Search results
Saved words
Showing results for "Gulaam"
Meaning ofSee meaning Gulaam in English, Hindi & Urdu
English meaning of Gulaam
Sher Examples
is adā se mujhe salām kiyā
ek hī aan meñ ġhulām kiyā
is ada se mujhe salam kiya
ek hi aan mein ghulam kiya
phir is ke ba.ad ye bāzār-e-dil nahīñ lagnā
ḳharīd lījiye sāhib ġhulām āḳhirī hai
phir is ke baad ye bazar-e-dil nahin lagna
KHarid lijiye sahib ghulam aaKHiri hai
sāhab ne is ġhulām ko āzād kar diyā
lo bandagī ki chhūT ga.e bandagī se ham
sahab ne is ghulam ko aazad kar diya
lo bandagi ki chhuT gae bandagi se hum
ग़ुलाम के हिंदी अर्थ
غُلام کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر، واحد
- اطاعت و فرماں برداری کرنے والا، مطیع، تابع، فرمانبردار، اطاعت گزار
- خادم ، نوکر ، خدمت گزار
- زرخرید چھوکرا جو بے تنخواہ گھر کا کام کرے ، زر خرید نو کر
- گنجفے کی چوتھی بازی کا نام جسکے پتّوں کا رنگ سفید اور اس پر مورت کا چھاپا ہوتا ہے نیز تاش کی بازی کا وہ پتّا جو دہلے سے بڑا اور بیگم سے کم قیمت ہوتا ہے اور اسپرغلام کی تصویر بنی ہوتی ہے .
- نوجوان ، لڑکا .
- (بطور انکسار متکلم اپنے لیے استعمال کرتا ہے) ہندہ ، خاک کسار ، کمترین
- غلامی کی نشانی کے طور پر کوڑیاں پہننے والا غلام، بے قدر غلام، بے عزت خادم، مفت کا نوکر
- (کنایۃً) نہایت مطیع و فرمانبردار شخص
Urdu meaning of Gulaam
Roman
- itaaat-o-farmaambardaarii karne vaala, mutiia, taabe, farmaambardaar, itaaat guzaar
- Khaadim, naukar, Khidamataguzaar
- zaraKhriid chhokraa jo be tanaKhvaah ghar ka kaam kare, zaraKhriid nau kar
- ganjafe kii chauthii baazii ka naam jiske patto.n ka rang safaid aur is par muurt ka chhaapa hotaa hai niiz taash kii baazii ka vo pitaa jo dahle se ba.Daa aur begam se kam qiimat hotaa hai aur ispar Gulaam kii tasviir banii hotii hai
- naujavaan, la.Dkaa
- (bataur inkisaar mutakallim apne li.e istimaal kartaa hai) hindaa, Khaak kasaar, kamtar yan
- gulaamii kii nishaanii ke taur par kau.Diyaa.n pahanne vaala Gulaam, beqdar Gulaam, be.izzat Khaadim, muft ka naukar
- (kanaa.en) nihaayat mutiia-o-farmaambardaar shaKhs
Synonyms of Gulaam
Antonyms of Gulaam
Compound words of Gulaam
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasraa
आसरा
.آسْرا
confidence, dependence
[ Us budhe aadmi ki zindagi mein kuchh ummid nahin rahi thi koi aasra nahin tha phir wo pareshan kyun na hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath den to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruud
सुरूद
.سُرُود
song, lyric, anthem
[ Samaj ke murda logon mein zindagi daudane ke liye surood-e-nau ki zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ghulaam, English meaning of ghulam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (Gulaam)
Gulaam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone