya
jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai
jañg kyā mas.aloñ kā hal degī
jang to KHud hi ek masala hai
jang kya masalon ka hal degi
ḳhud-kushī qatl-e-anā tark-e-tamannā bairāg
zindagī tere nazar aane lage hal kitne
KHud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag
zindagi tere nazar aane lage hal kitne
himmat hai to buland kar āvāz kā alam
chup baiThne se hal nahīñ hone kā mas.ala
himmat hai to buland kar aawaz ka alam
chup baiThne se hal nahin hone ka masala
kuchh mushkileñ aisī haiñ ki āsāñ nahīñ hotīñ
kuchh aise muamme haiñ kabhī hal nahīñ hote
kuchh mushkilen aisi hain ki aasan nahin hotin
kuchh aise muamme hain kabhi hal nahin hote
हल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
भेद खोलना, समाधान, सुलझाव, सुगमता, सरलता, आसानी, मुश्किल को आसान करना (कठिन कार्य, रहस्य या मुअम्मा आदि का) मुअम्मे के रिक्त स्थानों की पूर्ति
उदाहरण • हर मसअले का कोई न कोई हल ज़रूर होता है
- पिसाई, घुटाई, रगड़ाई
- घुल जाना, विलयन
- किसी प्रश्न का सही उत्तर, किसी विषय की व्याख्या, सवाल का जवाब; प्रश्न का उत्तर, सोल्यूशन
- घोलने या मिलाने की क्रिया, मिलाना, मिश्रण करना, घोलना, (किसी चीज़ को तरल द्रव में इस प्रकार मिलाना कि वो चीज़ पूर्णरूपेण या उसका अधिकतर भाग तरल द्रव का अंश बन जाए), कोई चीज़ दूसरी चीज़ में घोलने की क्रिया,
- उर्दू और फ़ारसी में अकेले के लिए 'लाम' अक्षर को एक बार जबकी यौगिक शब्द के लिए अक्षर 'लाम' को दो बार अर्थात पुनरवृत्ति होगी
حَل کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
-
انکشاف، کھولنے یا سلجھانے کا عمل، سلجھاؤ، عقدہ کشائی، آسان کرنے کا عمل (مشکل کام، راز یا معمہ وغیرہ کا)، معمہ کے خالی وقفہ کو پر کرنا
مثال • ہر مسئلے کا کوئی نہ کوئی حل ضرور ہوتا ہے
- پِسائی، گُھٹائی، رگڑائی
- محلول
- کسی سوال کا صحیح جواب، کسی مسئلے کی توضیح
- گھولنے یا ملانے کا عمل (کسی چیز کو رقیق شے میں اس طرح ملانا کہ وہ چیز کلیۃً یا اس کا بیشتر حصّہ رقیق شے کا جزو بن جائے)، کوئی چیز دوسری چیز میں تحلیل کرنے یا ہونے کا عمل
- اردو اور فارسی میں تنہا بغیر تشدید 'ل' ہے جب کہ تراکیب کے لیے تشدید لگاتے ہیں، جیسے: حلّ و عقد، حلّ و بست
Urdu meaning of hal
Roman
- inkishaaf, kholne ya suljhaane ka amal, suljhaa.o, uqdaakushaa.ii, aasaan karne ka amal (mushkil kaam, raaz ya muammaa vaGaira ka), muammaa ke Khaalii vaqfaa ko par karnaa
- pisaa.ii, ghuTaa.ii, rag.Daa.ii
- mahluul
- kisii savaal ka sahii javaab, kisii masle kii tauziih
- gholne ya milaane ka amal (kisii chiiz ko raqiiq shaiy me.n is tarah milaana ki vo chiiz kliin ya is ka beshatar hissaa raqiiq shaiy ka juzu bin jaaye), ko.ii chiiz duusrii chiiz me.n tahliil karne ya hone ka amal
- urduu aur faarsii me.n tanhaa bagair tashdiid 'la' hai jab ki taraakiib ke li.e tashdiid lagaate hain, jaiseh hal-o-aqad, hal-o-bast
Proverbs of hal
Rhyming words of hal
Compound words of hal
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (hal)
hal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone